Stop loss and take profit k fawaid aur nuqsanaat kia hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss and take profit k fawaid aur nuqsanaat kia hain?
    Dear ap sb logo nay yeh term to suni ho gi stop loss yeni k SL and take profit TP yeh aik trader k leay jan,na bahut zaruri ha aur almost sb trader jo forex trading kr rahay hain sb k sb familiar hon gay. Aj me SL aur TP k fawaid aur nuqsanaat ki bat kru ga

    FAWAID...
    meray khayal main to SL aur TP ka sb say bra faida yeh ha k ap aik certain limit yeni k traget set kr detay ho k itni profit mujhay required ha aur me itna loss bardasht kr skta hun jb trade us traget ko touch krti ha to auto pay trade close ho jati ha ap beshak us time ofline ho ya ap k market watch nai kr rahay agr SL tak pehaly paunch jaye to SL hit ho jata ha aur TP tak pauch jaye to TP hit ho jata ha ap ko bar bar market daikhnay ki zarurat he nai.

    NUQSANAAT..
    Agr daikha jaye to nuqsan hum ic tarha say keh sktay hain k SL aur TP ka yeh ha k agr hum aik trade lgatay hain aur trade hmari favour main chali jati ha aur TP hit ho jata ha lekin market aur ziyada up gae hoti ha agr ap nay buy kea hua hota ha aur apka TP pehlay hit ho jata ha kyun k ap nay thoray pips pay TP set kea hua hota ha aur apko mazid profit nai hota TP lganay ki vja sa same SL kbi kbi lganay say apka SL hit ho jata ha. Jb k market reverse ho jati ha aur apki loss wali trade profit men a jati ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے

    Mere Sawal main to stop loss and take profit to use karne ka koi bhi Insaan nahi hai Iske traders co V nahi hote hain traded spreading karte huye accha stop loss and take profit Lagaye to unko uska kabhi bhi nuksaan nahi hoga take profit lagaane se Hamari trade automatically US. 5 karkat ho jati hai aur Hume Hamara profit Mil Jata Hai stop loss in trading mein bahut hi jyada faydemand hota hai stop loss use karne se traders ko Bade lost nahi hote Aur Woh Bade lost Savage Jaate Hain aur traders ka account Baywatch nahi hota qk Unki trade stop loss. Par pahunch kar khudi close ho jati hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear mery khayal me take profit aur stop loss key koi be nuksanat nahi hoty ye tools use kar key traders account ki complete safety kar sakty hey, take profit traders key profit ko manage karta hay me samjta hon key stop loss hamy temporary limited loss to trades me de sakta hay magar market ki big movement ki waja se hamary big capital ko zeyda loss hony nahi deta, esi waja se me samjta hon key take profit aur stop loss 2no tools bahot hi useful aur traders ko fawaid deny waly hey es key koi be nuksanat nahi ho sakty.
      • #4 Collapse

        mera opinion to friend us barey main ye hai k stop loss our take profit k app ko faida he hain us main nuksaanaat koi nahe hai main us ko ap k sath mazeed experience share kerta hoon forex main app ka nuksanaat say matlab ye ho ga k kabhe app stop loss use kertay hain to market app k sl ko hit ker k to pher profit main chali jati hai to dost ye tab hota hai jab ap tight stop loss use kerty hain mean aik level jo k support ya resistance ka tha us main app nay buy ya sell kai lkin lot size bare honay ki wja say app nay us ka stop loss kum pips us level say oper ya nechy day deaya to pher to must hai k app ka sl hit ho ga to humesha stop loss our take profit k khuch rules hoty hain jin ko follow kerean gay to sl hit nahe ho ga our tp bhe hit tab he ho ga our humesha koi bhe set up milta hia to do trades lagain
        • #5 Collapse

          Dear take profit aur stop loss tools traders ki asaani aur achi trading key ley banaye gey hey, agar MT 4 terminal me take profit aur stop loss key tools nahi hoty to ham na to apny profit ko manage kar paty aur nahi loss ko rokny ka koi behtar hal talash kar sakty, apny trades ko loss se mehfooz rakny aur account ki safety key sath profit ki safety key ley take profit key sath me stop loss use karny ka advise har traders ko do ga, meri nazar me acha trader wo hay jo timing key sath esy tools se faida le sakta ho.
          • #6 Collapse

            stop loss k jahan tak mera knowledge hai faida he hai koi nuksaan to mujhey bhe nazar nahe ata hai koink farz karen us ko app apny live account main use nahe kerty hain our khety hain k app us main major currency pair main trading ker rhay hain our us ki move to itne zeada nahe ho gee to ye khena wrong ho ga koin k dost last Friday ko NFP news USD Ki the jes k oper USD major pairs main 150 pips one sided move hoi our jin k stop loss nahe hoon gay un k account to wash ho geay hoon gay to hmean apni her trade main must stop loss use kerna chahy koin k us say humera capital safe rahey ga our hum kisi bhe barey nuksaan say bauch jain gay
            • #7 Collapse

              Stop Loss aur Take profit kisi bhi trader kay helping hands hotay hain, jis kay baghair trading mein risk factor bohot barh jata ha. Stop loss aur take profit kay fawaid bohot hain aur nuqsan bohot kam hotay hain. Stop loss aur take profit ki madad se trader ko ye safety hasil ho jati ha kay uski trade ziyada loss ya account washout nahi hoga aur profit aik khas hadd tak hi rahay ga. Han, take profit jaldi ya tight set karnay se ziyada profit ka potential kam ho jata ha ya tight stop loss jaldi hit ho jata ha, to ye points trader khud set karta ha, jin ko proper Stop Loss/Take Profit ratio​ calculate kar kay lagani hoti ha.
              • #8 Collapse

                bhai mera khyal hai k forex trading main jo hum trdaing karty stop loss or take profot ka use karty hain wo har trah se hmain faida he milta hai take profot or stop loss hmary account ki money mangmnt k kam ati hai tu yah hmary liye faidy ka he bais banty hain es liye main yah khunga k forex main yah money mangemnt se hmain loss kbhi nahi hta hai infact yah hmain loss se bacty hain or forex trading main wohi factor hmary liye faida mand hota ha jis ko use karny se hum risk free ho jaen jub k hum sub janty hain k stop loss set karny se hmara account wash hny se bach jata hai or jub hmara ccount wash hny se bacta hai tu es ka hmain yah fiada he hota hai or dosri yah bat bhi hum kah skty hain k yah limited loss k sath hmari trade ko clise kar deta hai jo k hmary favor main hoti hai
                • #9 Collapse

                  Asslam o alaikum dear pakistan forex forum all members i hope you will be good. Ap na bahot axi baat kahee hy .r ap na ham sab traders ko mattlab k ham sab pakistan forex forum k memmber,s ko ap na bahot achi information di hy stop loss (S.L) or take proffit (T.P) k baary main al na bilkul sahee baat ki hain. Thank you so much.
                  Is sa bahot sa traders k ilm main izafa ho ga.
                  • #10 Collapse

                    dear members apko stoploss aor take profit lgana chye
                    isky bahot zeyada faiday hain j8n ki humen smjh nhi hai agr ap permanent stoploss aor take profit use kren gay to apka account kabi bhi wash nhi ho ga ma aoko btata chalun ky professional yraders apny account ko kabi bhi free nhi chorty hain jo log bhi trading ma expert hoty hain hain wo trades ko open nhi chorty hain
                    traders ki approach he first management py ho i chye hai agr ap ko stoploss sy waqti nuqsan hota hai ro apko der pa faida hota hai kabi bhi apka acc5 wash nhi hota hai
                    aoko kisi bhi kisam ki break down tension nhi hoti hai
                    apko trdai5 ma confidence increase hota hai
                    stoploss ay apko apni mistakes ko recovery ka moqa mil jata hai apko chance mil jata hai apny loss ko record aor recover krny ka
                    take profit ka bhi bahot faida hai limited profit hai lkn tension nhi hoti market reverse ho jay to koi afsoos nhi hota hai maturity base trading ki adat ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      dear aap nay acha swal uthaya hai stop loss ky faiday aor nuksanaat ka aor ais main koi shak nahin ky ais ky faidy bhi hai aor nuksanaat bhi bazz okaat hum market mai achy analysis ky bad koi entry laity hai aor phir hum us main take profit aor stop loss ko use karty hia bazz okaat market humary stop loss ko hit kar ky humary analys ky hisab sy humary profit ko bhi hit kar jati hai ye stop loss ko use karny ka nuksaan hoota hai aor aisi tarah baz okaat market humary profit ky target sy bhi or opper chali jati hia ye bhi aik nuksaan hai take profit ka aor baaz okaat market jab flash movement lati hai to us wakt humin market main ain ka faida bhi nazar atta hai
                      • #12 Collapse

                        forex trading main stop loss or take profit ko lazi set karna chahye q k yah hmari maney mangemnt k liye boht aham hota hai es se hum apni trading ko save rakhty howe end tak ly ja skty hain es liye hum jis bhi trend main trdaing karen hmain os main stop loss or take profot ko lazmi set arna chahye main apko stop loss k pahly faidy bata hun forex trading main stop loss jub hum apni trdaing main set karty hain tu oska yah faiad hota hai k hum aik trah se apna target set karty hain or hum apni trading main loss ko lock kar dety hain or jub hum stop loss lga dety hain tu hamra account bhi wash nahi hota hai es liye hmain apni trading main lazmi stop loss ko set karna chahye ta k hum apny account ko wash hony se bacha skaen or achi trading kar k acha proft eran kar saken
                        • #13 Collapse

                          dear take profit or stop loss ,mein faidayh he faiday hein kiyon k agar ap forex mein acha work krna chahty hein or forex ki traning mein ap dakheen gay k forex mein kamyab or achi earning kay liye ap k pass acha experience hona bohat he zarori ha or experience jis k pass hota ha wo stop loss or take profit k sath he work kray ga kiyon k forex mein take profit or stop losss sy khud k emotion ko control kiya ja sakta ha or zyada losss sy bacha ja sakta ha or kabhi banda trading pay mojod na bhe ho to jahan point py take profit lgaya gya ho wahan auto trading close ho kar acha profit day dyti ha is liye ye best ha or har koi is k sath he work karay to profit ki ratio 80% tak ho sakti ha or newbiz bhe is ko he use kreen to behtar hein kiyon k ek bhe galat trad unko pura account wash na kar bethy is liye stop loss kay sath work zyada loss say bacha sakta ha
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                            Dear ap sb logo nay yeh term to suni ho gi stop loss yeni k SL and take profit TP yeh aik trader k leay jan,na bahut zaruri ha aur almost sb trader jo forex trading kr rahay hain sb k sb familiar hon gay. Aj me SL aur TP k fawaid aur nuqsanaat ki bat kru ga

                            FAWAID...
                            meray khayal main to SL aur TP ka sb say bra faida yeh ha k ap aik certain limit yeni k traget set kr detay ho k itni profit mujhay required ha aur me itna loss bardasht kr skta hun jb trade us traget ko touch krti ha to auto pay trade close ho jati ha ap beshak us time ofline ho ya ap k market watch nai kr rahay agr SL tak pehaly paunch jaye to SL hit ho jata ha aur TP tak pauch jaye to TP hit ho jata ha ap ko bar bar market daikhnay ki zarurat he nai.

                            NUQSANAAT..
                            Agr daikha jaye to nuqsan hum ic tarha say keh sktay hain k SL aur TP ka yeh ha k agr hum aik trade lgatay hain aur trade hmari favour main chali jati ha aur TP hit ho jata ha lekin market aur ziyada up gae hoti ha agr ap nay buy kea hua hota ha aur apka TP pehlay hit ho jata ha kyun k ap nay thoray pips pay TP set kea hua hota ha aur apko mazid profit nai hota TP lganay ki vja sa same SL kbi kbi lganay say apka SL hit ho jata ha. Jb k market reverse ho jati ha aur apki loss wali trade profit men a jati ha

                            Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to aus time banda ais mai plan bana leta hai k her trade k sath take profit aor stop loss lagana hai ais k jitny faida hai wo hum baat karty hai.
                            Take Profit k Faidy
                            Dear jab hum apni trade k sath take profit laga dety hai to aus mai ye faida hai k market jab humri favour mai aati hai aor hum agar aus time market mai ni hoty to humri trade close ho jati hai kai dafa ye hota hai k market profit mai aati hai aor phir loss mai aa jati hai agar hum ne ais mai take profit lagye ho ga to aus mai ye faida ho jata hai k humra profit safe ho jata hai.

                            Stop Loss k Faidy
                            Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko her trade k sath stop loss laga lena chaye ais mai ye hai k humri trade agar loss mai ja rahe ho to thory se loss kai kat jati hai aor aus k baad humra account safe ho jata hai agar hum ne stop loss lagana hai to hum ko chaye k hum trailing stop lagye aus mai stop loss kam ho jata hai agar market profit mai jati hai to.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss and take profit k fawaid aur nuqsanaat kia hain?

                              Agar Hum Log stop loss ko istemal Karte Hain Pyaar Hum Log loss bas Jaate Hain Aur Hum logo ko kamyabi milti hai aur hum logo ko stop loss ka bahut hi jyada fayda hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X