Jaiza: short term trading ko risky kinu samja jata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: short term trading ko risky kinu samja jata hay
    Short term trading ki strategy ko professional traders es ley be risky samjty hey key traders short time chart frame me hi market ki movement ka andaza lagaty hey esa bilkul be mumken nahi key 1 mint time chart ya 5 mint key time chart me market ki movement ka andaza ho jaye ya market ko analysis kia jaye aur scalping trading karny waly ki strategy be market analyzing ki same yahi hoti hay agar kesi waja se market me big movement achanak hony lagy to esi trading strategy fail ho sakti hay, newbies ki main big mistake yahi hoti hay key wo short term market analyzing par depend karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Short term trading ko risky samjy ki 1 hi waja hay aur wo hay zeyda profits ka lalach aur wo be kam time me, esi trading strategy ko me useful nahi samjta jo key short base par trading ki ho ya scalping trading ki ho, professional traders key reviews agar read key jaye to wo esi kesi be trading strategies ko risky samjty hey jo key short time key base ki ho, short term ki trading traders ki weakness ko aur be zeyda highlight kar sakti hey es ley traders ko long term ki trading par depend karna chaye, long term ki trading strategy market key har condition key ley useful hay.
    • #3 Collapse

      Bhae forex main jo professional traders hoty hain wo long term trading ko pasand kerty hian or wo daily our weekly time frame main trade kerty hian jes main wo 2 say 4 din bhe ager un ko wait kerna parta hai to wo aik trade set up k leay wait kerty hian lekin wo lower time frame like H4 ya H1 main ja k trade nahe kerty hain koin k wo us ko account k leay risky samjhty hain our na he wo us ki advice kerty hian to humean bhe un ki batoun pay amal kerna chahy pher he hum bhe professional k sath trading ker sagain gay our pure signals daily our weekly time frame main pakar k achee earning ko possbile bana sagain gay
      • #4 Collapse

        I think main nay to dost easa kahaean nahe suna hai over all app trading ko risky khety hian us main forex market world ki risky tareen market hai chahy us main app short term trading kerty hain ya long term trading kerty hain our us main risk ko control trader nay kerna hota hai jab tak wo us ko control nahe kerta hai wo us main loss kerta hai
        ye sab ap ki planning ap ki strategy our pher app ki investment k oper bhe depend hota hai app us main ager lower time frame like H1 ya H4 main trade kerty hian to ye risky nahe hai ap o setup mila hai app ker sagty hain app Volume spread Analysis method k sath M5 main bhe trade ker sagty hain lekin on the other hand baat ki jeay to pher app ager Price action trader hain our sirf candles ko diekh k trade ker rahy hain to pher H4 time frame say nechy forex market ap k leay risky ho ge pher app long term trading say he pure signal k oper pure profit earn ker pao gay
        • #5 Collapse

          dear aap na achi baat ki hai aor mary khayal main short term trading day time trade ky liye achi bhi hai aor buri bi ais main jin traders ky pass time nahin hoota to wo short term trade main thoora thoora kar ky profit banaty hai likin ais ka sab sy bara nuksaan ye hoota hai ais main trend ko follow nahin kiya jata jis sy trader ko bara loss bhi hoo jata hai jin traders ka capital small hoota hia to wo short term trader karty hai ais liye aksar deekha gaya hai ky short term traders ko apna account wash karwana parta hai likin kam balans waly traders long term trading nahin kar pati account size ki waja sy
          • #6 Collapse

            dear short term trading is liye risky samjha jata ha q k ye trading bohat he achi earning k liye best ha is mein kam time mein jaldi profit uthana bhe muskhil ha wesy kiyon k kam time mein market ulti move kawr jaye to trad ko loss mein he close krna parhta ha is liye hard work k sath ap kamyab earning dila saktay hein or forex ek kamyab earning k liye bhe short term trading zarori ha lekin is mein greedy ko door rakhna bohat he zarori ha wo is liye kiyon k har trad close karny sy pehly zarori ha ap trad lgayen bohat he kam lot size k sath ek bari lalich ki trad apka bohat he nuqsan kar sakti ha is liye trad ko easy ly kar work kareen ta k zyada loss say bacha ja saky
            • #7 Collapse

              bhai apki bat shai hai aik trah se maghr short term trading main aghr scalping k sath trading ki jay tu es main risk otna he hota hai jitna hum invlve karty hain or aghr short term trading main hmara expoiernce acha ho tu bhi hum apni trading ko bhatr kar skty hain es liye mera khyal hai k jo new tradors hain wo apni trading ko shrt term main he karty hain q k wo zeyda der tak riks ko mange nahi kar oaty hain jis ki wjah se un ko loss ho jata hai or wo apni trading ko short time main kar k market se nikal jany ki try karty hain es liye aghr hmari palning achi or hma expiernce short term main bahtr ho tu hum boht achi trading kar skty hain har trading method main
              • #8 Collapse

                short term trading newbies ko kaam invesment mein achha ur kaam waqt mein acha sekhnai ka moqaa dete hai mgr yeeh baat bhe bilkul thk hai is ke kaam time frame honee ke wajah see hum market ko sahe tarah see judge he nhe kr patai aur iske movement ka andaza bilkul he ghlt ho jata hai isse hmaare saree planning aur strategy faail ho jatte hai ..islye expereience traders hmesha long term ke trading ko prefer krtaai haain
                • #9 Collapse

                  Kio k who kbhi bhi change hi jati y jaty jaty us my changing ah jati hy usw aja sy bhot kam trader oty y jo is trha sy kam krty hy wwasy bhot zeada trader hoty hy k who is pr kam nai krty hy our apny ap ko save rakhty hy agr short pr kam krty hy to bhot zeada risk hota hy our bhot zeada loss ka samna bhi krma parh sgta hy ham ko is liya ham is pr kam nai krty yy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    short term trading tb risky hoti hai jub ap isko manage nahi krty ho
                    instabt profits without loss wali mind setting ko jub tk ap promote kro gay apko risk rahy ga aor apko heavy loss bhi hota rahy ga reason yeh hoti hai ky hum ny lot size maximum select kr li hoti hai trade bhi risk py hoti hai analysis clear nhi hota stop loss lgaya nhi hota jis ki waja sy humari trade phns jati hai loss ma ohr hum yeh sochty hain ky loss ma.close sy behtr hai wash kr len aor yehi preshani hai
                    is waja sy apko short term trading ma apny osulon sy compromise nhi krn achye jub ap jaldi profit ki tavako rakhty ho to apko kjaldi loss ky leay bhi mind set bna lena chye bhai aisa nhi hai ky apko sirf profit he profit ho loss na ho liquid market hai aik ka loss dosry ka profit hota hai
                    • #11 Collapse

                      Dear trading ki diffrent typer hai aun mai se short term ko ais liay risky samjha jata hai k market ho sakta hai buy mai ho magar aus mai thory time k liay down trend ban raha ho aor ap aus mai sell se enter ho jaty hai magar market ka trend up hai to aus mai market up bhi ja sakti hai aor ap ka stop loss hit ho jaye ga ais liay ais mai risk thora zayda hota hai agar hum ne trend k hisab se kaam kia ho to hum ko pata chaly ga k ais market mai long term par kaam karny ka sab se zayda profit hai aor aus mai ap ka account bhi safe rehta hai kun k aus mai trade ap bahot choti lagaty hai aor aus mai ap ko sabar karna parta hai apni trade ka take profit hit hony ka aus mai bhi kafi time lag jata hai.
                      • #12 Collapse

                        short term trading ko is liye risky samjha jata hay kiyun kay forex itna ghair yaqeeni wala business hay kay is main market ka kuch pta ni chalta kay kab kis taraf achanak move kar jay.short term trading karny waly traders aksar ye smajhty hain kay market bas thora sa move kary ge aur ham apna profit ly kar side py ho jaen gy.aur ici yaqeen kay sath wo aksar lot size bara rakh lety hain aur jab market achanak tezi say un ke lagayee hoe trade kay opposite move karti hay to wo profit ke bajay apna qeemti deposit bhi kho bethty hain.short term trading ya scalping hamesha aisy professional traders ko suit karti hay jin ka account balance kafi strong hota hay.aur un ka experience bhi kafi saalon par muheet hota hay.agar market ziada movement na kary aur slow rahy to short term traders ko utna profit ni milta jitna wo expect kar rahy hoty hain.
                        • #13 Collapse

                          forex trading main short term trading main risk tab hota hai jub apko os main expiernce nahi hota hai or mera khyla hai k har trading method apko tab loss deti hai jub apko oska use nahi ata or jub hum trading karty hain tu pahly aghr hum analyiss karen apni trading main tu hum boht achi trading kar skty hain or rahi bat short termn trading ki tu mera khyal hai k es main trading ko hum sclping kahty hain jis se new tradors boht mutasar hoty hain or wo yahi use karty hain q k boht kam time main tradirs market se bahar a jaty hain q k wo zeyad risky nahi lety hain or yah aik traha se sahi hai q k jub tak os mehod ko sahi se use nahi karty hain tu apko os main loss he hoga tu bahtr yhai hai k ap apni trading main aghracha profit earn karna chahty hain tu hmain os method main expiernce hona zarori hai jis main hum tradng kar rahy hain tu koi bhi methdo apko risky nahi lgta hai
                          • #14 Collapse

                            Bhai jaan Mere Khayal mein agar Hum Log short term trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai Kyuki short term trading Mein Hum Log Kafi Hai chapora Fort bana sakte hain Mere Khayal Mein long term trading coffee risky hai isliye Hum Logon Ko short term trading hi Karni chahiye iska Hum logo ko Jyada fayda hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ​ Assalamualaikum main Iske baare mein Yahi Kehna Chahta Hoon ke woh trading isliye Mushkil Hai Ke isme Kabhi Bhi Koi Bhi Jin Jin ga sakte hai Kabhi Bhi Koi Bhi changing ga sakte hai Jise Hum logo ko Kafi farak padta hai aur Humko is aur Humko usse samajh mein thodi si aur Humko usse Samajh Mein Main thodi si pareshani bhi hoti hai
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X