Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ​ Assalamualaikum aapne bahut accha question Kiya Hai Hum logo ko risk us Waqt Hota Hai Jab Hum Log Apne Gham ko Sahi tarike se Hota Hai Jab Hum Log Apne kaam ko Sahi tarike se nahi karte hain aur hum log Apne kaam par focus nahi Apne kaam par focus nahi karte hai uska tax marketing Hamare Liye risk ho jata hai Jiska ho jata hai
    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex market hamaray liey zyada risky tab tak nahi hoti jab tak ham khud us ko risky nahi banatay. Ager trader apna risk kisi percentage main show ker leta hay aur wo decide ker leta hay kay us nay is risk say zayda risk nahi lena aur wo apnay account aur trade ko secure ker kay trade kerta hay to market us kay liye utni hi risky ho gi jitna trader market ko allow ker raha hay. aur ager aik trader apnay whole account per risk lay ker kisi aik trade ko positive kernay kay chakar main laga rahay to mera nahi khayal kay market us ko maaf keray gi. market us ko tab aik aisa sabaq zaror day gi aur wo us ko yad rakhay ga. is liye forex main apny risk amount ko hmesha apnay samnay clear rakhna chahye aur risk management aur money management kay zarye achi trade kerni chahye ta ka market hamaray liye zyada risk peda hi na ker sakay. is say pehlay kay market hamaray liye risk banay hamen apna risk pehlay hi define ker lena chahhye.
      • #18 Collapse

        Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

        forex hmary liey us waqt risk ban sakty hy jab ham lalash main a kar paisa zeyada kmany ki khater forex markit ky qwqnin ko nazar andaz kar ky paisa zeyada ki koshesh main koe trade lga dity hain or woh bhi ilam hasel kie baghair keh markit in denon main nuqsan ki traf move kar rhi hy ya naffy ki traf to asal main insan koshesh to karta hy naffah kmany ki leken jab markit move kar rahi ho nuqsan ki traf or koe banada us wakt trade lga dy is umid py keh shayad mujhy naffah hasel ho jae leken us ko naffah ki bjae nuqsan ho jae jab keh us ka nuqsan uthany ka irada na tha us ny is umid py traid lgae keh naffah a sakta hy or nuqsan bhi ho sakta hy par us ko zeyada umid naffah hi ki thi yeh hy forex main risk is risk main aa kar kuch log hain jo nafah utha lity hain or kuch log hain jo nuqsan ka shikar hoty hain or waisy bhi agr dikha jae to har kam hi risk hy hr kam main naffah nuqsan dwno pehlo hwty hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

          Forex market hamaray liye tab risk ban sakti hay jab ham khud chahen ka forex hamaray liye risk banay. que kay forex main trading kay doran forex account ka aur trade ka risk khud trader kay hath main hota hay. ager trader chahta hay kay wo kam risk lay to wo kam risk lay sakta hay aur ager trader chahta hay kaywo zayda risk lay to wo bhi trader kay bas main hota hay. is liye trader khud market ko risk show ker raha hota hay. ager trader stop loss say apni trade ko safe ker kay loss ko mehdood ker deta hay to yeah trader ki quality hay. aur ager trader risk ko mehdood nahi kerta to risk main us ka sara account hota hay aur aik trade hi us kay saray account ko wash ker deti hay. is liye stop loss use na kerna hi trader kay liye risky hota hay.
          • #20 Collapse

            Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Over trading karny ki waja se hi Forex market hamary ley etni risky ban jati hay key hamy loss ki controlling mushkil ho jati hay, Forex ki market ko risky ham apni trading planing aur zeyda volume ki trading se hi banaty hey jes ki waja se market ki big upset hamary account ko wash kar deti hay, traders agar limited risk key sath market me entry karen gey to ye over trading se bahot hi zeyda behtar trading ho sakti hay es ki waja se hamy account ki management bahot asaan ho jati hay.
            Assalamualaikum Ji Bhai bilkul theek Baat Kahi aapne ke forex market Hamare liye risk tab Ban sakti hai Jab ham I'm over trading Karenge Kyunki Jab Ham overtrading karte hain to loss ya profit ki controlling Hamare bas mein nahi rehti aur ye sirf overtrading ki vajah Se Hota Hai Jiski wajah se hum Apne log ko control nahi kar sakte aur hum bahut jyada risky situation Mein move kar Jaate Hain ISI ki vajah se Agar Hamein profit bhi bahut jyada ho raha ho to abhi hum risky situation Mein Rehte Hain Hamein tab apni trade ko close kar dena chahiye aur naraz nahin karna chahiye waise to Aur Bhi bahut jyada ha chij Hain Jo hamari forex market ke liye whiskey Ban sakti hain lekin sabse Jyada risky Yahi Baat Hoti Hai Ke Ham overtrading Karen Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

              Forex market hamaray liay us waqt risk ban jati hay jab hamaray pass Forex trading ka knowledge aor experience na ho ya knowledge aor experience dono kam hon. Wasay to Forex market har waqt risk hay kiun k is men bri soch samjh kar trading karni parti hay juld bazi say yeh hamary liay risk ban sakti hay jis say hamen boht bara loss ho sakta hay. Had say ziada trading karnay men bhi risk hay. Mulki halat ziada khrab hony, waar ya qudarti aafat ki soort men bhi Forex market par boht bara asar pardta hay jis say forex market hamaray liay risk ban sakti hay. Market down honay ki soort men trade karna bhi eik boht bara risk hay jis honay walay loss ki waja say forex ko control karna boht muskhkil ho jata hay.
              • #22 Collapse

                Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

                Bilkull humein over trading sy bachna chahiye humein bohut he hard work sy kam karna chahiye taky humein kam loss aur ziyada profit ho kai bar esa hota hy k trader over trading karta hy per profit hota hy lekin bar bar aik he chiz karna market upset ho jati hy jis sy big loss hota hy
                😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?

                  Dear asalam o alikum ap ny both acha question kea ha forex trading main jab ap bagar analysis k trading karny to humary ley both risky ho jati ha is k alawa jab bi trade open karny to apny account k mutabiq karny q k agr Bari lot size use karny gy to forex market humary ley risky ho jati ha is ley jab bi trading karni ho to both soch samj k trading karny jab tak hum log money management k sath trading ni karny gy to humy ley risk ziada ho jata ha humy proper planning k sath trading karni chae ha ta k risk ko minimum kea ja sakey or ta k loss k chance both Kam hon or profit k chance ziada sy ziada hon ta k ap easily successful hon forex trading main or ache earning kar saken

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X