Forex market ki daily maximum movement average kia hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ki daily maximum movement average kia hay?
    Forex market me risk factor ka andaza market key daily movement average ya daily moving range se lagaya ja sakta hay, mery khayal me ham jes pair me trades open karty hey us ki daily up ya down movement average ki information hasil karni chaye es se hamy risk factor ka knowledge ho saky ga aur hamari trading me loss ratio me kesi had tak kami asakti hay, all financial market daily makhsoos range me hi movement kar sakti hay, market ko agar watch kia jaye to ye andaza lagana enta mushik be nahi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ny bat bilkul thek ki ha k daily market ki movement ka knowledge hona bohat zarorif ha leki some time mnahi pta chalta or news mein agar ap dakheen to market kafi hazar pips ek din mein he move kar sakti ha ye currency pay depend karta ha or us country mein mojoda halat par is liye ye zarori nahi ha k market mein ek pairs ko ap read kar lein or phir us par depend raheen or dakheen k ye itna he daily move karta ha marfket mein trading kay liye zarori ha k market k andar achi tarha involve houn or market ko judge kar k us mein work kareen then he ap market sy acha profit earn kar sakty hein or kamyab earning kar sakty hein or market mein wesy 200 say 500 tak am har pairs mein movement hoti ha or us mein short term trad kar k acha profit earn kiya ja sakta ha
     
    • #3 Collapse

      Pauare ki alaga alaga bat hoti hy kuch paire zeada move krty hy to kuch paire bhot kam move krty hy agr ham akuch majar paire dykhty hy to un pr movemint sahi hoti hy bakio pr bhot kam hoti hy pr sab sy zeada eurusd our gbpisd pr hoti hy is sy bho zeada jis pr hoti hy to who hy silver our godl in pr phr zeada ho jati hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Forex market ki overall market movement average to bahot hi zeyda ho sakti hay agar kesi 1 pair ki market ki bat ki jaye to hamy daily market ki movement average technical indicators ki calculation se bahot hi asani se information mil sakti hay, es key ley best indicator jo behtar aur correct market movement ki average bata sakta hay wo hay Moving average indicator jo key daily market movement ki average note karta hay aur esi key base par signals be deta hay, es indicator ko har time chart frame me use kia ja sakta hay market trend line ko ham esi moving average se laga sakty hey.
        • #5 Collapse

          my friend forex main daily market move her pair k oper depend kerti hai us k leay app aik pair k oper indicator laga k to maloom ker sagty hian lekin us main app ye nahe bata sagty hain k over all us ki move kia bnanay gee koin k us main pher app ko nahe pata chlay ga main app k sath screen short send 2 say 3 currency our aik metal pair ka kerta hoon jes main main nay aik indicator lagaeaya hoa hai wo mujhey us ki daily average move nikal k bta dita hai to pher main us k hisaab say us k oper trade lay leta hoon mean ager 80 pips hai to wo aik side pay 40 pips ki move leta hai to main sell ya buy ki trade say 40 pips target rakh k exit ho jata hoon but over all market ki move pakarna mushkil hai
          منسلک شدہ فائلیں
          Last edited by ; 19-12-2018, 08:59 AM.
          • #6 Collapse

            haan jee khuch easa he hai k over all market main trading ka balance to kafi hai us main daily ka traillian main money ka daily trade hota hia us main app hard work karen gay to pher app her aik pair ki AVR nikal sagty hain ya to app k pass app ki baat theek hai k koi indicator ho jo k app ko bta day ga k app jas pair main trade karen us ki move ap ko daily ki show ho jeay ya pher ap ko khud mehnat kerna ho ge our note kerna ho ge k aj us pair ka high low kia banta hai our aik week mian sab pairs ki app k pass high low likheany say app k pass weekly AVR per pair pata lag jeay geea
            • #7 Collapse

              Dear ais market mai agar ap pairs dekhy to bahot sary hai aor her kisi ki apni moment hoti hai kai pairs hai jo aik din mai normal 50 se 70 pips moment karty hai daily aor kafi dafa ais se zayda bhi kar jaty hai aor jaisy cross pairs hai aun par agar ap kaam kary to aun mai aik din mai ais se bhi zayda moment hoti hai agar ap aun par kaam karo to ap ko pata chaly ga k ais market mai koi hisab ni hai kisi din moment zayda ho jati hai aor kisi din moment kam hoti hai ais liay jab hum ne market mai enter hona hota hai to aus time hum ais market mai dekhty hai k kisi news ka time hai to aus time trade ni karty kun k news ki waja se market bahot zayda moment kar jati hai aor hum ko aus time agar loss ho to bahot zayda ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Forex trading business ki market ki movement aur kise aik pair ki movement ko samjhna ye hi forex trading business ka knewledge hy aur agr hum ne forex trading business mein achi trading karni hi tu hum forex trading business ki market ki movement ka knewledge hona cahaiye aur js pair par trade open karni hy us ki daily movement ko dekhna cahaiye aur is k liye hum market k chart ka analysis kar k chart ko dekh kar hum us pair ki daily ki movement dekh saktay han aur apni trade mein risk ko us movement k hisaab se kam kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Forex Market movement:
                  Forex market duniya me sab sy zeyada move karny wali market hai is market me average 100 sy 130 pips movement hai currency pairs par or ye is liye hai k is me bohat sy log jury hoty hai jo apni investments karty hai daily average dekhi jaye to forex market ka volume 3.98 trillion dollars hai jo b barhta hai din ba din or ye dusri markets jo k sab sy mash'hor hai un sy double sy b zeyada hai.

                  Click image for larger version

Name:	Average-Daily-Trading-Volume4.jpg
Views:	2
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12321451

                  Ap is image sy andaza kar ly. isi waja sy forex market ki movement b zeyada hai or is me risk b zeyada hai market ko analysis k bagair nahi use karna chahiye trading k liye.
                  • #10 Collapse

                    As-salamu alaykum Bhai currency Mein Mukhda moment hoti hai aur gold Mein mostly moment hoti hai aur almost left movement hoti hai isliye Hum Logo Ko Dekhkar trading Karni chahiye Hum logo ko currency Mein trading Karni chahiye Phir Hum logo ko Kafi accha fayda Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bat sahi hai or ap ny jo bat ki hai main bhi so se agree krta hun forex trading main hum sub janty hain risk ki rato zeyda hai es liye hmain es risk ko mange kar k apni trading karni hoti hai jis se hmain loss hony k factor kam ho jaty hain tu hmain chahye k pahly tu apni learning par fcus karen jis se hum apni trading main aik acha empact increase kar skty hain or jub hum trading ko learn kar skty hain or es ki basic information hmain milti hai tu hum apny sbuiness ko kafi acha start kar skty hain es liyehmain apny knowldge ko enhance karna chahye ta k hmain market main har moving ka anadaza ho jay or hum apni trading main acha trend find oaut kar k apni trading akr saken or apni trading se acha profit tab he earn kar skty hain jub hum market ko achi traaha se analysis kar skty hain q k hamra knowledge he hmari kamybhi ka rasta hota hai
                      • #12 Collapse

                        market ki sabse Jyada movement oil Mein hoti hai aur uske baad gold Mein hoti hai phir currency in a moment sabse Jyada Hoti Hai Hum logo ko currency trading Karni chahiye currency Mein Hamara account watch nahi hota hai Aur Ek na Ek Din Hum logo ko train mein se profit mail Hai jata hai isliye Hum logo ko currency trading Karni chahiye
                        Pakistan zindabad
                        • #13 Collapse

                          dear forex trading members Assalamualaikum
                          market ki daily average move ko identify krny ky leay apko indicators available hain apko inki setting lrni hoti hai apko is ko manual set kr skty hain ma ny apny daily moving average indicator ko 50days aor 200 days ky hisab sy set kia hua hai ma apko bh8 yehi mashvra do ga ky ap l9g aisa he kro aor apny daily moving average indicator ko aisy he set kro gay to apko is ma acha profit mily ga ma to aisa he kr raha hun ky forex forum.ma sy jo kam ki bat hoti hai usko pick kr leta hun baki ko chor deta hai humen forum ma bhi qualifications ky hisab sy knowledge share krna chye seniors ko achy achy aor information ky sath apny threads aor posts krni chyen ta ky yn sy dosron ko faida ho
                          • #14 Collapse

                            bhai forex tading business duniya main sub se zeyda bara bsuiness hai or hai bbhi yah online es main daily base par boht bari market lgti hai jis ki ratio trillion k hisab se count ki jati hai or jesy jesy es tadors trading karty hain tu es ki movemnt main amzzed izafa hota hai or aghr hum daily base par bhi es ki movemnt par bhi nazar rakhen tu hmain es ki ahmiyat ka ndaza ho skta hai q k duniya main yah pahla business hai jis main lakhon k hisab se log apna business karty hain jin ki sharah main aysa hota hai k kuj kam rakhty hain apni invest or kuj zeda rakhty hain es liye es main trillion k hisab se market move karti hai jis se hum apni trading ko bhi mange kar k apni trading karty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear agher ap forex trading main kamyabi cahahty hai to ap ko daily ki market ki movement ka pata hona boht zarori hai hum jas currency pay trading karna chahaty hai uss ka up aur down ka knowledge rakna chahay aur as ka daily movement ki average kay hasb say as ka trand chak kar trade karny chay aksar trade daily ki up aur low candel pay agerage nakl kar trading karty hai aur wo kamyab rahty hai lakn bad dafa news ki waja say market main boht zyda movement hoti hai jas ko koi trader asni say nai samj sakta aur aksar trader as main loss kar jaty hai lakn agher hum news ka wqt trading nai katry to hum boht bard loss say bach sakty hai agher hum market ka andza lagty hai to markt daily ki kabi 500 pip aur kabi 1000 pip tak move kar jati hai aur normal potion main km movement hoti aur her currency ki movement alag hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X