Kia trading K liay sirf candle sticks study kafi he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading K liay sirf candle sticks study kafi he
    Dear Kia best trader bnany k liay sirf candle sticks analysis kafi ho ga.Ya is K ilawa koi ar stratgy zyda best ho sakti he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G mai tu ya hi khta hon ka agr ap theahk h candal stick ki study kr lain tu wo ap ka lia kafi ho gi acchi trade krna ka kia kiun ka candal stick ki agr samaj ah gai tu ap kafi acchi trade kr sakta hain laken agr in ka sath ap analysis krna sekh lain tu phr sona pr sohaga ho jaya ga or ap market ko apna control mai kr lain gain or accha profit kama saka gain
    • #3 Collapse

      nahi sirf candlesticks ka knowledge kisi surat bhi kaafi nahi hota hay full chart ki study chaiye market kay up down levels pata honay chaiye
      best analysis tou asay hotay hain kay aap ko jis pair pe trade karni hay uskay support and resistance ka area maloom hona chaiye
      candles sticks mei bhi kuch candles important hoti hain kuch normal working walai hoti hain..
      • #4 Collapse

        Dear forex main kamib hone k liay ap k pass achi candel stick k sath sath ache analysis hone cahiay aur us k sath sath ap k pass achi aur strong stretige bhi honi cahiaybtab hi ap achi trade kar sakte hain kiu k achi stretige aur ache analysis k forex market main kafi ehmiat hay is liay ap candel sticks k sath sath analysis par bhi mehnat karain
        • #5 Collapse

          Nahi brother forex trading aik bohat he complicated business hay es main ap seraf candel par he inhasar nahi kar sakty es main kamyab hony k lay ap ko b bohat say knowledge ki zaroraat hoti hay jesy kh news kay sath honi wali market ki changes or marik ky internal movement dosry pairs ka other pairs par asar andaz hona yh sab ka knowledge rakhna b bohat zarori hay
          All The Best Dear Friends
          • #6 Collapse

            Dear candlestick sy ap kafi achi traha analysis kar saken gy agar ao candlesticks k names aor u k reactions k bary mein jan saken jaisa k doji candle is tarha ki kafi candle hay jis ko samjh liya jaye to trading mein kafi help hoti hay candlestiks k elwaha ap ko har tarha k analysis py nazar rakhni chahiye jitny achy analysis hon gy utna ap ka experience barhy ga aor profit bhe acha hasil jo ga...Fundamentak analysis bhe zarori hain technical analysis k sath sath
            • #7 Collapse

              candle sticks trading main sirf trend ko samajnay kay liya use ki jati hai.ap sirf candle sticks ki madad say is business main trading nahi ker sakty.trading main forex news buhat aham hoti hai.is say apko ya pata lagta ha kay market kis time main ziada move ker sakti ha..
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading K liay sirf candle sticks study kafi he

                forex may trading kay liay sirf candal ke study kafi nahi hay balkay is may acha knowledge or experience ka hona bhe zaror hay is may ager hum acha profit hasil karna hay to is kam may expert hona zaror hayor market kay roles ko follow kar kay is kay up down ko bary may pata ho to pher he hum market may achay say investment kar sakty hain or acha profit milay ga forex ak asa business hay jis ke sakhay bary bary momalik may samil hain or is ke mang Pakistan may din ba din bar rahy hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading K liay sirf candle sticks study kafi he

                  Dears candle stic anlyses bohat hi achay hai en anlyses main trade milti hai aur es k elwa trading main sab indicater ka anlyses kerna ata hi aur rsi k sath time frame ko read kerna ata ho ye sab anlyses ker k trader kamyab ho sakty hain lakin en sab ko aik sath trade per na lagain aik waqat main aik indicater hi open krain na k di indicater es trah say trading main sab facter ka ilam bhi ho tab trading complete hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X