maximum profit in short time
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    maximum profit in short time
    traders ka 1 mistake ye be hota hay key wo maximum profit short time me earn karny ki strategy key sath trading ki koshish karty hey esi waja se esy traders ko risk factor nazar nahi ata aur risky trading ki waja se apna hi loss kar batety hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading Mai loss ke sab say bara reason he had say ziada lalich hai jis ke waja say trading decision b achy nai ho sakty hain . Traders ziada tar short time nai ziada earning karny ke liye Bary lot size ke sath aur ziada leverage use kar k trading karty hain jis ke waja say in. Ko loss ka samna karna parhta ha .
    • #3 Collapse

      Gee haan bahut logoun ki koshish yehi hoti hai kay woh short sae short time mein zayada profit hasil ker lain aur issi koshish mein woh apna bahut zayada loss ker jatay hain hamesha sukoon sae kaam karain aur aur jaldi ki koshish na karain kyun kay forex mein jaldi ka koi kaam nahin hai
      • #4 Collapse

        G dears bilkul ap ny thik kaha hai forex mai greedy hona apna loss kar baithata hai is leye thory time mai zeyda profit risk ka kam hai is leye risk aik loss ka name hai
        • #5 Collapse

          Jab bhi insaan paisa kamany ka liye short cut marty hain to wo hamesha nuksaan mein hi rehty hain.
          Forex trading mein bhi yahi asool hai. Ap ny jab forex se faida othana hai to is asool per kaam kerna ho ga. Slow and steady wins the race. Han ager ap ky pass capital kam hai to ap ko short trading kerni chaye.
          • #6 Collapse

            G bhai apny thk araz keya hy jo koi b trader lalach main a kr short time main zeyada profit k lalach main lot size bhari set kar deta hy or es main agr loss ho jay to eska bohat bara impact es account par parta hy or account bohat loss main chala jata hy es ly kabi b trade gradee ho kar na karin or hamesha small lot size rakhin es main he apka account safe rahy ga
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Jaldi ka kaam khai shetan ka aur shetan kabhi bhi seedhi raah nahin dikhata aur forex mein jald bazi sae kabhi bhi kaam na karain kyun kay iss mein zara se bhi ghalti aap ko bahut bara nuqsaan dae sakti hai iss lye iss mein soch samajh ker kaam karain aur lalach mein kabhi na parain
              • #8 Collapse

                Dear app ke baat bilku sahi hai ky wo trader jo boht jald our kam time main zaida profit ky lalach main jaldi jaldi trade lgaty hain our thori moment par close karty hain or bri lot lgaty hain
                jis sy un ko market ki moment ka pata nhi hota to esi lalch main bart lot ke trade lose ke tarf chal parti hai
                our etna loss ho jaya hai jiss ka kabi socha b na ho
                • #9 Collapse

                  Ji janab bilkul sahi kaha hai aap ne aksar log trading main high jump means shortcut way to high amount of earning ka sochte hain jis se loss milne ka chance bohat hi ziada hojate hain and wo trade risky trade saabit hoti hai and hum log kabhi bhi short time period main trading main expert nahi bun jaate hain aur na hi short amount of time main acha high amount profit hasil kar sakte hain iss ke liye hum logo ko kaafi time dena parhta hai trading main to achieve a milestone.
                  • #10 Collapse

                    , sabse Pehle Aap is Baat Ka Khayal rakh le ke aap Jab Bhi Hum burning Kare to Aap Yahan Par short term method join Na Kare Yahan Par long time method join Kare aur Market Mein long time ke liye investment Karanjit Singh Yadav market Mein working ke liye investment Karte Jayenge aapke aur nahi karne ke chances papada increase Jayenge proper sports provide Karenge
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bat shia hai or main apki bat se sehmat hun forex trading main loss hony ki sub se bari wjah he yahi factor hai jis ki wjah se tradors ko lgta hai k wo zeyda profit eran kar lengy laken wo kar nahi paty hain es liye apni trading main risk ak factor kam kar k ap aghr trading karty hain tu he ap es main kamyb hoty hain awrn aap apni trading main kbhi kamyb nahi ho skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: maximum profit in short time

                        forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky long term mai kam karn chahey pher he hum acha profit gain kar sakty gy agar hum forex mai new hain to hamy shor time mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: maximum profit in short time

                          jee han dear aap nay bilkul theek kaha hai ky ziyada profit ky chakroon main aksar traders risk factor ko ignore kar daity hai aor ye nahi deekhty ky ager market un ky against chali gaee to phir un ka loss un ky profit sy boht ziyada hoo jaee ga ais liye trade lagany sy pehly risk factor ko zaroor daikhna chahyee
                          • #14 Collapse

                            Re: maximum profit in short time

                            forex aik real business hain hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky confidence ky sat high amount invest karne chahey pher he market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: maximum profit in short time

                              forex mai hamy expert ban ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X