Jaiza: risk ko reduce karny ka first step
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: risk ko reduce karny ka first step
    Risk ko leverage ki setting se reduce karna bahot hi simple aur easy hay, agar ham 100$ ki investment apny account me karty hey aur leverage ki setting aur size 1:500 ya 1:1000 ho to its mean key ham risk ki management kar key trading nahi kar rahy esi trading risky ho sakti hay, 100$ ki investment agar ho to leverage size me bahot zeyda kami kar deni chaye, ideal leverage size 1:50, 1:100, 1:200 hey, 100$ bahot hi minimum investment hoti hay aur esy small trading account me risk ki management big investment se zeyda karna zarori hota hay risk ko reduce karny me leverage size ki kami bahot ehmeyat rakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Risk ko leverage ki setting se reduce karna bahot hi simple aur easy hay, agar ham 100$ ki investment apny account me karty hey aur leverage ki setting aur size 1:500 ya 1:1000 ho to its mean key ham risk ki management kar key trading nahi kar rahy esi trading risky ho sakti hay, 100$ ki investment agar ho to leverage size me bahot zeyda kami kar deni chaye, ideal leverage size 1:50, 1:100, 1:200 hey, 100$ bahot hi minimum investment hoti hay aur esy small trading account me risk ki management big investment se zeyda karna zarori hota hay risk ko reduce karny me leverage size ki kami bahot ehmeyat rakti hay.
    Agar Hum trading karte huye Jisko ko kam karna chahte hain to uske liye Jaroori Hai Ke Hum Apne account ke leverage ka size small Rakhenge Jab Hamare account ke leverage ka size kam hoga to hume profit and loss be slow Hoga Jis Se Hamara risk Kaam Ho Jayega aur Hamesha trading karte hue Saman lot size use kare is SEBI Hame profit and loss kaam hoga
    • #3 Collapse

      Han g me apki baat sy agree karta hu agar ap ny 100 dollars invest kiye hai to ap ko apny account ki leverage 1;50 sy zeyada nahi karni chahiye q k agar ap apny account ki leverage increase kary gy to risk b increase ho jaye ga lekin agar ap levergae kam rakhy gy to lot size jitna b ho ap ka trading me risk kam hi hoga or agar ap apni investment increase kary gy to ap apni leverage b increase kar sakty hai or is sy trading b achi ho jaye gi.
      • #4 Collapse

        Dear main ap ki bat say agree karta hon agher humri investment km hai to humy leverage bi km use karni chahay lakn agher hum leverage ka size zyda rakty hai to loss ka zyda chance hoty hai lakn jo new trader hoty hai un ko leverage ka bary main knowledge hi nai hota ka leverage kay hai aur as ko kas trah use karty hai main ap ki bat say agree hon ka agher humri invest 100$ hai to humy apni investment ka hasb say leverage set karni cahahy na ka humy km investment pay zyda leverage set karny as trah ap apni account ko aschi trah manage kar sakty hai aur km investment pay bi trading kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          hum forex main risk ko kafi tarikoun say kum ker sagty hain our over all diekha jeay to forex aik boht he risky business hai but ye trader pay he depend hota hai k wo us main risk ko manage ker k kesay kaam kerta hai jo bhe possible ways hain main app k sath discuss kerti hoon
          1 bhae aik to app ki first off investment achi hoo app ager 500 dollar kerty hain to pher app k leay best hoo ga
          2 app ki leverage dosarey number pay ati hai k app ki investment k mutabik set honay chahy 500$ pay 1:500 best ho gee
          3 our tesarey number pay app ki money management aa jati hai jab tak app ye nahe kerty hain tab tak app us main successful trader nahe ban sagty hain
          dosto forex main aik zarori baat ye hai k knowledge ka hoona her trader k leay zarori hai pher he app us main knowledge our experience gain ker k he real account main trade start karein other wise us main app ko kafi loss ho ga
          • #6 Collapse

            bhai apki post boht achi or kafi informative bhi hai es liye main apki bat se sehmat krta hun k forex trading main hmari jo leverge hoti hai osy apny account k hisab se set krna chahye jitna hmary account main ablnce hota hai osi k hisab se esko set krna chahye lverge wo raqm hoti hai jo hmain broker deta hai trading karny k liye es liye hmain chahye k apny account k hisb se osko set karen q n atu hum apni leverge ko apny account se bara set kar skty hain q k jitni hmari lverage hogi hmain osi hisab se loss or profot milta hai leverge zead se hmain loss bhi zeyda he hota hai or hmain invest bhi osi hisab se karni hoti hai jub k kam leverge se hum choti invest se bhi trading kar skty hain es liye leverge otni set karen jis ko ap asani se mange kar skty hon
            • #7 Collapse

              Ham ko trading my bhot hi zeada dykhna parhta hy ham ko trading jg bhot zeada phly dykhna hota hy k ham is mg jo trade lgana chaty hy who kis sid pr jany waki hy ya kitna ja sgti hy agr ham ko apna loss kamsy kam krna hota hy to ham ko is my phly sahi trha sy jaiza ly lyna chiya taky ham ko is my phr profit sahi ho
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Forex market me risk ko reduce karny ka 1st step mery experience key mutabeq leverage me kami karna hay, Leverage level agar ham kam raken gey to es se traders single trade open karny me etna risk nahi len gey jetna key high leverage size me open ho sakty hey, ye risk ko reduce karny ka sab se first step hota hay, es key bad 2nd step limited lot size ki fix selection hay jes me traders profit hony key bad be limited fix lot size ko hi use karna behtar samjty hey es se traders ko loss be limited ho sakta hay ye risk ko reduce karny ka sab se important step hay.
                • #9 Collapse

                  jee haan bahi aap nay boht achy sy wazahaat ki hai ao humin trading market main kam sy kam risk he leena chahye aor aaps nay bilkul theek kaha hai ky jab humaray paass 100usd hoon to ye aik boht kam investment hai ais liye humin chahyee ky hum apni leverage ko bhi kam sy kam he rakhein ais tarah hum makret main klam risk leety hai to humari trade ky liye acha hoota hia aor humin cahyee ky hum market main apni investment ko barhayeen ais tarah hum market main apny ghalt decesion ko bhi sambhal sakty hia aor hum apny loss ko bhi recover kr sakty hia likin humin leverage ko kam sy kam he rakhna chahyee taky risk ko low level tak rakha ja saky
                   
                  • #10 Collapse

                    Yes dear ap ki baat sahe hai k agar hum levrage kam use kary gay to ais mai ye hai k hum ko ais mai hum lot bari hi ni lagye gay aor ais mai hum ko profit aor loss aus lot k hisab se ho ga agar hum ne ais mai lot bari lagai ho to aus time bandy ko masla aata hai ausi time agar hum ais market mai kaam kary to hum ko ais mai risk apny account k hisab se lena chaye jab hum ais mai lot lagaty hai to hum ko ye pata hona chaye k agar ye loss mai jati hai to atna balance ho ta k hum ais mai aor lot laga k apna loss recover kar ley ais se ye faida ho jata hai k jab humri trades kafi zayda loss mai hoti hai to hum aus mai apna account hedge kar sakty hai jis se ye faida hota hai k humra account bach jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Risk ko kam Karne ka sabse behtreen Tarika Yeh Hai Ke Hum Log demo account mein jyada Se Jyada practice ki nahi Kyunki Dam account main practise karna Saima experience Nahi Jata Hai Aur Hum Log Itna Hum logo ko Jyada fayda hota hai aur hum log utni hi jyada acchi Tarah Se trading kar sakte hai Kyuki experience ki wajah se hum logo ko profit Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        hum forex main risk ko different ways main kum ker sagty hain jes main humery pass best tarika leverage kum kernay ka hai us main jo bhe trader leverage ko apnay account bonus capital k mutabik set ker k account main trade kerta hai wohi us say ache earning kerta hai
                        jesay k humean monthly bonus 300 say 500 usd tak maximum milta hai to us pay aager app 1:500 ya 1:1000 leverage rakhean gay to pher app nay khud apny account ko mazeed risky ker leaya hai app ko forex main kafe ache earning kerna ho gee jab tak app risk ko achy say manage leverage ki setting k sath nahe ker lety hain tab tak full app us main risky trading karein gay app ko forex main mehnat kerna ho ge bonus acha bnanana ho ga lekin leverage kum rakhna hoo ge our pehr he us main app first step ker k risk account main kum ker pain gay
                        dosra app us main acha bonus bna k risk ko kum ker sagty hain third app us main achy knowledge our experience say jab trade karein gay to pehr he app us main ache earning ker pian gay
                        • #13 Collapse

                          Bhai jaan Aap Meri Photo ke baare mein kaha hai mere yaar mein hum logo ko forex market Mein jaldi se zyada risk Lena Chahiye Pyar Hum Logon Ko fayda hota hai aur hum log aa sakte hain
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Agar Hum Log forex market Mein Ek Tili target select kar lete hain to iska matlab yeh hai ki hum log risk ko reduce kar rahe hai iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log forex market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain iska Hum logo ko bahut jyada fayda Hota Hai
                            Pakistan zindabad
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear wesy koi bhe work kareen us mein loss or profit ka kam hota ha lekin forex ek aysa business ha jis mein loss bhe bohat he zyada hota ha lekin forex mein agar ap acha experience or knowledge hasil kar lein to bohat he achi earning hasil kar sakty hein or forex ek life time or life change work ha is liye market mein ap wait kar kay or hard work kay sath acha experience hasil kar sakty hein or then us experience say he ap apny loss ko reduce kar sakty hein or wait karna he behtar ha is liye first step ha kay ap kay pass acha experience or or then ap kay pass acha balance backup ho or fir ap market mein tools ko use karo jesy kay ap stop loss ko lazmi agar apni trad mein use kareen gay to ap kabhi bhe loss nahi kar sakty hamesha profit he profit earn kareen gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X