Jtna ziada sbr krn gy faida ho ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jtna ziada sbr krn gy faida ho ga.
    forex trading me jo log a0ny emotions pr control rkhty hn wo utny ziada kamyab hoty hn in emotion me 1 sbr krna b hy. Trade k dauran sbr krna buht zruri hy. Jkd bazi me lgai gai trade loss daiti hy. Isis trha trade lga kr jldi close krna b loss daita hy. Is lye js jga sbr krny ki zrurat hy sbr krn zrur.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul asa hi ha .forex market ki movement pe bht se traders jald bazi main trading krty hain .kuch loss main any wali trades ko foran close kr daty hain asa nahi krna chaye sabr se hosly se kam laina ziada behtr ha .market jb b jis trad tazi se move krti h awapas bhi ati ha zara time lagata ha retracment ka wait krain .jaldbazi se sirf or sirf loss ha sirf loss.
    • #3 Collapse

      Gee bhai forex mein kaam karnay kay lye banday ka sabir hona bahut zaroori hai kyun kay yahan agar aap jaldi karain gay tou aap ko hamesha loss hi ho ga iss lye forex mein jab bhi kaam karain jaldi kabhi na karain hamesha sabar sae kaam karain iss sae aap ko market ki movement ka bhi bahut achi tarah andaza ho jaye ga
      • #4 Collapse

        Forex market mai sabar say trade krnay say ap ko market ai achi entry lay sakty ho. Likan es kay sath ap ko knowledge bhe hasil krna zaroori hai. Kyu k forex market mai knowledge aur sabar bohat zaroori hai. Jis kay bad ap earning hasil kr sakty ho.
        • #5 Collapse

          Forex mein kaam karnay kay lye bahut sabar sae kaam karna parta hai kyun kay market ki movement zayada tezz nahin hoti jis ki wajah sae humain kae martaba aik ya dou din bhi wait karna parta hai kay hum apni trade close ker sakain iss lye iss mein jaldi na karain aur sabar sae kaam lain
          • #6 Collapse

            Isliye hai ki Hum Kam time nahi Jyada Kaise banana Chahte Hain lekin agar aap slowly slowly kam Kare Aur Main Karde Rahe Tu absolute Kamyab ho Jate Hain aur kamyabi Pehle Din Hai Naseeb nahi hoti uske liye achha Khasa time Dena padta hai
            • #7 Collapse

              App ne wo kahawat to suni ho gi k sabar ka phal meetha hota hy or forex business hi aisa hy jis main sabar krne wala hi kamyaab hota hy or jaldbazi krne wala nakam hi rehta hy some time aisa hota k hum trade lagatay or wo humain loss main jati hui nazar ati hy to hum sabar se intazar krne ki bijaye jaldbazi main trade close kr detay hain or phir aisay loss ho jata hy is lie jald bazi ni karni chahiye balkay sabar market ki move ko daikhna chahiye
              • #8 Collapse

                forex trading business mein agr kaamyaab hona hy tu sabar buht zaroori hy kiok agr hum sabar se kaam karain gay tu hi achi trading kar saktay han aur emotional ho kar trading kabhi bhi nhi karni cahaiye jab bhi trade open karni ho market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k sabar se trade open karni cahaiye aur trade ko close karne mein bhi sabar karna cahaiye
                • #9 Collapse

                  Yes dear forex ma agr ap ko success hasil krni ha tu ap ko chaya k sabar se decision le aur koi b decision lena se phela achi tarah socha aur koi b decision juld bazzi ma na kre
                  • #10 Collapse

                    g bilkul apki bat tkh hy forex trading mn jo log sbr krty hn wo kmyab trader hn kio ky sbr krny sy apko koi point milta hy ap apni stragty ky mutbik wait krn mrket ko ksi point pr ana dia jay phr entry leni chahy lkn log nhi smjty bs sochty hn idr mt4 kholny or udr hm trade lga dn esa glt hy or loss ky chnse zda hn jb tk analys na tkh sy kr ln jb tk hmay chahy ky hm enter na hn
                    • #11 Collapse

                      Ji hum logo ko chaaye ke hum trading main apne emotions ko side main rakhen and sabar se kaam len kyun ke jab hum logo ko loss hota hai to hum kaafi emotional behavior show karte hain to hum logo ko chaaye ke hum normal way main trade ko karen and agr jab loss hota hai to hum ko emotions show karne ki jaga us loss ki mistake ko find karen and us se seekhne ki koshish karen jab hum seekhte nahi hain apni mistake se to hum kabhi bhi trade main success ya trading skills ko hasil nahi kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham jitna ziada patience krta han utna he fiada hota hai ham ko chaya ka jab bhe koi trade lagain tu patience ka sath profit ka wait kran ya na ho ka ap lose hona pai jald bazi main apni trade ko close kr dan aur lose ko recover krna pra us lya agr ap patience sa trading kran ga tu fiada ho ga
                        • #13 Collapse

                          emotion ka matlab hai agar ap ny koi trade lagayi hai to ap ny is main emotions ka muzahra karna hai matlab is main sabar karna hai jub markete apki favor main ho to thek hai aur agar lost par jaa raha hai to thora sabar kar ap ny usy stop kar dena chaye .
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            bussiness mein hmaseha faida aur nuqsan dno k barai mein sochna chahiya kq k busssiness isse chez k naam hai isse mein hmashesa pania emotions pr control rakhna chahiyai beshak faida ho rha ho ya nuqsan ho rha hai agr faida hota hai to bnda over confidene mein mara jata hai aur agr nuqsan hoto bnda jldi close krnai mein ziada nuqsan kr bhhta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friend agar al kl forex main kameyabi hasel karni hy to as main ap ko saber say kam lena hoga gald bazi main ap go bhi trade lagain gay woh loss main hi gay gi as leye saber k sath achay say market kk samagh kar trade opon karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X