Kia sirf fundamental analysis mean news pay trading ki ja sagti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia sirf fundamental analysis mean news pay trading ki ja sagti hai?
    mery dosto forex main humery pass teen kisam k analysis hain jin ko siekhna her trader k leay zarori hota hia ksii aik ka knowledge our tajarba humean kabhe bhe successful trader nahe ban sagty hain
    1 Technical analysis
    2 Fundamental analysis
    3 sentimental analysis

    to dosto main ye pouchna chati hoon k kai hum sirf fundamental analysis k oper trade ker k acha profit bna sagty hain ager ker sagty haen to kesay ker sagty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han fundamental analysis ka matlab news ko read karna aur esi key base par trades open karna hi hay, Fundamental analysis karny key ley hamy market me events se trading ka andaza ho sakta hay, koi be event jo key economic calendar me es ki complete information hamy mil sakti hay es event se hamy ye andaza asani se ho jata hay key jo new event start ho raha hay ye kes currency par zeyda effect kar sakta hay aur ham esi base par jo trade open kar rahye hey ye hamy ketna profit de sakta hay esi ko fundamental analysis ka name dia jata hay.
    • #3 Collapse

      nahe my trading fellow mery trading experience k mutabik to ye possible nahe hai koin k aik high impact news app k technical ko just disturb kerti hai lekin market pher say aik hour k bad technical ko follow kerna shuro ker dite hai bus app ko market main anay wali us din ki high impact wali news ki timing ka pata ho ta k app us time market main us pair main apni trades ko close rakhean ta k app kisi bhe barey loss say safe rhe sagain our news k 1 ya 2 hour k bad app technical analysis ker k app pher say us pair main trade ker sagty hain lkin sirf fundamental analysis ker k us k oper trading kerna possible nahe hai
      • #4 Collapse

        G han agar ham other type key market analysis ko etni ehmeyat na den to be market key fundamental analysis key base par acha profit earn kar sakty hey, technical analyzing ya sentimental analyzing etni powerful nahi hoti es waja se traders ko other kesi be market key analyzing se loss ho sakta hay magar fundamental/news key help se agar market ka jaiza leya jaye to ye prefect jaiza hamy right time me right fisala karny me helpful sabite ho sakta hay es se traders ko right direction me trades open karny me help mil sakti hay.
        • #5 Collapse

          Fundamental analysis ko news trading bhi kehtay hain, kyun kay is mein news ki base par traders future movements ko predict kartay hain. Fundamental analysis 100% news par base karti ha kyun kay news kay waqt technical ya sentimental kam nahi kartay, is liye news ki analysis hi fundamental analysis ha lekin sometimes technical traders bhi news ki base par apni strategy banatay hain, matlab wo news se trading nahi kartay balkay news kay impact ko dekhtay huay technical analysis ka future dekhtay hain because news kay waqt to market volatile hoti ha lekin kuch time baad jab stable ho jati ha to technical ka amal dakhal bohot barh jata ha, jo technical traders kay liye bilkul sahi waqt hota ha.
          • #6 Collapse

            bhai forex trading main hmain trading k liye 3 trah k analyse kar k trading kar skty hain or main apko bata chalun k analsye se murad tajzia hota hai jis se hum aik chez ko dekhny k bad confer kar lety hain k yah exact main hmain es k bary main ilm ho chuka hai esi trah hum apni trading k liye bhi market ko judge karty hain k market hmari favor main ho ksti hai k nahi bus esi k liye hum 3 qism k analsye ko use karty hain jesy k hmian ilm hai es bat ka k hmain analyse se trading main acha result milta hai esi liye hum use karty hain or ap ny yah bat ki hai k humain sirfr fundamentla anlsyse she trading karni chahye tu es ka jwab hai k nahi hmain 3inu he analsye ko use karna chahye q k yah hmain market ko smjhny main help karty hain es main defferent cotegries hoti hain jis k hekp se hum market ko dekh kar trading karny main kamyab hoty hain or hmain apni trading main asani bhi hoti hain or frex main trading k liye jo sub se zeyda analsye use hota hai wo technical analyse hai jsi main tradors trading karty hain
            • #7 Collapse

              trading ky leay bahot sary factor ko mind ma rkhna zaroori hai trading waisy to tukky py bhi ki ja skti hai ho skta hai aik dafa apka tukka lg bhi jay lkn professional trader bnen aor apni is business ko life time ky leay bnain traderz ko chye ky market ko har pehlu sy check krny ky bad analysis start kren ta ky apko zeyada profit ho loss sy bachna bhi achi strategies ma sy hai
              knowledgeable forum sy apko confidence bhi milta hai
              fundamentals aik factor hai jub ky technical aor sentiment data bhi important hai apko pending order lgana ho ya koi bhi kam krna ho kch na kch to sochna hota hai aisy trade open nhi kr skty phr apko tension zeyada hoti hai
              • #8 Collapse

                dear her trader apni strategies ky hisaab sy trade karta hai aor boht sy trade jo ky short term trading karty hai wo technical base py bhi trade karty hai aor thoora thoora kar ky profit banaty hai aor ager fundamental analysis ki bunyaad pay trade karna atta hoo to acha faida hasil hoo sakta hia ais main ager aaap deekhien mukhtalif web sites main economic calendars man mukhtalif news ki timing di gayee hooti hai aor ager aik trade ko news read karna aa jaye to us base py wo us main trade laga ky acha khasa profit bana sakta hia aor ais liye mary khayal main news base trade aap ko boht acha profit day jati hai
                • #9 Collapse

                  Dear ye to ap par depend karta hai k ap kis tarha ais market mai kaam karty hai kun k ais market mai koi aik tareeka to hai ni kaam karny ka ais mai bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ne aik cheaz par kaam karna ho to aus par mehnat kary aor aus k expert ban jaye jaisy agar ap ne news trading karni hai to ap ko her news k bary mai pata ho k ais ka market par kitna asar parta hai aor ais mai agar hum trade lagaty hai to ais se market mai kaisy move ho sakti hai jab apko ye sab pata ho ga to aus time ap ais mai kabi ghalti ni kary gay magar ais k liay ap ko time lagana pary ga aor aus k baad ap ais market mai se paisa kama sakty hai beshak ap aik hi cheaz par kaam kr rahy ho.
                  • #10 Collapse

                    Dear yah bat clear hai k forex aik bohat risky kam hai or ham is risk ko kam karain to hamin income ho gy . or yah bat b such hai k ham different strategy use karty hai taky ham in cheezo ko kam kar sakin. to ap just fundamental per q depend karty hai per jahna tak new k time ki trading ki bat hai us k lai fundamental kafi hai per bad main ham ko technical per b dhyan daina hota hai. is lai dear hamain jo cheezain ap na share ki ham agr ham regular trading karna chahty hai to ham ko un sab per dhyan daina ho ga .
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia sirf fundamental analysis mean news pay trading ki ja sagti hai?

                      Jiha fundamental analysis Mein News pe trading ki Ja sakti hai agar Hum Log fundamental analysis mein news ko follow Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut hi benefit hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia sirf fundamental analysis mean news pay trading ki ja sagti hai?

                        News buffalo Karke trading karna bahut hi accha hota hai agar koi news ko follow karke trade Karta Hai To wo log Isa kaafi accha profit muscle kar sakte hai isliye nahi usko follow karke Hai trading Karni chahiye news market ka trend Milta Hai
                        Removed by Moderator.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X