Jaiza: trend following trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trend following trading
    Trend Following Trading

    Market trend ko follow karna hi trend following trading strategy hay, trend following method ko breakout lines se follow karna best hay jes me market trend agar breakout kar leti hay to ye trend high se highest point tak ja sakti ya low se lowest point level tak ja sakti, market trend ko tab tak follow nahi karny chaye jab tak wo support ya resistance level ko break nahi kar lety, jab ye levels break ho jaty hey to trend ko follow karna profitable ho sakta hay, ye simple aur most common trading approach strategy be hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan bahi aap nay boht achi information share ki hai aor hameesha trend ko follow karty hoey he trade lagani chahyee aor jab market kisi side pay chalny lagy to jab resistance point ya suport point break hoo jaye to phir trend ko follow karna acha rehta hai hum khum bhi aor aksar trader trend ky opposit trade open kar laty hai jis ki waja sy humin aksar bara loss hoo jata hai humain chahyee ky hum trend ko follow karien usi main he faida hoota hai ager hum trend ky khilaaf trade ye sooch ky lagata hy ky ab market moory ge to ye boht ghalt hai aksar trader loss he aisi waja sy karwaty hia aor yahan tak ky account he wash hoo jata hai aisi liye kaha jata hai trend is your friend
    • #3 Collapse

      Trend following best strategy hay jes ko common approach trading ka name be dia ja sakta hay ye bahot simple trading strategy use karny se profit limit ko zeyda karny me best samji jati hay, mostly traders es ko use karty hey, trend line ko agar breakout point se follow kia jaye to profit ki limit mazeed increase ho sakti hay, hamy support aur resistance levels key breakout hony key intezar me market ko watch karna chaye aur jesy hi breakout ho jaye to trend line ki current movement jo be us ko follow karna best ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        forex trading main jub bhi trading ki jati hai trend k hisab se ki jati hai or trading k liye zarori hai k hmain trend k bary main maloom ho k market main ab konsa trend hai jub k market main trend 3 qism k hoty hain aik up trend hota hai or aik down trend hota hai or aik side way trend hota hai up trend main market up jati hai or down trend main market nechy kp a jati hai or jo third trend hota hai wo side way hota hai jis main market na tu nechy rokti hai or na he oper rahti hai tab ayse sort e hal main trading karna riksy hota hai or trend main aghr ap tradingkar rahy hain tu zarori hai k brek out hony par apna order lgaen or apka jo trading ka area hota hai wo support or resisitance ho ta k apko loss na ho or apni tading ko trend k mutabik kar skaen
        • #5 Collapse

          Jesa kay forex mein price upward, downward ya sideways move karti ha, to up ya down movement ko trend kehtay hain. Trend ko follow karna aik easy lekin technical kam aur is ko seekhna trader kay liye bohot zaruri ha. Forex mein kaha jata ha kay trend is your friend, kyun kay trend mein market kisi specific direction (up ya down) bohot pips tak move karti ha, is liye short term trades ki nisbat long term trades, jo trend kay sath ki jati hain, wo ziyada profitable hoti hain. Trend kay start ya end ko identify karnay kay liye overbought ya oversold ko dekhna zaruri ha.
          • #6 Collapse

            Yah humean forex main trend ko follow ker k trading kerni chahay koin k trend traders ka friend hota hai our jab bhe koi bhe currency ya metal ua energy pair trend main trading ker raha hota hai to aik trend line banti jati hai to dost us k break out k wait krein our jab bhe wo clear break ho to pher he us ko sell krean ya buy aganist the trend karean gay to pher he wo app ko acha profit day ga nahe to app ko loss he ho ga forex main trend pair boht kum kerty hin mostly ye ranging market hai us main app ko hard work kerna ho ga our learning to boht zarori hai pher he app us market say apny leay ache income trend trading ker k kama sagty hain
            • #7 Collapse

              g han bro ap ki bat bilkal thek hai is main hume eik strantgy set krni chaiye ur os k mutabiq is main kam krna chaiye agr hum trend ko fallow kr k kam krein gey tu hum market main achi trading kr sakte hein is main hume zada se zada menat krni chaiye succes hasil krne k liye market main hume jis currency ya pair main kam krna ho os ko phaly demo account main trading krna chaiye os ki movement k bhre main anadaza lagana chaiye analysis ur chart ko hume daily fallow krna chaiye is main hume hardworking k sath kam krna chaiye zada success hasil krne k liye zada eik bat ka khiyal rakhna chaiye k hume is main bhagir lalach k kam krna chaiye aksar jab hume profit hota hai tu hum ur zada profit hasil krne k bhre main sochte hein jis ki waja se hamra profit be lose main chala jata hai is liye phaly profit ko withdrawal kr lena chaiye
              • #8 Collapse

                Me agree krta hun apki bat say forex men trend aik bahut ehmiyat ka hmil ha aur forex ka bahut sa daro madaar hota ha. Jb bhi hum kisi bhi currency pair men trading krtay hain to us k baqi events k sath sath sath trend ko lazmi study krni chaheay. Aksar aisa hota ha k market ka trend aik week chalta ha agr aik week up ja raha ha to next week may be up nai ho lehaza trend ko daikh k trading krni chaheay agr hum aisa krain gay to hmain trading men kafi achay results milain gay. So trend ko follow kr k analysis krnay k bad order lgana chaheay ta k profit hasil kea ja ska.
                • #9 Collapse

                  Forex main kamyabi ap currency ka trand say hoti hai ap jas currency pay trading kar rah hai aur agher ap as ka trand ko follow nai karty to ap loss kar jay ga lakn gher ap proper as currency ka analysis kary hai aur as ki resistance level aur support level ko chak karty hai to ap intery point mal jata hai jah say ap apni trade laga sakty hai forex market main sub say barda kam trand ko follow karna hota hai aur ya hi trading main kamyabi hai agher ap trand ko follow kar ka trading nai karty aur bagher analysis ka aur bagar trand ko chak kaiy trading karty hai to boht barda risk hai jas say ap ka account wish honay ka bi chance hota hai aur ap ki investment bai zayz ho sakti hai forex main ya hai ak simple kam hota hai jas ko ap nay samjna hota hai agher ap as ko samaj jaty hai ap boht bary trader ban gay hai.
                  • #10 Collapse

                    Forex main wohi trader kamyaab rhety hain jo k us main trend k favour main trade kerty haen our jo us main trend against trader hoty hain wohi us main kamyaab hoty hain main to trend favor he trade kerti hoon koin k trend is our friend or us main hum tab he aik professional trader ban sagty hain jb hum us main trend following trading kerty hian our usi rule k oper stick rahean gay jo bhe traders us main trend check kerna chahty hian wo us main aik to daily our weekly time frame main trade lay k trade kerty hain our pher he wo us main kamyaab trader banty hian humesha aik baat yad rakhean k market main barey time frame main trend ko follow karien chotay time frame barey k mutabik move dity hain
                    • #11 Collapse

                      trend follow krny ky leay kch zarori steps discuss krta hun
                      dear members apko maloom hona chye ky forex trading ma expert bnana zaroori jis ky leay apko market ki smjh honi chye aor is ky leay apko hard work.aor struggling krni hoti hai
                      market ka trend maloom krna bahot he asan hai is ma kisi bhi kisam ki mushkil pesh nhi ati hai
                      apko bearish trend maloom krna hai to market ki Japanese candles ky upper pins ko milaty huy chart py line nechy ly ky aty jain aor end candle ky corner sy mila den apko maloom ho jay ga trend line ab jub bhi market is ko cross kr ky above close ho jay to market ka trend chang ho gia hai is ky leay apko daily can2 ya 4h candles use krni chye is sy kam candle apko trend nhi btati hai
                      • #12 Collapse

                        forex trading main 3 trha k trend follow kiye jaty hain sub se pahly tu hmain trend ki confermtion hona bohat zarori hai q k jub hum trading karty hain q k jub hum trend ko wrong follow karty hain tu hmain loss ho jata hai es liye hmain apni trading main trend ko folow karty howe trading karni chahye market main hmain 3 trend milty hain jis main hmain trading karni hoti hai aik tu up trend hota hai aik down trend hoty hain jis main hum trading karty hain laken market main aik or trend bhi hota hai jo k side way trend hota hai jis main kbhi bhi trading nahi karni chahye q k wo trnd khtarnak hota hai jis main hum trading karny se hmain loss ho jata hai tu es trend ko follow nahi krna chahye
                        • #13 Collapse

                          Dear ais market mai bahot sary tareeky hai jin se hum market mai trade laga sakty hai ais mai kuch trades aisi hoti hai jin mai thora sa profit le k hum side par ho sakty hai aor kuch trades aisi hai jin mai agar hum trade lagaty hai to aus mai hum ko wait karna parta hai agar hum ne ais mai koi aisi trade laga li hai jo trend mai hai aor wo trade profit mai aa gai hai to hum ko chaye k aus ka stop loss entry point par laga k aus k baad aus ka target pora hony par close kary aus se phly close na kary kun k jab hum ne trade trend mai lagai hai to aus mai ye hai k hum ko aus mai trade ka tp hit hony ka wait karna chaye aus k baad hum ko trade close karni chaye aus se phly close karny par profit kam hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trend following trading

                            Agar Hum Log trendline ke mutabik trading Karte Hain To Phir Hum logo ko profit Ke Chand Se Zyada hote hain Agar Hum Log trendline ke mutabik trading Karenge To Phir Hum logo ko kamyabi Milegi isliye Hum logo ko trendline ke mutabik trading kar nahi chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trend following trading

                              g han bhai apki bat bilkul thek hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain market se trend ko find out kr ktrading karni hot hai q k juab tak hum trend ko find out nahi karty hain tab tak hum apni trading nahi kar paty hain tu zarori hai k hmain trading k liye market ko achi traha se nalysis karny ka cha knowledge hna chahye jis se hum apni trading ko achi traha se kar k achi eraning gain kar skty hain or aghr hum apni trading main trend k aginadst main trading karty hain tu hmain loss hota hai tu hmain hmaisha pni trading main trend k sath trading karni chahye ta k hmain loss na ho hmari trading se

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X