Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market hamary ley risk kab ban sakti hay?
    Over trading karny ki waja se hi Forex market hamary ley etni risky ban jati hay key hamy loss ki controlling mushkil ho jati hay, Forex ki market ko risky ham apni trading planing aur zeyda volume ki trading se hi banaty hey jes ki waja se market ki big upset hamary account ko wash kar deti hay, traders agar limited risk key sath market me entry karen gey to ye over trading se bahot hi zeyda behtar trading ho sakti hay es ki waja se hamy account ki management bahot asaan ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex market total risky business ha lekin agar ap k pass acha experience or knowledge ha to ap kabhi bhe is mein loss nahi kareen gay lekin forex market tabhi risky ha jab is mein news ho or apki trading galat lag jaye is liye news time trading ko bohat he read kar kay or hoslay k sath lagana behtar ha or market ko judge kar k us mein achi earning kaa kari ja sakti ha or hard work or acha experience k sath he ap kamyab earning kar sakty hein market mein big movement or apki galat trad account ko wash kar dyti ha is liye wait kar k or experience k sath he work karna behtar ha ta kay big loss say bacha ja saky
     
    • #3 Collapse

      G han app ne sahi kaha hamari over load ya over trading market key risk factor aur ratio ko increase kar deta hay, traders ki kamyabi risk management par zeyda es ley depend karti hay key traders lower risk ka faida le kar profit earn karny me asani se successful ho jaty hey, market me lowest risk le kar trading karna sab se best hay esi lowest risk ki strategy ki waja se hamary accounts safe rehty hey, traders agar apni trading ko risk na banaye to mery khayal me market kesi trader ko etna loss nahi de sakti key wo recover na ho saky.
      • #4 Collapse

        forex trading aik over all he risky business hai or es main risk ko hum he zeyda karty hain or kam bhi hum he karty hain es liye sub se zeyda yahi zarori hai k hum apni trading main risk ak lebel kam se kam set karen or forex main hum apny risk ko kam apny kniwledge se kar skty hain es k ilwa forex trading main hmain risk tab bhi hota hai jub hum apni trading main lot bari set karty hain q k yahi risk ak level zeyda hota hai or bari lot set karny se jo loss hota hai wo bhi zeyda ho jata hai tu apko chahye k ap apni trading main risk ko kam set karen or lot bhi choti k sath trading karen ta k hmari trading main risk ko kam set karen or palning ks ath tading karen kamyb trading karny k liye
        • #5 Collapse

          Bilkul sir g over trading sy har trader ko bachna lazmi hy kiyon k aksar loss isi wjha sy hoty hein over trad mein over confidant hota hy jo k trad ka size big chose karwata hy aur account ko wash bhe karwata hy
          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
          • #6 Collapse

            Trading her us trader k leay risk hy jo first step ko miss kerta hai jo us ko siekhta nahe hai our directly real main trading shuro ker dita hai our her us trader k leay risk sabit hota hai jo k us main stop loss use nahe kerta hai oru her us member k leay risky sabit hota hai jo us main ache investment say start nahe leta hai koin k app k mind ki psyche ko control app ki investment kerti hai pher money manage ker k app kaam kerty hain to pher wo app ki mind ko control kerta hai app k emotion auto pay control rhety hian our pher app futher us main mehant jitni kerty hian app trading ko apny leay utna risk free bnaty jaty hain
            • #7 Collapse

              hum jab bhe us main greedy thinking k sath trading karein gay to dosto ye humery leay risky ho gee us main hum bare lot use kreann gay jo k humen main kafi loss day gee humean dosto forex main humesha phelay ye souch k trade kerni chahy k capital ko kesay safe kai jeay our dosara us main loss ko zahin main rakh k trade lain gay to app ko profit acha milay ga ager app profit ka socuhain gay to poher app lot bare lagaty hain to pher app ko wo trade loss diti hai our us main app sl bhe nahe dity hiain our wo account wash ker diti hai
              • #8 Collapse

                forex trading main hmari trading main risk boht se waohat par hota hai q k forex iak over all aik risky business hai jis ko hum apni trdaing skills or apny expiernce se kam or zeyda karty hain jesy k hum yah kah skty hain k hmary knowledge k hisab se trading kar skty hain es liye hmain apni trading main kam se kam lot set karni chahye or apny knowledge k hisab se trading main levere set karni chahye forex trading main jub hum risk ko barha dety hain tu yah hmari trading k liye nuksan deh hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading main risk ka ratio kam se kam rakh kar trading karen ta k hmain acha profit mily or hmara ccount hi wash hony se bach jay
                • #9 Collapse

                  Dear ais market mai ap ko pata hai k her banda apny account k hisab se risk leta hai agar hum ais market mai kaam kar rahy ho aor ais mai hum ko thora sa profit ho jaye to hum aus k baad ais market mai ye ni sochty k hum jo lot lagany lagy hai aus mai hum ko kitna risk hai hum aus mai lot bari laga dety hai ya hum zayda trades open kar lety hai jis ki waja se hum over trading kar rahy hoty hain ais mai jab hum ko loss hota hai to aus time hum ais mai ye ni dekh rahy hoty k ais market mai agar hum ko loss hoa to humri atni trades hai ain mai loss kafi zayda ho ga jis ki waja se account bhi wash ho sakta hai ais liay hum ko jab bhi trade karni ho aik hisab se karni chaye ta k humra account bhi safe ho aor aus par risk bhi normal ley.
                  • #10 Collapse

                    Forex market main humare liy tab risk zada ho jata hay jab hum greed karte hain aur apne capital se barh kar trading karte hain aur ya humare liay tab problem hota hay jab hum over trading karte hain kisi kisam ki planing k bager trading karte hain is liay agar apnsave trading karna cahte hain aur loss free trading karna cahte hain tou ap ko cahiay k ap proper planing k sath trading karain lalach kabhi nai karain aur over trading bhi kbhi nai karain hamesha rules ko follow karte huwe trading karain jab hum in tamam baton ka khyal nai rakhte aur tamam rules ko follow nai karte tou hum kabhi success hasil nai kar pate aur apna loss krte hain so kamiab trading karne k liay proper planing k sath trading k sath trading karain aur rules k mutabik trading karain
                    • #11 Collapse

                      Ap ny sahi kaha hai forex market me risk b utna hi hai.
                      Over trading sy:
                      Over trading b khatrnaak hai agar ap over trading kary gy to apko stress hoga ap zeyada sochy gy jis sy apko loss ho skta hai is liye over trading b risky hai.
                      Stop loss na set karny sy:
                      Agar ap stop loss na use kary to b trading ap k liye risky hai market kabhi b kisi b tarf move kar sakti hai is liye stop loss zroori hai.
                      News trading karna:
                      Agar ap proper knowledge k bgair trading kary gy to apko loss ho sakta hai is liye jitna ho saky new trading sy bachna chahiye ta k risk or loss sy bacha ja saky.
                      Analysis na krna:
                      Analysis na krna or trading karna bohat bara risk hai is liye bgair analysis k trading nahi karni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        forex market bazat.e.khud ek boht bara risk hay. ye hamary liye risk banti ni hay balky ye shuru say he ek bra risk hay.agar is ko knowledge hasil kiye baghair aur practice kiye baghair shuru kiya jay ga to ye risk itna phail jay ga kay hamra qeemti sarmaya achanak doob sakta hay.aur agar ham puri tayyari kay sath is ko shuru karen gy to ye risk kafi had tak kam ho jata hay aur hamary loss ke shara kafi had tak kam ho jati hay aur ham munafa kamana shuru kar dety hain.magar yahan jo baat qabil.e.ghaur hay wo ye hay kay agar ham knowledge bhi hasil kar chuky hon aur practice bhi boht ziada kar chuky hon aur is kay bawajood forex hamary liye kab risk banti hay, to ye hamary kici bhi ghalat analysis ke waja say ya ghalat trading strategy ke waja say risk ban sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          dear forex mein hum bohat he achi earning kar sakty hein or forex ek life time business ha is mein apka acha work he apko easy success dilwa sakta ha lekin agar ap market mein kam balance backup ky sath work karty hein or leverage zyada hony ki wja say bhe risk ki ratio barh jati ha is liye wait karna bohat he zarori ha kiyon kay market mein apka acha work he apko kamyab business dilwa sakta ha or forex mein ap low equity kay sath ap loss kar sakty hein or apka loss zyada barh sakta ha is liye wait karna or market say knowledge kay sath work karna behtar ha
                           
                          • #14 Collapse

                            gee brother yeh baat hay kay forex market wesay to safe heaven hay aap iss main trading ker kay earning ker sektay hain lekin jab aap over trading kertay haiin to yehi market aap kay liye sab say bara risk bann jaati hay jab aap choti choti trades chotay volume kay saath jaldi close ker dain to bohat safely trading ho jaati hay lekin jab aap long term entries letay hain to aap bara sl ya open trade laga ker zyaada earning ke koshish kertay hain or iss tarah aap ko loss ho jaata hay or yehi market aap kay liye sab asy bara risk ban jaati hay precisely yeh kay jab ap chotay volume use kerain to aap kay liye forex market aik jannat kee tarah hay jahaan say aap achi earning ker sektay hain jabkay jab ap baray volume ke zyaada trades open kertay hain to market hi aap kay liye sab say bara risk bann jaati hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hum Log forex market Mein Jitna Jyada risk Lete Hain Hum Logo Ko Itna Hai Jada nuksan hota hai isliye Hum logo ko chahiye ke hum log kam se kam display Phir Hum Logo Ko fayda Hoga Aur Hum logo ka future proper bana sakte hai isliye Hum logo ko kam se kam risk Lena chahiye tha ke hum log nuksaan Na Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X