Jaiza: Commodity Correlation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Commodity Correlation.
    Forex mein currencies aur commodities ka apas mein positive ya negative correlation hota ha, matlab currencies ki movement certain commodities par effect karti ha. Kuch commodities aur un kay respected correlation ye hain:
    USD/CAD:
    America duniya mein sab se ziyada Oil ise karnay wala country ha aur Oil ki 1/3 import Canada se karta ha, is liye Canadian Dollar aur West Texas Intermediate WTI ka apas mein positive relation ha.
    Click image for larger version

Name:	CR 1.png
Views:	1
Size:	96.4 کلوبائٹ
ID:	12462450
    AUD/USD aur Silver:
    Australia ki 35% export silver ha, is liye AUD/USD aur silver ka positive correlation ha.
    Click image for larger version

Name:	CR2.png
Views:	1
Size:	105.1 کلوبائٹ
ID:	12462451
    USD/NOK aur Brent Crude Oil:
    Brent crude oil wo oil ha, jo North Sea (Europe) se nikalta ha, is liye Norwegian Sea se nikalnay walay crude oil ki price aur USD/NOK ka positive correlation ha.
    Click image for larger version

Name:	CR3.png
Views:	1
Size:	115.9 کلوبائٹ
ID:	12462452
    Last edited by ; 13-12-2018, 09:21 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes ap ny sahi btaya hai yeh pairs waqai commodities correlated pairs hain aor in ko isi leay commodity correlated kaha jata hai keun ky yeh countries in ka daromidar commodities py hai apko maloom hona chye ky Canada ki sari economy ka mojor part he oil hai jub ky Australia ma silver ki production aor economy ka 40 to 50 percent tk bhi hai jesy ap ny 35% btaya is ky bary ma different ray ati hain
    aisy he farance ki economy ka bhi about 30 to 40 percent gold py inhesaar hai is leay in ki currency ky pair usd waly commodities correlated pairs kahy jaty hain forex trading ma apko paors ky bary ma bhi confirm hona hye is sy apko mazeed confidence gaun hota hai aor ap achy tareeky sy fundamental analysis kr ky profit gain kr sken gay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usama32 پيغام ديکھيے
      Forex mein currencies aur commodities ka apas mein positive ya negative correlation hota ha, matlab currencies ki movement certain commodities par effect karti ha. Kuch commodities aur un kay respected correlation ye hain:
      USD/CAD:
      America duniya mein sab se ziyada Oil ise karnay wala country ha aur Oil ki 1/3 import Canada se karta ha, is liye Canadian Dollar aur West Texas Intermediate WTI ka apas mein positive relation ha.
      [ATTACH=CONFIG]5597[/ATTACH]
      AUD/USD aur Silver:
      Australia ki 35% export silver ha, is liye AUD/USD aur silver ka positive correlation ha.
      [ATTACH=CONFIG]5598[/ATTACH]
      USD/NOK aur Brent Crude Oil:
      Brent crude oil wo oil ha, jo North Sea (Europe) se nikalta ha, is liye Norwegian Sea se nikalnay walay crude oil ki price aur USD/NOK ka positive correlation ha.
      [ATTACH=CONFIG]5599[/ATTACH]

      Dear jaisy ap ki sab se phli picture mai dekhya gia hai USD/CAD k sath Oil ki moment ka to ais mai ap ko pata ho ga k sab se zayda oil Canada se nikal raha hai aor agar kisi waja se Cad weak ho jaye to aus k sath oil bhi girta hai aor agar Cad strong ho jaye to aus k sath oil ki price bhi up jati hai jaisy ap ne 2,3 din phly dekha hai k ais market mai oil kafi down aa raha tha magar aus din CAD ki news thi jis ki waja se oil ne bhi move kia hai aor kafi up gia hai aik hi din mai aisi tarha aor bhi kafi currencies hai jin ki waja se moment ho rahe hoti hai aor kisi other pair par aus ka faraq par raha hota hai agar hum ne ais mai kaam karna hai to hum ye sab phly pata hona chaye.
      • #4 Collapse

        Off course brother forex maen mera jo opinion hy poaitive our negative corelation k hawalay say hai maen may bhe US oil ka oir usdcad ka negative corelation deikha hy jes maen oil jab down move kerta hy to us time usdcad ki up move hote hy our last days maen app deikh sagty haen oil ki value nay 42 $/berral ko touch kia our USDCAD appany peak level pay tha jab oil ki up move start hoi to usdcad down ana shiro hoa
        Same commodiites pairs Gold and Silver maen positive corelation hy jab gold up move kerta hy to us k sath ailver bhe up move kerta hy dono abje apny high point pay hain our same last years say mera trading experience hy k un k dermian ye corelation paeya jata hy
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum bhai Mere Khayal mein agar Hum logo ko forex market Mein Se Accha profit banana Hai To Phir uske liye Hum logo ko commodiites pairs Gold and Silver maen positive corelation hy jab gold up move kerta hy to us k sath ailver bhe up move kerta hy dono abje apny high point pay hain our same last years say mera trading experience hy k un k dermian ye corelation paeya jata hy
          Pakistan zindabad
          • #6 Collapse

            Commodity correlation

            Oil and Canadian Dollar: commodity ka relation currencies key sath bahot hi zeyda hay agar ham bat karen oil aur Canadian dollar ki to Canada oil ka largest producer hay es waja se agar oil ki price down ho jati hay to Canadian dollar be down ajata hay.

            CAD/JPY: Japan sab se zeyda oil import karta hay Japan oil ka 3rd largest importer es waja se agar oil ki keemat increase ho gi to CAD/JPY ki market me be ezafa ho ga.

            Gold and Australian Dollar: commodity correlation Gold aur Australian Dollar key darmeyan be hay Australia Gold ka sab se biggest producer hay esi waja se Gold ki keemat agar decrease ho jati hay to Australian dollar ki keemat me be kami ajati hay, gold ka relationship Australian Dollar key sath behot hi positive hay.
            • #7 Collapse

              Agar Hum Logon Ko Fresh Market Mein kamyabi Hasil kar Nahi Hai To uske liye Hum logo ko Aisa star share trading Karni chahiye aur currency period karne chahiye Phir Hum logo ko profit hota hai aur hum log kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Main nay bhe note kia hai bhae forex main co relations pair main bht hai app us k mutabik kaam kerty hain to pher ye app ko kafi ache understanding trade dita hai jesay k EURUSD and Gold ka apas main hai our ye positive hai mean us main ager EURUSD down move ker rha hooo ga to pher us main gold bhe down move main ho ga our us ki reason ap ko pata hone chahy koink USD jab bhe strong ho ga to USD pairs down mani jain gay to Gold Silver bhe down main move karein gay
                aik our relations pair ka apas main hai jes main news k anay pay ye baat kafi had tak app ko clear hooo gee jab USD strong ho ga to pher jin pairs main USD phelay hai wo up move karein gay jesay k USDCAD our jin main USD bad main ho ga wo down move karien gay jesay k NZDUSD EURUSD hain our us ki reason usd strong hoonah ahi oru pher us hisab say app trade lain gay forex main app ache earning tab he ker sagty hian jab app ko sab knowledge ho ga our ye currencies ka corelation hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Commodity Correlation.

                  ​ Assalamualaikum bhai aapne baat hai 6 question bhai aapne baat hai 6 question Pucha hai main aapko Uske baare mein Yeh Kehna Chahta Hoon ke comedy t gold and silver ki Jor reading ki Jor reading hai sab log bahut accha profit bana sakte hain Agar hum log ki trading Karte Agar Hum Log SK trading karte hain toh isme bahut fayda hoga
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Commodity Correlation.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Usama32 پيغام ديکھيے
                    Forex mein currencies aur commodities ka apas mein positive ya negative correlation hota ha, matlab currencies ki movement certain commodities par effect karti ha. Kuch commodities aur un kay respected correlation ye hain:
                    USD/CAD:
                    America duniya mein sab se ziyada Oil ise karnay wala country ha aur Oil ki 1/3 import Canada se karta ha, is liye Canadian Dollar aur West Texas Intermediate WTI ka apas mein positive relation ha.
                    [ATTACH=CONFIG]5597[/ATTACH]
                    AUD/USD aur Silver:
                    Australia ki 35% export silver ha, is liye AUD/USD aur silver ka positive correlation ha.
                    [ATTACH=CONFIG]5598[/ATTACH]
                    USD/NOK aur Brent Crude Oil:
                    Brent crude oil wo oil ha, jo North Sea (Europe) se nikalta ha, is liye Norwegian Sea se nikalnay walay crude oil ki price aur USD/NOK ka positive correlation ha.
                    [ATTACH=CONFIG]5599[/ATTACH]
                    gee bhai aap nay bohat achi information share kee hay ham sab logo ko chahiye kay ham sab usefull posts kerain jab ham aisay acha knowledge share kertay hain toh nah sirf hammain acha bonus milta hay hammain apna knowledge doosro tak pohnchaanay ka moqa milta hay or is say sab doosray traders ko bhi bohat kuch seekhnay ko milta hay jesa kay aap nay likha hay crude oil kay baaray main kuch addition kerta jao kay america 12-13 million barrels kay saath sab say zyaada produce ker raha is waqt oil or jesa kay apa nay kaha kay 1/3 yeh canada say bhi import kerta hay toh aap kay paas USD/CAD or crude oil ka direct relation hay issi tarah silver or AUD/USD ka bhi correlation hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Commodity Correlation.

                      bhai apki bat sahi hai or ap ny sahi bat ki hai k oil ka en pairs k sath correltion kafi had tak strong hai q k es main canida 1/3 import krta hai jub k es ki cuurency k sath oil ka acha rellation hai or es se hum andaza lag skty hain k oil ki market ka en apirs k sath kis had tak rishta hai or ap apni aghr trading en pairs ks ath karen tu ap apni trading ko kafi had tak acha kar skty hain es liye en baton ko madhe nazar rakhty howe trading karna zarori hai q k forex main pairs ki nisbat jitny bjhi commodities pairs hain un main trading boht kam ki jati hai or aghr ki jati hai tu loss ka dar bhi zayada hota hai es liye es bat ko mind main rakhty howe trading karni chahye ta k hmain loss na ho q k commodities pairs risky pairs many jaty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Commodity Correlation.

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is ma kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X