buying from dips ki strategy profitable ho sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    buying from dips ki strategy profitable ho sakti hay?
    market key dip point se agar ham buy order place karty hey to kia esi trading strategy great result de sakti hay?

    traders me sabar ka jazba es had tak hona bahot hi zarori hay key wo market key dips jany ka intezar karen esi trading strategy 100% acha result de sakti hay, market key dips point ka andaza indicators ya market reversal indicators se hamy ho sakta hay, traders ko kesi na kesi strategy ko apni trading me zaror apply karna chaye, esi technical base par trades open karna zeyda profit de sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han buying from dips aur selling form higher ki strategy newbies key ley bahot hi best ho sakti hay, es strategy me loss chances 10 percent aur profit key 90% chances hoty hey es waja se meri be newbies ko yahi advice hey key jab be market ki position dips point par chalti jati hay to yaha se buyer traders ko buy orders baghir sochy samjny open kar deny chaye aur jab market higher point par ho to yaha par sellers traders ko orders place karny key ley alert ho jana chaye, esi bahot se risk free strategies aur be bahot si hi jes ko use karna newbies key profit me ezafa kar sakti hey.
    • #3 Collapse

      nahe dost sirf app buy from dips k oper depend nahe ker sagty hain app ko forex k main logic ko mind main rakhna chahy jesa k hum jantay hain k forex main supply and demand k oper work kerti hai to us ko follow ker k buy ya sell dip our high say kerna ho ga app kisi bhe oscillator indicator ki over bought our over sold sy sell ya buy ki trades lain gay to wo app k leay dangerous hoon geeen koin k ye indicators market main last 14 candles ki ratio nkal k over bought our over sold bata rahy hoty hain to supply area say ap buy karein gay to app ko kafi ache trade milain gii our demand area say sell ker k ap kafi acha profit ker sagty hian
      • #4 Collapse

        bahot best startegy hai khas kr scalping ky leay yeh strategies apko bahot profit deti hai aik certain move ky bad market kch pip reverse krti hai jis ko ap cash kr skty haian aor is sy acha profit bna skty hain
        low buy high sell strategy bahot best hai aor agr apko
        fibonacci retracment indicator golden ratios ka maloom hai aor apko fibonacci retracment indicatoruse krna ata hai to ap wahan sy bhi acha profit earn kr skty ho isky ealwa apko knowledge aor experience ky leay google tips bhi leni chye
        bollinger band indicator bhi apko kafi buy low sell high opportunity provide krta hai
        • #5 Collapse

          Yes dear ho sakti hai magar masla ye aata hai k pata ni hota k market ka dip point kon sa hai jaisy ap ne dekha hai k hum support se buy karty hai magar kai dafa market aus support ko tor deti hai aor stop loss hit jati hai ais liay agar ap kisi bhi trading strategy par kaam kar rahy ho to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai koi bhi aisi strategy ni hai jis mai ap ko 100% result mily ga ais liay ais mai jab apne kaam karna hai to proper stop loss aor take profit laga k kaam karna chaye ta k agar market ap k opposite jati hai to ap ko aus mai thora sa loss ho aor ap ki trade close ho jaye ni to jab ap ki trade zayda loss mai jati hai to aus time ap aus ko close ni karty k ab atna zayuda loss mai trade close kar k ye loss recover karna muskil ho ga.
          • #6 Collapse

            jee brother market main sudden dips aatay hai to aisi situation main buy ker kay acha profit liyaa ja sekta hay
            market kay ander aksar sudden rises bhi dekhnay ko miltay hay to unn ko bhi consider kerna chaaahiye aisi situation main selll entry aap ko profit dey sekti
            ab baat hay kay iss startegy ko use kesay kiya jaaye to aap market main bila wajah entries nah lain aap different market ko observe kerain jahaan sudden dip ya rise aaye to aap uss per entry lain baray volume say to aap ko acha profit ho jaaye ga aksar weekend per market jab reopen hoti hay to gaps say open hoti hay or baad main woh gaps cover bhi ho jata hay to unn per bhi trading ker kay achay results liye jaa sektay hain
            • #7 Collapse

              Assalamualaikum bhai Hum Log is business Mein jitne Jyada mehnat Karenge Hum Logo Ko Itna hi jyada profit Milega Aur Hum Logon Ko itne hi Zyada kamyabi Milegi isliye Hum logo ko Aitbaar karna chahiye Hum logo ko kamyabi Si Surat nahi mil sakti hai ke hum log Jyada Se Jyada practice kare
              • #8 Collapse

                ager to app barey time frame k muatbik trade lety hain jes main daily weekly our monthly time frame use kerty hain to us main app dip k oper buy ker sagty hian our higher prices ko sell ker sagty hain
                But my friends us main app ko dip main buy us time karein jab wo pheli kisi support ya resistance ko retest ker rahi hoo our sell tab karein kisi bhe pair ko jab wo ksii strong daily ya weekly time frame main us ko sell ker sagty hain but app ko saht main other tools ko bhe use ker sagty hain je smain indicators hian jes main trend line hai jes main harmonic patterns hian to pher he app ko jab do say teen levels milain aik sath mean aik confluence factor milay to pher he app ko sell ya buy kerna chahy pehr he app forex main sell ya buy ki trade lay k profit ker sagty hian
                • #9 Collapse

                  Han g dips ki strategy faida mand ho sakti hai agar trader sahi jaga buy kry.
                  Buying from dips ka matlab hai jab market ki price me kafi kami ajaye or market low ho to tab buy karna. Ye tab hota hai jab market kafi low chaliye jaye tezi sy or phir point ata hai jaha sy market ny reverse ana hota hai. Ye strategy stock market me b use hoti hai. Agar ap sahi waqt me buy kary to apko is ka bohat faida ho sakta hai. Buying form dips simple ye hai k jab market down chal rahi ho to us point pr buy karna jaha sy market reverse ho skti ho.
                  • #10 Collapse

                    Forex market mein agar Hum logo ko profit Hasil Karna Hai To Phir Hum logo ko sabse Pehle acchi planning karne chahiye Jab Hum Logon ki planning achi Hogi Toh Phir Hum Log trading Akshay Karenge aur property Kya bana sakte hai isliye Hum logo ko planning HK trading Karni Chahiye fayda Hota Hai
                    Pakistan zindabad
                    • #11 Collapse

                      My dear friend aap ne bahut accha question Pucha hai mai aap ki baat hai bilkul agri Karta Hoon Is Tarah Hum Kafi acha profit bana sakte hain aur hum logo ko Jyada Se Jyada hardwork karna chahiye Hum logo ko planning karne chahiye Phir Hum logo ko kamyabi Milti Hai Hum Log ko
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: buying from dips ki strategy profitable ho sakti hay?

                        forex mai strategy ke bohat ahmeyat hain hamy is ko bahter bana kar pahly demo account mai test karna chahey or agar yai profitable ho to hamy isy real account mai lagana chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hamy kise be dosry trader ke strategy use nahi karne chahey forex aik international business hain hum is mai part time ya full time trading be kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: buying from dips ki strategy profitable ho sakti hay?

                          Knowledge traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karte Hain To traders ka profit and loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahiye ke trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki grade na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X