Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?
    Forex men Majority traders fail ho jaty hein, ap ki nazer men Fail hony ki sab se zada wajohaat kon kon ci ho sakti hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye bat sahi key Forex business me majority traders es business me fail ho jaty hey es ka reason ye hota hay key jo trader market me easy trading karta ho wo kabi be successful nahi ho sakta, easy trading ka matlab ye hay key traders market ki analyzing se le kar emotions tak har profession ko ignore kar lety hey, me apni trading ki bat agar karon to mujy loss apny account ko manage na karny ki waja se ho jata hay, profit earn karna bahot easy hay es ki management hamy hamesha kamyab nahi honi deti hay aur yahi loss ki waja be ban jati hay.
    • #3 Collapse

      Mery bhae diekhain forex diekhnay main aik boht he simple business lagta hai us main hum bus investment karein gay our us k bad earning hum unlimited start ker dain gay our traders na to learning kerty hain our na he demo account main practice kerty hain ye do kaam boht zarori hai ager app log siekhty nahe hai to pher app kabhe bhe us main perfect our professional trader nahe ban sagty hain our jab tak app demo main practice experience hasil kerean gay to pher he us main app real account main jb trading kerean gay to pher app us main pass hoon gay our un traders maen shamil hoon gay jo 10% successful trader hian
      • #4 Collapse

        Forex business me trading ki behtar planing na karny ki waja se mostly traders es business me fail ho jaty hey, planing me kesi be kisam ki agar weakness ho gi to ye traders ki nakami ki waja ban jati hay, over trading karna ya greed karna be loss de sakta hay magar yaha be me samjta hon key hamari planing strong nahi hoti aur ham limited profit ka target nahi rakty es waja se ham account ko manage karny me hamesha hi nakam ho jaty hey, agar planing strong ho ga to ham har esy mistake ko control kar sakty hey jo hamy loss de sakta hay.
        • #5 Collapse

          Trading market Mein traders ki failure ratio zeyada is leay hai kykam balance sy bahot zeyada profit hasil krny ki hamary ander lalich hoti hai hum log trading ma na to market ko complete smjhty hain na he learned complete krty haon hata ky hamary pas basic knowledge he nhi hota aor trading start kr dety hain jis ki waja sy failure ho jata hai disheart ho ky trading chor dety hain aor market ko bura bhala kehty hain apko maloom hona chye ky trading ma kisi bhi tarh ki jald bazi acceptable nhi hai
          complete experience knowledge confidence skills strategies planning tips aor tricks learn krny ky bad trading market ma real trading start kren ta ky ap failure ay bach jain apni mehnat ko zaya hony sy bacha len
          • #6 Collapse

            Dear Wajuhat Tou Kafi Hain But 2 Main Waja Hy LALACH & JALDBAZI.
            New User Ko Kamaney Ki Itni Jaldi And Lalach Hoti Hy Ke Wo Ye Bhi Nai Dekte Ke Abhi Unhe Trading Ke Barey Me Maloom He Kia Hy Unka Experience Hy Kia Hy Abi Unke Pass Knowledge Bhi Hy Ya Nai Forex Ke Signal Kaha Se Lein Planning Krni Hy Ya Nai Market Me In Hone Ke Bad Watch Karna Movement Ko Trend Ko Smjhna. Nai Krte Aisa Kch Hum
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              bhai aap ka swaal acha hai aor ye hum sab janty hia ky her naya trader ye sooch ky ais field main ata hai ky ye ais money making machine hai shayed aor ratoon rat ameer ban sakty hia to dear pehly to ye sooch badalna hoo gi ye aik hard aor techical kisam ka kaam hai ais mai aap ko boht kaam aor mehnat ki zaroorat hooti hai aor jab baghari kisi experience ky hum ais main kaam karien gy sirf tuky py to to tuky kab tak chalty hai ais liye humin loss ko face karna parta hia aor phir hum kehty hia ky traders ko loss ziyada hoota hia aor ye nahien deekty ky experience kitna tha ais liye market main aap tab he kuch lay sakty hai jab aap nay market ko time diya hoo tab he maret bhi aap ko kuch day gee
              • #8 Collapse

                forex trading aik aysa business hai jis main har trador ko he loss hota hai or kbhi apni wjah se hota hai or kbhi market k achanak main move kar jany par hota hai es liye hum es bat ka dawa nahi kar skty hain k ksisi ko loss hota he nahi hai yah k old ko kam hota hai yah k zeyda hota hai mera expiernce yah khta hai k forex main jitna profot hota hai osi ratio se loss bhi hota hai or loss hony ki sub se bari wjah greed hai q k har trador ko yah lgta hai k aghr hmain 2 se 3 trade profit main mil gai hai tu mazzed bhi ayse he milti jay gi tu os k bad kiya hota hai un ko bara loss ho jata hai or jitni eraning ki hoti hai osi k eqaual main loss ho jata hai or yah su he tradors ayse karty hain jis ki wjah se loss hota hai baki loss hony k boht se wajohat hain or har tradors ko alag alag wjohat ki bina par loss hota hai sub ko loss hoy ki wjah aik jesi nahi hoti hai sub ki alalg alalg hoti hai
                • #9 Collapse

                  Forex main majority traders ki fail honay ki wja ye hai k traders kaam theek nahe kerty hain us main un ko loss hota hai koin k us main tradrs ki learning nahe hoti hai ager jo learning kerty bhe hai to wo practice ache nahe kerty hain our agre koi trader practice bhe ache ker leta hai to pher wo us market main apny greed ko control nahe ker sagta hai our pher wo loss kerta hai jo bhe professional trader bantay hian wo learning phelay kerty hain pher practice demo account main kerty hian our pher money management kerty hoey live market main trade kerta hai our pher un ko bhe loss hota hai koin k market risky hain but wo recover easily ker lety hin
                  • #10 Collapse

                    Dear ais mai bahot sari wajohat hai jis ki waja se zayda tar log ais market mai loss kar sakty hai kun k ais market mai ye hai k hum jab kaam start karna hota hai to aus time hum learning ni karty hai aor jab hum market mai kaam karty hai to apni loss wali trades ko chalny dety hai aor jab trades profit mai aati hai to aus time hum sabar ni karty aor aus mai ye hai k hum agar trade laga rahy hoty hai to aus time lot ka khyal ni rakhty aor aus mai hum lot bari laga k apna loss karwa lety hai aisy hi bahot sari baty hai jin ki waja se hum ais market mai loss karty hai agar hum lalch na kary to ais market mai profit banana asan hota hai kun k ais mai ye hai k hum agar ais mai kaam kary gay to ais mai hum ko discipline k sath kaam karna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Asslam o alaikum bhai .ap na teekh baat kahi hy. K in k fail hiny ki wajah ya in ko zyada loss hiny ki kia wajah hi sktti hy. To mery bhai is ki aik wajah ya h k ya kam bonus k sathh big proffit lainy ka sochty hain. Us k baad ya log jab b trade lgaty hain to us par zyada focus b ni hotta. R aysy log na hi kisi sa seekhty hain mattlab k kisi bary ki help ni laity . is liye wo is sa zyada fail hi jaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?

                        Bhai Dekh Ke Jharoke forex market Mein Manata nahi karenge phone logo ko lost ho gaya hai isliye Hum Logo Ko Agar accha prophethacker Karna Hai To Phir Hum logo ko mehanat karne chahiye Agar Hum Log Manata nahi karenge To Phir Hum logo ko bhi loss hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?

                          Jaldbazi Lalaji forex market mein Los ki Vaja banti hai isliye Hum logo ko forex market Mein Lala ki nahi karna chahiye jaldbazi nahi karni chahiye Hum logon ko dekh kar Samaj CarTrade Lagani chahiye Phir iska Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?

                            Majority of traders kay trading mai fail honay ki bohat ziada nahi sirf kuch makhsus wajuhaat he hoti hain. Jinn ki wajah say sub ki ghaltiaa bhi same he hoti hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jab tak trading mai achi strategy aur planning ko involve nahi kia jaey uss waqt tak failure rate ziada he hota hai. Forex traders jab bhi jald baazi kertay aur laalach kertay hain tou unhain loss hotay hain aur uss ki wajah bhi apni learning aur knowledge ko ignore kerna he hota hai.

                            Forex trading mai jab market watch ki jaati hai tou koi bhi trade open kernay say pehlay baar baar movement ko daikhna chaiye. Trends ko big time frames mai daikhna chaiye kiyu kay trade open kernay say pehlay he saari learning aur knowledge use ki jaa sakta hai aur trade open kernay kay baad sarey option khatam hojatey hain aur yehi actions failure ka sabab bhi bantay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Majority Traders Forex men Fail q ho jaty hein?

                              Ji Bhajan is mein bahut sari Baju Hath Hai Jiski vajah se jyadatar log is market main loss kar sakte hain Kyunki is market Mein yah hai ki Ham Jab kam start karna hota hai to use time Ham learning Nahin Karte aur jab ham market Mein kaam karte hain to apni loss wali trade ko chalne Dete Hain aur jab traders profit Mein aati hai to use time Ham Sabar Nahin karte aur usmein yah hai ki Ham Agar trailer Laga Rahe hote hain to use time lot Ka Khyal Nahin rakhte aur usmein ham load Badi Laga Ke Apna loss Karva Lete Hain Aise Hi bahut sari majbut hoti hai jinki vajah se Ham is market fellows karte hain Agar Ham lalach Na Kare to is market Mein acche trader Bankar kam Karen aur Soch samajhkar kam Karen To Hamen kabhi bhi loss na hone acche se kam Karenge To Hamen Achcha bonus Milega isliye Hamen chahie ki ham utani hi trade Lagaya Jitna ki Hamara balance hai isase Hamen bahut hi accha bonus mil sakega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X