forex trading krny ka koi islami msla?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading krny ka koi islami msla?
    Dear members kia forex trading ko islami point of view se krng ki ijazat ha ya ni?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai mein bhe kitnai dinoo se yeh he swaal krna chta hn k islami point of view see iska koi mssla hai prr mjhai koi bhe aisaa nhee milaa ..ji se mein yeh baat confirm kr loon ap ne yeh bhht ye ziada achha sawaal uthai hai i hopw sso koi na koi to is post py a k is baat ka sahe se jawaab de skai jis se viewers ko faida hooga
    • #3 Collapse

      islami lehaaz se koi issue nahi hay clear hay sab forex trading aap ki profitable hay aur es mei loss bhi hota hay aap ko tou iss mei sood bhi nahi hay
      sood free hay forex then aap islami lehaaz se muslim tor pe aap kay liye forex trading haram nahi hay forex purely aik halaal business hay
      kyun kay yahan kuch bhi fix nahi hay income aap ki fix income islam mei haram hoti hay jab kay forex mei ye cheez nahi hay..
      • #4 Collapse

        Bhai as forex ma islami ka koi issue nahi ha agr ap ko prefit bhi milta ha to wo ap ko apni manat ka phal milta ha or agr ap ko as ma loss ho jae to tb bhi as ma sood bhi kahi ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
          Dear members kia forex trading ko islami point of view se krng ki ijazat ha ya ni?
          agar aap reading karne ke liye Puch Roi FB account use Karenge to usse koi masla nahi hai aur agar aap swap wala account use Karenge to aapki trading Halal nahi hogi Woh haram Hogi isliye Hamesha swap free account use kare
          FRD 07 TRADING JOURNAL

          اب آن لائن

          Working...
          X