Newbies key ley short term trading behtar hay ya long term?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies key ley short term trading behtar hay ya long term?
    Dear newbies Forex business ko join karny key sath us ko short term strategy se trading karni chaye ya long term trading ki?

    newbies key ley meri advise ye hay key us ko short term trading strategy key sath trading karni chaye es tarha un ko market ka experience time guzarny key sath hota rahy ga aur jab traders ko short term ki trading me experience ho jaye to us key bad ki trading strategy long term ki honi chaye, long term ki trading me be risk bahot zeyda hota hay es ley newbies ko pehly short term ki trading kam risk key sath karni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear trading ek bohat he acha business ha is liye trading mein agar to ap is mein new hein to new trader k liye wesy short term trading bohat he achi hein kiyon k forex ek bohat he acha business ha is liye is mein agar ap fast experience earn karna chahtay hein to is mein short term trading kareen then is mein ap bohat he achi earning kar sakty hein or kamyab profit earn kar sakty hein kiyon k short term trad zyada lgai ja sakti ha or market ka andaza bhe bohat he acha tarha sy ho sakta ha is liye market ko thek tarha sy judge karny k liye forex mein kamyab work kkawrna zarori ha so hard work to get success easy in forex
    • #3 Collapse

      Newbies ko na to short term trading ka expernice hota hay aur na hi long term trading sab se best to me long term trading ko hi samjta hon magar market ki volatility ko dekety howy newbies ko short term ki trading par depend karna ho ga, newbies agar long term ki trading be karty hey to be kamyab ho sakty hey magar risk ko manage karna long term ki trading me bahot hi zarori hay lot size me etni zeyda kami har trade me karni chaye key agar loss ho jaye to wo recover kar saken, short term ki trading me agar loss ho be jata hay to es ko newbies kam trading key experience epar be recover kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        hamesha joo he is bussiness mein new a rha hai usko chahiyai k phlai wo short term mein apne practise krai aur seekhai aur profit earn kraai aur us k baad he wo long term ke traaf other wise wo agr phla he a jat hai to usko kch smjh nhee ayai gee aur wo apnaai time aur invesment dno ka nuqsan krai gaa
        • #5 Collapse

          dear aap nay acha swall kiya hai ky newbies ky liye long term trade achi hooti hai ya short term to dear newbie bonus account main to start main long term trade nahin kar sakta kion ky long term trade ky liye bara capital chahyee hoota hai jabky kam capital sy to short term trade he hoo sakti hai ais liye short term trade albata risky hai likin ais main kam kar ky he aik trader apna capital grow karta hia likin age aap trend ko samny rakhty hoee short term trade karein to ais sy aap acha faida utha hai ais liye capital grow karny ky bad zaroo long term trade karni chahyee ais mai trader acha profit bana sakta hai
          • #6 Collapse

            forex trading main jo new tradors hoty hain un k liye short term trading method best rahta hai q k un k apss knowledge or learning kam hoti hai es liye un ko apni trading main risk ko kam se kam rakhty howe trading karni chahye q k jub wo trdaing karty hain tu wo long trem main trdaing karty hain tu wo risk ko mange nahi kar patyy hain jis ki wjah se un ko loss ho jata hai es liye un ko chahye k wo apni trading ko shrt trem main start karen or jub trdaing ki skills or grip devlop ho jay tab wo long trem main trading karen ayse wo step by step achy expiernce ki traf move kar skty hain har tador k liye zarori hai kw oa pni trading k liye best learning or knowledge ko increase karen
            • #7 Collapse

              Asslam o alaikum bhai jann ap na aj sahee baat kahee hy .K new members ko short term trading use krni chaheye ya long term . to mera khiyal hy k ya usi newbeis par depend krta hy k wo kutna experions rkhta hy ya kitna confidence rakhta hy ya us k pass knowledge kitna hy. R ager us new trader na kisi sa kuch help li hoi hy matllab k kisi bry r expert trader ki help li hoi hy to wo is mai long term trade lgai. Any way agr kisi new beis k pass ya sab ni hain to wo short term trading ko hi use kry us sa markeet ko movment pr focus kry to wi zaroor succuss ho ga. Thanks.
              • #8 Collapse

                mery dost main to jo bhe trade milti hoon kerti hoon ager app ko app ki strategy app k knowledge our experience k mutabik jo bhe long term ya short term jo bhe trade milti hai app ko kerni chahy our main to kerti hon koin k forex main ye zarori hy k app her kisam ki strategy seikhni chhay jab app k pass time ho ya daily our weekly main app k analysis achy ho our app main patients kafi acha ho to pher app us main long term trading kerean our jab app ko intraday trading main app ko koi bhe app ko move milay to app us ko bhe pakr lain our us main bhe acha profit milay ga
                • #9 Collapse

                  Dear trading ap jo bhi kar ley dono hi sahe hai ye to depend karta hai k agar ap sbar kar sakty hai to ap long term par kaam kary kun k mainy jo dekha hai ais market mai kaam karny walo mai sabar ni hai jaisy ap ne agar market mai trade lagani ho aor market mai koi trade ban na rahe ho aor ap market mai enter ho jaye jaldi hi to aus mai ap ka stop loss kafi zayda hota hai agar ap ne ais market mai koi trade lagai hoi hai aor wo profit mai aa gai hai to ap aus ko to close kar dety hai magar loss wali trade ko loss mai close ni karty aus mai phir jab ap ki loss wali trade kafi loss mai jati hai to aus time ap aus ko close ni karty k ab loss bahot zayda ho raha hai aor wohi trade ap ka account ley k chali jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Brother forex chahy app new haen ya old trader hain us main app ki learning k oper sb depend hae ho sagta hai us main jo old trader hoo like me to mehnat nahe karta hai to mery leay short term our long term dono main he loss hai our ager aik forum new member ata hai our wo mujh say zeada mehant kerta hai to phr wo forex main aik din ya may be ho sagta hai 6 month main he professional ban jaey our doono market main trades lay short term bhe our long term bhe our us main us ki trading jo intraday hoon wo bhe best hoon us business main traders ki mehnat depend kerti hae k us main jo jitna kaam kerta hai wo us main say itna kamata hai our jo mehnat nahe kerta hai wo utne earning nahe ker sagta hai her traders ka profit aik dosarey say differ kerta hai
                    • #11 Collapse

                      Junior member ho ya phir se near me before jahan tak Meri Rahe Hum logo ko short term trading Karni chahiye Kyunki short term trading Mein Hum Log Kafi acha profit bana sakte hain short term trading ka fayda hai isliye Hum logon ko chahiye
                      • #12 Collapse

                        Mere Shehar Mein Agar Hum logo ko Forex se apne experience Mein izafa Karna Hai To Phir Hum Logon Ko long term trading karna chahiye long term trading Se Hum Log coffee kuch hassil kar sakte hain aur Iske Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Apni Wafa kar sakte hain
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Mere Pyar Mein Hum logo ko long term or short term do not trading Karni chahiye in ka Hum logo ko bahut fayda hota hai uske sath sath Hum logo ko demo counter practice karne chahiye ​ Tere Ishq Ka Hum logon ko bahut fayda Hoga Aur Hum Log ka bhi accha profit bana sakte hain forex market mein
                          Pakistan zindabad
                          • #14 Collapse

                            newbies trader k lie mare khyal main to long term behter hay kuin k mare khyal main long term trading main hum Forex market ka analysis achi trah se ker sektay hain aur is trah long term trade main loss k chances kem ho jatay hain ager loss ho b jay to b recover ho jata hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Newbies key ley short term trading behtar hay ya long term?

                              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek hy m ap sy agree karta hon forex ko jb ham join krty han to ye hmary liay easy ni hota or ni ho isy easy smjna chaiy k ye difficult business hy is m hamy bot mehnat ki zarort hoti ha or bot soch smj kr trading krny ki zrort hoti hy new traders ko hmasha short turm startgy m trading krni chaiy agr ya lalich karty han or zyada kmana chahty han or is chakr m wo zyada bari trade open krty han jb k unan short term m trading krni chaiy thora kam or aista aista profit hasil krna chaiy aik br m hi Sara profit hasil krny k chakr m wo kuch ni kma pty hmasha apna loss krty han or kbi kamyab ni hoty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X