Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain
    Dear market mein trading karnay sae pahele aap ko market kay analysis karnay chahyeain aur thori daer market ko watch karain aur iss kay trend ko samajhnay ki koshish karainaur aisa karnay sae aap ko market ki movement ki samajh aa jaye gi aur aap trend mein trade lagain gay tou aap ko profit bhi zayada ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    market trend ko samjhnay ki koshish karain sab sey achi kamyabi aap ko sirf best trend sey he milti hay so trend watch karnay ko ehmiyat den
    expert traders ki mostly strategies bhi asay work karti hain kay wo trend pe he trade alert detay hain entry unki trend pe he hoti hay
    behtreen tarika hay aap agar kuch bhi analyze nahi kartay tou bs ap trend ko lazman follow kar len..
    • #3 Collapse

      Forex market kay trend ko samajhna bahut zaroori hai aur iss kay lye bahut saray log different indicators use kertay hain aurmkae logon nay tou indicators purchase bhi kye hotay hain lakin aap iss kaam kay lye moving average indicator ko use ker saktaynhain jo kay meta trader 4 ka builtin indicator hai aur iss kay results bahut achay hain iss tarah aap ko trend ka pata chal jata hai aur forex mein trend ko trader ka dost kehtay hain
      • #4 Collapse

        Bhai bilkul tek bat kahi ha ap na hameesha trade lagany sa pihly kafi sari chezain ha jin ko dekna samjna zroori hota ha us ma chart graff news waghaira shamil ha jab tak in chezo ko study na kary to trade na lagaye in chezon ko dekny k baad market trend ka pta chal jayega k es waqat movement kis taraf pa hogi jab ye pta chal jaye to us k baad trade lagaye us profit zroor milega
        • #5 Collapse

          Dear friends, forex trading main profit ka daromadar market k trend par hi hota hay...jo market ki trend k mutabik trade open kartay hain un ko profit ata hay aur jo opposite trend main trade open kartay hain un ko loss ata hay aur market ki trend ko samjhnay k leay bahut zayada knowledge ki zarurat parti hay.
          • #6 Collapse

            jee haan bhai jaan ham ko market ko samjh kar hio hame market main traed lgana chiy hai q k ham aesa nahi karen gee tu ham ko as main loss bhi hosakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

              jab b hum oprder ko place karty hain to is main kafi kuch rules hoty hain jin ko follow karna hota hay is main trends ko b follow karna zrori hota hay kun kay jab trends ko avoid karty hain to kafi risk ho sakta hay so humain news kay sath sath trends ko b mind main rkhty hoye kam karna ho ga ta kay loss km sya km ho sakay
              • #8 Collapse

                Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                agar hum market kay trend ko follow karen gay to esi main he faida hota hay aur humay chahiye keh trend say out ho kar trade na karen kyun keh trend say out honay main humay bohat ziada nuqsan ka samna karna pr sakta hay es business main humay ziada say ziada mehant kareni chahiye mehnat karnay main he faida hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy trend ko follow kar ky kam karna chahey pher he acha bonus earn kar saky gy hamy trend ko samj kar kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                    forex mai hamy trend ko follow kar ky mahnet sy kam karna cahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                      Dear apki bat thek hai k hm ko is mein trend ko sajh kar hi is min tarde karna hota hain aor ham ko chaiye agar ap is mein market ko analysis kye baghir is mein trade kar te hain rto apka tarde loss mein jae gaa is liy ham ko is mein market ko achi tarah analysis kar k hi is mein tarde karna chaiye aur is ein ham ko analysis kye tarde bilkul nahi karna chauiye .
                      • #12 Collapse

                        Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                        Ji dost aap ne bahut hi acchi baat batai Hai hamein chahiye ki Jab Bhi Hum trade Karte Hain To Hamein market trend Ko Dekhkar trade karna chahie Taake Hamein Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake Aur Hum Ek accha trade Karke Jyada income hassil kar sake their friends Forex trading main Hamesha Wohi Banda kamyabi ke sath Apna trade work Kahta Hai Joker market analysis Karke ke saath karta hai aur Soch Samajh Kar Karta Hai To usse Jyada Se Jyada Prophet Hasan Hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market kay trend ko samajh ker market mein trading karain

                          aik behtreen swal hay aik acha trader hamesha apni trade ko start karty howy market k trend ko dekh kr buy or sale a hay ausy pata hota hay aik mari yeh wali galt interi mary tamam sarmay ko khatam kr dain gi ais liyay market k trend buy ya sale k check kr kat interi lain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X