Jaiza: kai humean pata chal sagta hai k market main over buyer seller ki ratio kia h?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: kai humean pata chal sagta hai k market main over buyer seller ki ratio kia h?
    dosto main nay aik easa question kai hai jo k app k leay boht he new ho ga but ye aik interesting bhe hai our ye k ye kis analysis main aty hian
    Forex main over all humean kesay ye koi zareaya hai jes main pata lag sagay k us main over all sellers our buyers ki ratio kia hai jes say humean pata chal sagay k kitni ratio hai our jo zeada ho hum bhe us k sath trades laga lain our ye kis analysis main atay hain

    Technical analysis
    Fundamental analysis
    Sentimental analysis
    to app ko knowledge hai to share karean our apny our mery knowledge main izafa karein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear us baat ka normal to pata lagna boht mushkil hai but khuch ache sites hain jo k humean us baat ka bta diti hain k us time market min us khas pairs main buyers ki tadad zeada hai ya sellers ki tadad zeada hai our ye app k setimental analysis kheelaty hian us main app ko market ka behaviour btata hai k us main mostly traders kia socuh rahy hain k buy ker rahy hain ya us khas market pair ko sell ker rahy hain to app ko ye baat pata lag sagte hai pher app bhe wohi position open ker k to us say acha profit ker sagty hain
    • #3 Collapse

      Dear es bat ki information zaror honi chaye key market me buyers aur sellers traders ka ratio kia hay ham apni asani key ley es ratio ki information indicators se laga sakty hey jes ka name hay (buyers versus sellers Forex dashboard indicator), Terminal me is indicator ko ham laga sakty hey aur chart key dashboard par hamy buyer aur seller traders ka ratio zahir hony lagty hey, es indicator ki madad se buyer, seller traders key sath trend ki maloomat be hamy green signals ki madad se ho sakti hay, es indicator ko 1 mint chart se le kar 1 day chart tak use kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Buyers and sellers dashboard indicator ko me be use karna raha hon ye bahot hi best indicator hay es se hamy market me buyers traders aur sellers traders ki activities ki information mil jati hay, agar socha jaye to ye hamari trading key ley bahot hi acha hey key ham jes pair me trades open karna chahty hey hamy buyer traders ki information be mil jati hay aur seller traders ki be mil jati hay agar ham zeyda ratio key traders ki trading ko be follow karen gey to hamary trades me zeyda profit hamy mil sakta hay es ki waja ye hay key zeyda traders ne market ko analysis kia hota hay esi waja se agar Gold ko zeyda logo ne buy kia ho ga to hamy be es ko follow karna chaye.
        • #5 Collapse

          Yes dear jaisy ap ne baat ki hai market ki over bought ki ya over sold ki to ais k liay bahot sary indicator hai jin ko hum use kar k ye dekh sakty hai k market mai ais time buy zayda hai ya sell zayda hai jab ap ko ye pata chal raha ho k market mai abi buy zayda hai to ap aus mai kabi sell ki entry mat lo warna ap ko loss ho jaye ga, aor ais k liay best hai k ap ossiclator types k indicators use kary aun mai ap ko acha result milta hai aus mai ye hai k ap ki sari tradeacha profit dy gi kun k aun mai market ka pata chal raha hota hai k ais time market ki kai condition hai aor hum ko ais market mai kaisy entry leni chyae aus k sath agar market mai koi pattern ban jaye to aus time banda asani se trade laga sakta hai.
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum bhai aapne bahut hi accha question Pucha hai mai aap ki baat se bilkul agree Karta Hoon Aur Hum Is Tarah accha profit bana sakte hain Agar Hum Log isme hardware Kehte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
            • #7 Collapse

              Assalamualaikum bhai aapne bahut achi baat ki hai mai aap ke question se bilkul agree karta hoon Agar Hum Logo Ko Mai aur Se Le Kar Le Chal Jayegi is ki market Mere Ho Gaya Hai To Phir Hum Log Kafi accha profit bana sakte hain aur Yeh Hum Log Samne se pata kar sakte hain
              Pakistan zindabad
              • #8 Collapse

                market ma buyer seller ki ratio aor power maloom krnu ky leay apko oscillators deay gay hain jo qpko market ma volume trend bulls power bewrs power ko btatyy hai sub sy best MACD indicator hai jo h7men buyers aor seller ki ration ko btata hai is sy h8m apna required data gain kr skty hao ma to market ma bollinger band indicator ko golden ratios ko bhi follow krta h7n aor market ma indicators ky sath oscillators ko bhi use krta hunky elawa market opinion bhi lena hota hai ma apny dosto sy maloomat leta h7n unko apni guidance deta hun
                lkn ap ko aik advice bbhi kron ga ky social media groups sy dor raho wahan apko double mind krny waly bahot zeyada hoty hain lehaza apko chye ky independent trader bno aor apni man ky chlo dosrin ki na mano dil ki mano market apky hisab sy he chl skti hai
                • #9 Collapse

                  bhai forex market main hum buyer or seller ki ratio apny analysis se kar skty hain jis main hum market ko chek karty hain k market main is trend ko follow kiya ja rah hai jub k har trador apni market main trend ko follow krta hai or trading karta hai jis se un ko profot hota hai trend k aginst main trading karny se loss ho jata hai tu hum apny analysis se tradors k buyer or seller ko chek kar lety hain jesy k hum janty hain k jub kisi bhi currency main down tredn hota hai tu hum tab sell karty hain jub up hota hai tu hum apni trading main sell karty hain esi trah trend k hisab se trading ki jay tu hmain har tradors ki ratio k bary main pta chal jata hai q k jo hum trend follow kar rahy hoty hain wohi baki bhi kar rahy hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear analysis say ap market ka trand ka andza laga sakty hai lakn aghar ap ya dakna chaty hai ka katny trader nay kas currency ko sell kay hai aur katny trader nay buy kay ya koi muskal kam nai hai ya ap kasi bai site pay ja kar chak kar sakty hai aur sun say best site Insta forex ki MT5 hai ap ass site ko open kar ka trader ki ratio malum kar sakty hai lakn agher ap as chize ko mady nazar raky ka katy indicator sell ka trand bata rahy hai aur katyny indicator ap ko buy ka potion bata rahy hai to mary khal say ya ap ka lay asch ho ga agher ap apni trading skill aschi karty hai aur proper analysis kar ka apny knowledge ka hasb say trade karty hai to mary khal say best hai kyo ka masl ya hota hai agher ap kasi trader ko follow kar ka trade kar rahy hai to ap ko kya pata ka wo koi see trading strategy use kar rah aur jas ka ap ko knowledge na ho as lay ya hi asch ho ga ap trader ki ratio ya kasi trader ko follow kya bagher ap apni trader skill ko improve karny.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: kai humean pata chal sagta hai k market main over buyer seller ki ratio ki

                      ​ Assalamualaikum mai apne bahut accha Saval Pucha hai main office ke mai apne bahut accha Saval Pucha hai main office ke baare mein dekhna chahta Hoon Ke Hum Log ko bhai Apne bahut accha Sawal Pucha hai main office ke baare mein dekhna chahta Hoon Ke Hum Log ko Eid Ki Soorat Hai Pata Chal sakta hai ki agar Hum market Ki Tihar movement ke baare mein information hassil kar rahe ho iske liye Jyada Jaroori hai kya aap apne Tihar movement ke baare mein information hassil kar rahe ho iske liye Jaroori hai kya aapne Forex trading business Kozhi Ada Se Zyada Waqt De
                      Removed by Moderator.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: kai humean pata chal sagta hai k market main over buyer seller ki ratio ki

                        bhai forex trading main aghr hum market main buyer or seller ki ratio ko pta lagna chahaty hain tu apko apny analysis ko use krna hota hai jesa k hum sub janty hain k market ko analysis karny k liye sub se best jo analysis use kyya jata hai wo technical analysis hota hai jis se hum apni trading main chart ko follow kar k price action ko follow karty hain es liye aghr ap apni trading ko bahtr krna chahty hain tu apko apni trading main achi traha se analysis karnachahye ta k ap market k trend ko folow kar k trading kar sken es k ilwa aghr hum apni trading main rsi indicators ko use karen tu bhi hmain over bought or over sold ak pata chal jata hai jo k hmain abtata hai k market main seller zeyda hony se over sold hai or over bought se hmain pta chlta hai k es main buyer ki ratio zeyda hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X