Assalam alaikum dear members mera ap sab sa ya sawal hai ka ap ak fin main forex ko kitna time data han apna experience share kran main ak din main forex ko 3 ghanta data hon us sa muja bahut fiada hota hai aur market ko watch krna sa bhe hamain bahut fiada hota hai aur ham acha trader ban jata han us lya ham ko ziada sa ziada time forex ko dana chaya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим