Knowledge vs experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge vs experience
    Assalam alaikum dear aj main ap ka sath important information share krna chahta hon ka forex main knowledge zrori hai ya experience tu bhai agr hamara pas knowledge ho ga tu ham kam start kran ga aur jab ham daily work kran ga tu experience main izafa hota jaye ga jitna ziada time ham forex ko dan ga utna ziada experience hasil ho ga aur jitna ziada knowledge aur experience ho ga ham utna acha trader ban jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mei yeh khhna hai sirf knowledge nhee blkai saath he sath hmaiiin experience bhe hona chahiya ta k hmain kisey qisaam ka risk na hoo aur agr knowledge hmarai ps achaa hai to us ko use kr hum apnai skils ko improve kr sktai hain q knowledge dekhain see aur experience aur skills khud practise krnai see he improvee hotai hain
    • #3 Collapse

      dear apkka sawal bahut acha hay hamain forex ko join karnay k baad har ik cheez ko apnay mined main rakhna chaye k kia sahi hay aur kia ghalat hay ap nay sawal kia hay k experience important hay ya knowledge ,dear mairay hisaab say agar ap daikhain to agar forex ka knowledge hamaray pass hoga tab he ham isk experience main success ho saktay hain agar ham isk baray main jantay he nai hain to hamain uska experienc kaisay hoga.
      • #4 Collapse

        dost pehly knowledge ho gi to hum kahi par kaam kar paye gy na jub tak knowledge hi nahi hogi to hum koi bhi kam achy sy start nahi kar paye gy aur kuch din baad usy chaor dy gy isi liye thora bota knowledge lazmi hy experience to aa hi jata hai.
         
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          forex mien jis k pass acha experiece hai or jis k pass knowledge bee zayada hai to wo es mien aaa ker betreen trasdig ker sakty hien or un ko trade kerny mien asani ho jay gi.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ap ne bikul theek kaha he ham forex ko jitna bhi time den utna kam he hamen chahye ke ham forex ko time diya karen ta ke ham is me kamyab trader ban saken to kamyab banne ke liye hmare pas knowledge ka hona zaruri hota he aor knowledge hamara tab barhe ga jab ham is kop ziyada time den ge
            • #7 Collapse

              bhai apne bilkul thk kha aik acha trader tbhi banta hai jb uske pas forex trading k baray main acha knowledge ho or exeperience bhi jb acha trader ban jaye to wo loss ko bhi profit main change krleta or ye sb time dene se hota jitna time dogy utna faida hoga utna hi gain kr pao gy. thanks
              • #8 Collapse

                Dear brother aap ne boht achi baat ki hai,trading ka hamary pas knowledge hoga tu experience bhi ayega aur yeh sab us waqt hoga jab hum trading ki practice krengy,trading mein knowledge aur experience dono boht ehm hein.
                • #9 Collapse

                  Hamy chiya k ham dono ko mila k kam kry ayk k sath ham ko kam nai krna chiya ham ko dono pr kam krna chiya hamy is my bhot zeada hard work krna chiya our bhot zeada paractis krni chiya ham ko chiya k ham is my bhot zeada hard wokr kry our experinwc our knolige dono pr kam kry ayk k sataha na rahy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Business ko star karny k lye knowledge or experience ka hona lazmi hai mgr srating me knowledge ki bhot zarort hoti hai experience to time k sath sath hota rahta hai ye lazmi nhe hai k agr hamry pas knowledge hai or exprience nhe hai to hamen business start nhe karna chahye
                    • #11 Collapse

                      Dear experience or knowledge ki baat ki jae tuo dino bohat e zururi ha ek cheez hona mtlb k loss ko dawat dena ha dino ho cheezain phr trade karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Bhai agar ap k pas achi knowledge hogi tu ap acha work karo gay achi trading karo gay aur ap ja achi trading karo gay tu apka kam karnay ka mazed dil bhi kary ga aur ap jitna kam karo gay din ba din apka expireance ziada hoga ap jitna time forex ko do gay apki knowledge and expriance increase hoga ham logo ko chahiya k ham ziada say ziada work kar k apni knowledge ur expriance mai izafa karyn.
                        • #13 Collapse

                          Acha trader bnane k le 2 he zrori ha koe k agr knowledge ho ga tb he ap practice kr ske ge or demo pr analysia ki practice kr ske ap bhot se ghaltia krte ha or sath sath jin k pass knowledge or experience hota ha wo he log again ghaltia ni krte
                          • #14 Collapse

                            Dear friends, forex main knowledge and experience dono hi ham hotay hain aur dono ki waja say traders profit earn kartay hain....en main say agar koi bhi ek chez na ho to ham achi trading nai kar saktay...for example agar hamaray pas knowledge hay to jab tak hamain experience gain nai hoga ham profit earn nai kar sakain gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bro main ap ki baat sy bilkul agree hon..kisi bhi business main kamyabi k liye us ka knowledge aur experience hona lazmi hai..isi tarah forex main bhi kamyabi k liye is ka knowledge aur experience hona lazmi hai..jb hmary pas knowledge hota hai to hum work start kar dety hain aur waqt k sath experience bhi hota jata hai..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X