Jaiza: stop loss positions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: stop loss positions
    Stop loss positions ki madad se ham risk ko reduce aur account me money management kar sakty hey, jes me traders ko stop loss positions ko set karny key ley total account balance ko nazar andaza nahi karna chaye, total account balance key kam ya zeyda hony key mutabeq hi es position ko set karna important hay, account balance me stop loss ki average percentage key mutabeq aur limit ko be ehmeyat dena bahot zarori hay, pips movement ki average me stop loss ki setting range key mutabeq hona be bahot hi important hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    app ne stop loss positions ki setting ka bahot hi acha jaiza leya hay hamy stop loss positions ki setting planing key sath aur total account ki limit key mutabeq lagana chaye, agar kesi traders ka account balance 100$ ho aur wo stop loss key position large point par 60 pips ka reken gey to 60% loss ki recovery us key ley bahot mushkil ho jati hay, 100$ account balance par stop loss ki position zeyda se zeyda 20 pips ka rakna chaye aur lot size be communities pairs me zeyda se zeyda 0.3 hona bahot hi zarori aur important hay.
    • #3 Collapse

      g bhai apki bat shia hai forex trading main stop loss ki boht ahmiyta hai or jub hum trdaing karty hain tu stop loss set karny se hum apny loss ko aik trah se lock kar dety hain jitna hum set karty hain otna he hmain loss hota hai or har trador apni hasiyat k according matlb k apny balnce ko dekhty howe stop lss set karta hai es k sath sath jub hum es ko apni trading main akrty hain tu hmara account bhi wash nahi hota hai aik trah se take profit or stop loss hmari money mangmnt k hisa hoti hain or jub hum money mangmnt hisab se trading karty hain tu hum apni trading main rsik ko kam karty hain or achi or profitale trading karny k qabil hota hai es liye apni trading main take profit k sath sath stop loss ka bhi lazmi istmal karen
      • #4 Collapse

        dear ap ny jo baat ki wo 100% thek ha is ki help sy ap bohat he achi earning kar sakty hein or zyada loss say bach sakty hein kiyon k forex ek aysa work ha jis mein ap kisi bhe time work kar k achi earning kar sakty hein lekin forex mein agar stop loss k sath ap trading kareen gay to ap loss sy bohat bach sakty hein stop loss or take profit 2no k point aysi jga honay chaheye jahan sy stop loss 10pips to take profit 20pips py ho mtlb agar profit ho to double agar loss ho to kam is sy ap ki agar 10 mein sy 8 trad profit earn karti hein to ap is sy bohat he achi earning kar sakty hein apki profit ki ration barh jaye gi is liye soch samajh kar account mein apni har trad open karny k sath he stop loss pehly lagayen ta k market mein zyada movement bhe ho to ap ki trad auto close ho kar apko zayda loss say bacha saky
         
        • #5 Collapse

          Stop loss lgana bhit zeada zarori hota hy market ka koi pta ai hita hy kbhi bhi ya break ho sgti hy ar ham is pr trading my stop loss ai lgaty y to who hot zeada bra risk hota hy jo ham ko nai lyna chiya is liya hamy chiya k ham aony ap ko save rakhy our hhit zeada amhnat kry sahi trha sy ham kam kry our bhot zeada ham hard work kry our stop loss ko sahi jaga lgaye galat jaga nai
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            humaain loss ke limit set kr lainey chahiyai ta k kisey bhe suraat mein hmaara accnt washh nhhe hoo ta k hmaaare money managment ka kaam bhe thhk traah see hmesha jo hmare cnewbies haain unjko ak khaas mshwra hai kabhi bhe trade lga k jldi close na kraai agrr nuqsaan ho rha ho hmesha minimun amount dekhne chahiyaiii loss ke tb he close kr laain
            • #7 Collapse

              humera stop loss humeri trading main boht importance rakhta hai jitna take profit nahe rakhta hai us say kahean zeada humera stop loss rakhta hai koin k us say hum account bonus capital ko bhe safe ker sagty hain our sath main us say hum apny profit bhe secure ker sagty hain humeray stop loss ki position humere strategy k mutabik hoti hai koin k ager app M30 time use ker rahy hain to pher stop loss may be 10 pips banay our jab app daily ya weekly time frame use kerty hain to pher may b ye 100 say 200 pips bhe ban sagta hai our app ka stop loss jitna kum ho ga app k account k leay itna best ho ga humesha use apni her trade main kerna chahy ta k risk ko kum say kum kia jeay
              • #8 Collapse

                Apnay account ko save karny ka lay stop loss laga boht zaori hai zarorat as bat ki hai hum stop loss kas point pay lagay to dear ap ko apni investment ka hasb say pahly trading lots size set karna hota hai aur pher ap nay wo potion set karni hota hai jas pay ap stop loss lagna chahty hai stop loss lagny ka lay ap ko apna mt4 chart chak kary aur time fram ka mutabak markt ka low aur high chak karny hai hum jo low aur high chak karty hai wo humy daily bass pay chak karna chahay aur us ka mutabk apna stop loss set karna chahay agher hum stop loss nai lagty to kas bai wqt market ki movement zyda ho sakti hai aur humra account wish ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  bhai ap ny boht achi post ki hai or main apki bat se sehmat karta hun forex trading main tsop loss ki boht ahmityta hoti hai jis e hum apni trdaing ko risk ko kam se kam kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading ko wash hony se bhi bacha skty hain es liye hmain apni trading main tsop loss k sath trdaing karni chahye ta k hum apny account ko bhi mange kar skaen or apni trading main money mangemnt kar skty hain stop loss ki boht ahmiyta hai trading main or es k be shumar faidy hoty hain es se hum apny account ko bhi save rakh skty hain or apny loss ko bhi loch kar skty hain es liye apni trdaing main stop loss set karty waqt kuj baton ka lziz khyal rkhen os k bad trading karen or stop loss set karen
                  • #10 Collapse

                    dear aap nay boht achi baat ki hai aksar sab traders kehty hia ky stop loss and take profit ka use karna chahyee likin karty nahin hai aor ais ko zaroor karna chahyee kion ky jo stoploss ko use nahin karty aksar un ko apna account bhi wash karwana par jata hai ais liye marey khayal main ye dono yani stop loss and take profit aik to to huminher war market ko deekhnay say bachaty hai aor ais tarah hum jo market mai jald bazi main faisala kar leety hia us sy bhi bach jaty hai aor ais tara hum market main apny analysis bhi achy kar sakty hia aor poora accoount wash karwany sy too acha hai thoora loss hoo aor hum mazeed trade kar ky apna account barha sakein
                    • #11 Collapse

                      humeri stop loss postion dosto do say teen batoun pay depend ker rahi hoti hai jesay k hum us main aik to humean humeri investment deikhni chahy ager ache hai to pher app ko second time frame aa jata hai k ager main M5 main scalping ker raha hoon ga to pher main stop loss bhe 20 pips tak maximum doon ga koin k stop loss our take profit ki position app ki aik dosarey k sath matter kerti hai to dosto ager ap daily time frame main trade kerty hain to pher app ka stop loss bhe bara hoo ga our ager app ksii bhe support ya resistance k oper nechy he apna sl place ker k safe trading ker k acha profit earn ker pain gay
                      • #12 Collapse

                        Dear her trader apni trading strategy mai stop loss ka khas khyal rakhta hai k aus ki trade agar loss mai jati hai to wo aus ko kitny loss mai close kary ga agar ap ne dekha ho to ais market mai bahot sary tareeky hai stop loss lagany k, jaisy ap ne suna ho ga trailing stop loss ais mai ye hai k hum jo bhi trade lagaty hai aus k sath trailing stop loss laga dety hai jis mai humri trade profit mai jati hai to stop loss auto par shift hota jata hai ais tarha humra loss kam hota hai agar humra trade profit mai aik dafa aa k wapis aye to, baqi agar hum ne kisi trade k sath stop loss lagya ho aor trade profit mai chal rahe ho to aus ka stop loss entry point par rakh dety hai jis se ye faida hai k agar tp hit na ho to humra loss ni hota aus trade mai.
                        • #13 Collapse

                          stop loss ki importance ko apko smjhna ho ga without stoploss koi bhi trade open krna sara sar beqakufi hai apko trading ma sikhna chye skills tips strategies experience emotional control trading multiple sources multiple approach multi thinking ky sath chlna hota hai apki soch wssehh honi chye limited soch sy apko kafi loss aor ghalti fehm8 paida ho jati hai
                          apko chye ky money management zaror smjhen profit loss ratio ka apko ilm h9na chye aor trades ko bahot khush aslubi sy planning ky bad settle krna chye ta ky apka capital jama rahy aor ap paisy bna sko is business main
                          • #14 Collapse

                            Forex trading Mein stop loss istemal karne ka bahut fayda hota hai aur set off loss wo log istemal Karte Hain Jo log bethe samajh na Chahte Hain isliye Hum Logo Ko Bhi Agar Dekhna Hai To Phir Hum logo ko karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My dear friend Agar aapko stop loss istemal Karte Hai To Hum logo ko is kamakoti fayda hota hai aur hum log diglossia Jaate Hain isliye Hum Log ko stop loss to use karna chahiye Humko bahut fayda Hota Hai Phir Hum logo ko sunane kamyabi milti hai aur hum log ka Paisa Kaise bana sakte hain
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X