Over confidence hamsha loss ka bais banta hai forex trading market mn?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence hamsha loss ka bais banta hai forex trading market mn?
    Dear members forex trding market mn confidence bahutzaruri hai bagair trding confidence k ap kbi bhe achi aor kamyab trde ni kr sukty lakin overconfidence he hamri trding ko loss mn dalany ka sab sy bara bais hota hai jb hm koi bhe order market jb hm bagair anaylsis k placek krty hain sirf apny over confidence ki vjha sy tu yahe order hmry loss ki sab sy bari vjha hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    over confidence me trades jo be open hota hay us me bahot zeyda mistakes hony ki waja se loss ki waja ban jati hay, traders ko agar highest profit ho jaye to highest loss over confidence ki trading ki waja se us ko kesi be time ki trading me ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      forex main over confidence ka mutlab ya hay ka hum na sub samajh liya hay or hum ko markit ki sub samajh aa gaye hay or phir is k bad jo b trade kagaye jati hay to is main porfit ka chance 50 50 hotay hain or ager ap na kisi movement wali trade per kaam kiya to bus ap k account wash ho jaya ga is liya forex main he nai kahee b over confident kaam nai aata hay
      • #4 Collapse

        Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku over confidence hamesha se he hamy lose ke tarf dhakelta hai jo hamary lye nuqsan dya ha hamy chahye ke stop loss ya small profit parr he depend karna chahye
        • #5 Collapse

          Dear over confidence me a kar ham jab b trading karty he to phir hame loss he hota he or profit nahi ham trading jab b kary to soch samj kar apny mind ko fresh kar k or pury confidence sy karni chahiye but over confidence sy trading karny sy hame loss ka samba karna parta he es liye AGR hame es me kamyab hona he yo over confidence ko apny sy dur he rakna chahiye to he ham es me successful ho sakty he
          • #6 Collapse

            bilkul thk kaha bhai jb tak hm market trends chk ni krn gy tb tak achi trade ni laga saken gy isi liye pahle market movementbchk kr uske bd hi trade lagaen.overcofidence ya josh main a k lagai gai trade jis main hm kch bhi soche smjhy bina trade krte hain aksar loss dy jati hai. good luck
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
              Dear members forex trding market mn confidence bahutzaruri hai bagair trding confidence k ap kbi bhe achi aor kamyab trde ni kr sukty lakin overconfidence he hamri trding ko loss mn dalany ka sab sy bara bais hota hai jb hm koi bhe order market jb hm bagair anaylsis k placek krty hain sirf apny over confidence ki vjha sy tu yahe order hmry loss ki sab sy bari vjha hoti hai

              Assalam o allaikum umeed hai khairyat say hongy. Je ap ny bahot achi baat share ki hai forex trading may overconfident nhi hona chahye overconfident hi maat deta hai
              • #8 Collapse

                Trading k liay jitna confidence zaruri aor faida mand hai wahen over confidence he ap ki trading ko loss mn dalny aor nakami ka bais hai as liay forrx market m trade krty hoy knowldge aor exprince disciplne aor planing sy trade krrn over confidence sy bachna chahy
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi marmaya he me ap ki is bat se agree karta hun hamen chahye ke ham apne confidence se kam kia karen q ke jis se ke pas confidece he wo hi kamyab trader ban sakta he aor jis ke pas confidence nhe he wo sirf senior se puchte rahen ge thaks bhai jan ap ne bahut hi achi bat kahi he.
                  • #10 Collapse

                    Jab tak hamary pas knowledge nhe hoga to hamary ander confidence bhi peda nhe hoga jab knowledgr or experince hoga to he ham trade confidence k lga sakty han over confidence sy to loss he hoga
                    • #11 Collapse

                      G Dear aksar aesa hota hai k ham jaldbazi main a kar overconfidence ho jate hain aur trade enter kar dete hain aur agar market hamari against b ja rhi hoti hai tab b ham trade khtm nahi karte k market k sath zid karne wali bat ho jati hai to kabi b aesi ghalti na karna jaha market apke against chali jai trade khatm kar dain
                      • #12 Collapse

                        yes, dear jub hamain kisi bhi kaam main experince k baad had say ziada yakeen ho jata hay to hamain us kaam main koi bhi khatra nai rehta hay aur har koi tab he shikist khata hay jub usay apnay dushman ka khatra na rahay same isi tarha forex ka business hay jis main hamain had say ziada apnay aap pay trust nai karna chaye k ab hamain is main koi khatra nai hay tab he lose hamaray samnay ana start ho jata hay so hamain is main overconfidence nai rakhna chaye.
                        • #13 Collapse

                          forex trading me do chezen lazmi hen ak sabar or dosra apny ap pe kaboo jab insan kamana shuru karta he to asa lagta he me to master ho gia hon or lalach me aa kar bari deals khol leta he margin kam ho jata he market ka pata nai hota or nuksaan ho jata he
                          • #14 Collapse

                            Hum logo ko forex main over confidence kabhi bhi nahi show karna chaye kyun ke over confidence main acha profit jo hum le rahe hote hain wo bhi loss kar bethte hain iss liye hum koshish yehi karen ke hum trading main apni trades pe confident zaroor rahen kyun ke down rehna apko kabhi bhi trade main profit ke near nahi le ja sakta hai to over confidence main aap aake barhi lot size wagera laga bethte ho and ap ko us ka koi andaza nahi hota hai and apko loss gain ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confidence hamsha loss ka bais banta hai forex trading market mn?

                              forex mai jab hum ocver confidence sy kam karty hain to hamy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hum part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X