Kamyabi Kay liye achi money management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi Kay liye achi money management
    Forex trader ke pass chaiye kitne he achi trading skill aur knowledge Majood ho tu phir b kamyabi hasil karny ke liye acha money management ka plan hona. Phir zaroori hai . Iss Kay baghir trading Mai profitable hona bohot he mushkil ho jata hai . Iss liye apny trading plan Mai money mangement ko b zaroor importance dain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex ke kaam mein planning take both achha wala management system Hai Jisko Karam Lekar Chale Ayenge to Humein Kabhi B nuksaan nahi hoga Har kaam karne se pahle Hame Apne seniour se Mashwara kar lena chahiye ke Hame Ye Hame Kaise kam karne mein plannings increase kha sakte hain management in Christ ho sakti hai aur Hamara capital Kaise generate ho sakta hai Jaise Jaise Hame market ki samajh Lag Jayegi hamara kaam Aasan ho jayega
    • #3 Collapse

      yap my dear trading fellow forex main kamyabi k leay ache money management boht zarori hai pher he us main hum trading ker k ache earning ko safe way main asani say possible bna sagty hain humean forex main bus aik rule ko follow ker lain money ko manage ker k work karen gay to emotions auto pay control hoon gay greed ki feeling nahe aeen gee strategy better hoon gee
      • #4 Collapse

        Ap ny bilkul theak kaha hai,management kay bagair koi bhe kam theak nahi ho sakta.har kam mai kamyabi k liay management zruri hai warna kafi nuksan ho sakta hai.so forex trading mai bhe kamyabi k liay management kay sath chalna bohat zruri hai.
        • #5 Collapse

          forex mei achay kamyabi kay liye aap ko sirf skills ka hona he kaafi nahi hota kay aap ney acha knowledge le liya enough hay nahi jab kay aap kay paas best money management best money preservation plan bhi zaroori hay aap ko pata hona chaiye kitni investment kitna risk lena hay ye zaroori hay..
          • #6 Collapse

            Forex trading mein kamyabi k liye pehli shart money management hai. Ager aik trader trading se pehly apni money management achy se ker leta hai to wo kafi had tak kamyab ho jata hai. Ager ap pass bonus balance kam hai aur ap ne trade mei lot size ziyada laga di hai to ap ki management fail hai. Ap loss mein hi jain gy.
             
            • #7 Collapse

              dekho bhai jan ap par hi dimpaind karta he lekin ham to ziyada tar gold par he trading karte hen q ke ham ko is ka knowledge bahut ziyada he aor ham is se loss kam se kam khate hen agar jo ap ko pasand he ap us par lgayen
              • #8 Collapse

                Bhai apka sawal acha hai koi bhi kam ap start karty hu tu ap planing k sath usko manage karty hu forex bhi ek intersting work hai jis k lia manegment bhot zarori hai achi earning k lia
                • #9 Collapse

                  Trading ho ya koi aur business ho main key points hoti hain ek to planning and dusri hoti hai uska amount management agr hum business main plan setup nahi krte hain to hum logo ka maksad pata nahi chalta hum ne iss main krna kia hai and sometimes agr hum money ko manage nahi karte hain to ziada profit haasil karne ke chakar main hum ziada investment kar bethte hain aur aakhir mein ye hota hai ke uska faida to hota nahi lekin us nuksaan ko recover ya support dene ke liye humare pas backup main money bhi nahi bachti to iss liye humen chaye ke proper planning and management ke sath hi kaam karen.
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan apne sahhi kaha hai k liy achi money zaroat hoty hai aor jo mahnat kare ga woh hi tarding main achi money kama skte hain thyk hai bhai jaan
                     
                    • #11 Collapse

                      G bhai koi bhi kam karny sy phly as ky bry achi trha malmoat hasil kar lani chyie ky as kam ko kis trha karna ha or as ma ap ko prefit kesy hasil ho skta ha ap as ma keay kamyab ho skty ha agr ak tredr treafing karny sy phly apni moneny management achi say kar lata ha to wo kfi had tk kamyabi hasil kar lata ha
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jaan kamyaby k lye achi managemant kya jasakta hai q k achi managemant k lye mahnat kana zarory hota hai jo mahnat nahi kare gaa woh kabhi bhi kamyab nahi ho ga
                         
                        • #13 Collapse

                          Ap duniya ka koi bhi business kerein aur ap us mein money management nahi kerein gy to ap loss kerein gy. Isi trah forex trading mein bhi money management ki zaroorat hai. Ap apny capital ky hisab se apni lot size rakhni hai. Jab tak ap trading mein money management nahein kerein gy to kamyabi mushkil hai.
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g bilkul apki bat tkh hy forex trading name e hy displne ka jo log displne ka khyl nh rkhty moneymngmnt bht ahm chez hy hmay acount chota ho ya bra moneymngmnt use krni chahy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X