Moving average forex indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average forex indicator
    Market ke trends ko jaanchne ke liye sab se ziada aur asan forex indicator moving average hai jis ko professional traders as well as newly joined members bhi trading ke doran use main laate hain most of the traders other indicators ke sath sath moving average ko bhi include karte hain trade main.
    Moving average usually kisi bhi currency ki ek particular average amount batati hai jo ke according to trading main candle stick ki closing ke mutaabik hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Moving evereg bahot hi acha indicator hai aur maximum trader hi issi indicator ko use krte hain ye indicator bahot hi simple hota hai aur isse smajhna bhi kafi aasan hota hai
    Hamen koshish krna chahiye ham apne chart pe aik se ziada indicators ko use na kren q k jab ham aik se ziada indicators ko use krte hain ham confused ho jate hain aur hamen kabhi bhi best results nhi mill pate hain
    • #3 Collapse

      Gee haan forex market mein aap ko meta trader 4 mein bhi bahut saray indicators mil jatay hain aur iss kay ilawah aap indicators purchase bhi ker saktay hain iss kay lye jo meta trader4 mein indicators available hain woh bahut powerful aur mufeed hain inn mein moving average bahut aasaan aur market ka trend aur movement jananay kay lye sub sae aasaan ahr best indicator hai aur iss aae faida uthana chahyea
      • #4 Collapse

        G dear apki bat tkh hy mt4 mn bht sy indicators hn or jo moving avrge ki bat hy wo alg e hy market ka trend dkhny ky liy use kia jata hy akser profeshnional yhi indicators use krty hn baki wesy to aj kl bht sy indicators hn lkn moving avrge best hy isko use krna chahy
        • #5 Collapse

          Moving average aik bahut hi acha indicator hai. Mein bhi moving indicator use kerta hon ye baht acha result deta hai.
          Ye sabqa 14 candle ki closing ko calculate ker k un ki average nikal ker ap ko next trend batata hai k ab market kis traf move kery gi.
          • #6 Collapse

            G dear moving average market k trend ko anylise karne k lye bahut he acha indicator hai aur is k sath MACD ka use b bahut helpfull hai lakin dear hamen all time indicator pe depended nahi hona chahiye aur na he har signal pe trade krni chahiye balke hamen khud se trend ko anylise karna chahiye aur market ko samjhna chahiye jo hamare lye bahut faida mand hai
            • #7 Collapse

              Moving average aik bahut hi aasaan aur bahut acha indicator hai jis sae humain market kay trend ka bahut achi tarah pata chal jata hai aur iss sae aap ko trade laganay mein aasaani ho jati hai waise tou market mein bhi bahut achay achay indicators maujood hain lakin moving average aap ko free mein meta trader 4 mein milta hai
              • #8 Collapse

                bhai forex trading main jo moving avourages indicators hai os main boht se trador trading karty hain or yah sub se zeyda use hony wala indicators hai jis main hum apni trading karny k liye aghr use karty hain tu hum acha profit eran kar skty hain or es main jo hum particular proce ko chek karty hain during trade main tu wohi hmain profit deny ka kam kar jati hai
                • #9 Collapse

                  yes bhto say asy trader hain jo k moveing average use kar rahy hain qk is say humhain ye pata chalta hain k merket ka up trend hain k down trend hain is liye jo b old and new trader hain sab moving average use karna pasand karte hain is k bhot fiyde hain is say acha profit hum hasil kar skte hain moving Average say merket ka trend b pata chal jata hain k up chal rha hain k down
                  • #10 Collapse

                    G haan ap thek keh rahay ho market k trend ko janchany k leay moving average aik bahut he acha indicator ha aur bahut ziyada common ha. Moving average aik aisa indicator ha jis say aik market ka average idea ho jata ha. Aur jb hum moving average k sath aik do indicator aur use krtay hain to mazid aik acha idea ho jata ha Mareket trend ka lahza different moving average set kr k hmain market ka idea lena chaeay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving average forex indicator

                      forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain in ke different types hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X