Jaiza: Follow only one technique at a time.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Follow only one technique at a time.
    Brothers trading start kernay say pehlay sab say zaroori hay kay aap iss ko seekhain ab ager aap apni saari zindagi bhi learning main laga dain to forex ko completely nahin seekh sektay to aap iss ki learning kay liye aik best technique choose kerain uss ko achay say seekhain or practice kay baad real per apply kerain jab aap us main expert ho jaaein to aap new technique seekhain lekin forex main aisa kabhi nahin kerna chaahiye kay 2 techhniques at a time apply kerain iss tarah aap ko profit to nahin hoga albata heavy loss ho sakta hay to at a time aik hi trick comlpletely follow kerain or mixture nah bannain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bilkul 1 time me kesi 1 technique ko hi trading me use karna best ho sakta hay, zeyda techniques traders ko confuse kar sakty hey es waja se agar ham indicators use kar rahy hey aur es se behtar trading ka result hamy milta hay to koi aur technique use karny ka koi faida nahi hay, esi tarha agar ham news ko samjny me aur es ko follow karny me expert hoty hey to esi par depend kar key trades open karny chaye, fundamental analysis key sath agar ham technical analysis ko be combine karen gey to hamari confusion me mazeed ezafa ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Dear forex forum member jahan tak mera khyal hy tu trading mein currencies pay eik strategy aur commodities pay eik strategy pay trading karni chahy es lehaz say 2 strategies ko achi tarha samjhain aur than unhe pay trading karain aur profit earn karain
      • #4 Collapse

        bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat bhi karta hun laken mera khyal hai k hmain real account main trading karny se pahly demo account par trading karni chahye or trading k liye hmain one by one step ki leraning karni chahye or soko apny demo account par practice kar k os main bahtri lani chahye forex trading main hum tab tak kamayb nahi ho skty hain jub tak hum os main achi trading or trading ko proftable nahi ban skty hain ior yah mumkin bhi tab hota hai junb hum apni trdaing ko one by one learn karty hain q k jub hmari learning achi hoti hai tu hmain os main acha expiernce milta hai osko real trading main apply karny se tu hmain yah he pahly karna chahye k knowlege gain karen or demo account par apni techniques ko test karna chahye os k bad trading karni chahye
        • #5 Collapse

          forex trading main jo new tradors hoty hain un k trading method or hoty hain jub k expert k trading method alag hoty hain alken forex trading main jo loss hota hai wo expert ko bhi hota hai or new ko bhi hota hai es liye sub se best hal yahi hota hai k apni trading ko zeyda complicated nahi bnana chahye q k jitni hamary points hoty hain os main bahtr yahi hota hai k hum common points k sath apni trading ko karen jesy k hum yah akh skty ain k aik time main aik he techniquse ko follow karna chahye q k jub hum apni trdaing ko khud he pacheda bna lety hain tu hmain loss hony k chances zeyda ho jaty hain es liye apni trading ko simple way main or clearnens k sath trading karen ta k apki trading save rahy
          • #6 Collapse

            G asslam o alaikum bhai jan. I hope u will be good. Ap na bahot hi zyada achi baat btai hy . k at a time just aik technique istamaal krni chaheye. R mary khiyal main is forex main sab sa zyada expert hi wohi hy jis k pass cinfidence. Experions. Knowledge sa zyada technique hy. Q k is mai sara kaam mind sa kiya jata hy. R ham jab b koi markeet lgain to usi par he focus karain. Jaisa k ap na kaha k agr ap at a time (2) two technique use kro gy to laazmi hi proffit ki jaggah sa apko bahot hi zyada loss hoga. So at a time just one(1) technique use krain. Thanks
            • #7 Collapse

              Traders ko har esi technique me expert hona chaye jo us ko trading me profit de sakti hay magar meri advise ye hay key agar kesi 1 trading technique se traders ko profit ho raha ho to other techniques ko avoid karna chaye ye es ley be zarori hay key trading me ye dekny me aya hay key maximum indicators ko use karny key sath news dono types ki techniques ko agar combine kia jaye to confusion me mazeed es time ezafa ho jata hay jab indicators up trend ki identification kar rahye hoty hey jab key news market key bearish hony ka batati hey esy me samaj me nahi ata kes ko follow karen.
              • #8 Collapse

                haan g humean andar aik to boht bare khaarabi aik ye hia k hum aik technique kisi aik say mean strategy ya knowledge lety hian our pher diekhnay k bad us ko pher say choor dity hain our pher us ko apply nahe kerty hain pher new search main lag jaty hian humean pher khuch milta hai to pher hum us main trade kerty hian our jab tak humean us main khcuh acha milta hai do din diekhty hain pher new strategy k search main lag jaty hian our demo main practice nahe kerty hain humean us maen hard work kerna ho ga pher he us main hum kamyaab hon gay jab tak hum knowledge ko practice main nahe la
                • #9 Collapse

                  Dear jaha tak baat hai market mai kaam ki to ais mai trade tab ho leni chaye jab humry pass 2 ya 3 cheazy indication dy rahe ho jaisy agar ap price action par kaam kar rahy hai aor market resistance par aa gai hai to ap aus mai tab tak entry na ley jab tak market waha par koi candle stick pattern na bana ley, agar market waha par koi bearish ka pattern banati hai to ap aus mai trade laga ley aor agar aus time koi indicator ap ko sell ka signal dy raha ho to aus time ap aus mai sell ki entry laga ley ais trade mai ye hai k ap ko conformation mil jati hai aor ap aus mai ap agar sirf aik cheaz dekh k kaam karo gay to ho sakta hai k ap k zayda tar stop loss hit ho jis se waja se ap ka account growth ni kar paye ga.
                  • #10 Collapse

                    mery dost easi baat naeh hai ap ko forex main aik technique ki oper kamyaabi kerna mushkil hai jesy k app technical traders han to pher app us main us say real main trade technical pay kerty hain our app k pass news strategy nahe hai to pher app news time trade nahe ker pain gay aik signal session main to may be app ki technique work karey but app ki strategy jab session over lap kerty hian to pher may be wo work na karey to pher app ko us main app k pass market k behaviour k mutabik different strategies honi chahin pher he us main app trade ker k us say acha profit ker paen gay nahe to us main app ko loss he ho ga ager app forex main aik professional trader bnanana hai to pher us ko time dina ho ga our pher he us main ache learning our practice k bad app ko earning ho ggee
                    • #11 Collapse

                      Assalamu alaikum bhai aap bilkul thik baat ki hai agar Hum Log ek hi technic follow Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Kyonki ek hi technico follow karne ki wajah se hum logo ko bahut zyada experience Milta hai aur Jiski wajah se hum no Kafi accha Prasad bana sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Agar Hum Log ek time Mein Ek Hi technique istemal Karte Hain To iska Hum Logo Ko nuksaan Hoga Hum logon ko ek time pe Ek Se Jyada techniques istemal Kar Ke profitable karna chahiye iska Hum Logon Ko fayda Hoga techniques Hamare liye profitable sabit ho sakti hai
                        Pakistan zindabad
                        • #13 Collapse

                          Assalamualaikum dear ap ne bilkul theek baat ki hai ek trade main Ek technique hi istamal krni chahye because ziada techniques trade ko or member ko puzzle KR details Hain jis waja see phir loss hota hai beshak Ek achi technique ko istamal kren Ek trade ke waqat to beshak Thora profit ho wo khushi ki baat hai but agar ziada loss ho to work nuqsan theek ni hai is liye achi technique istamal Karen member's
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                            Brothers trading start kernay say pehlay sab say zaroori hay kay aap iss ko seekhain ab ager aap apni saari zindagi bhi learning main laga dain to forex ko completely nahin seekh sektay to aap iss ki learning kay liye aik best technique choose kerain uss ko achay say seekhain or practice kay baad real per apply kerain jab aap us main expert ho jaaein to aap new technique seekhain lekin forex main aisa kabhi nahin kerna chaahiye kay 2 techhniques at a time apply kerain iss tarah aap ko profit to nahin hoga albata heavy loss ho sakta hay to at a time aik hi trick comlpletely follow kerain or mixture nah bannain.
                            Ji Bhai aap bilkul thik hai mai aap ki baat salary karta hoon Agar Hame ek hi technique profit ho raha ho to Hame apni Patni ko change nahi karna chahiye lekin Agar Hame kuch touching love photo abhi tak nahi so change kar lena chahiye Agar Hum Apni Patni ko change kar lenge toh isme Koi Nahi Jo Nahi Hai bolna hai usse koi problem ho gaya isliye Agar Huzoor par dedo Hame apni Patni ko change kar lena chahiye kya pata Hume new techniques high profit hoga
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              some examples aisi hain j8s ma apki bat ko durist manta hun kkna aksar baton ki wjas sy apki bat sy ikhtelaf kron ga market ma humen traders ko social activities ka time hi nahi milta log active tb tehty go jub sary lehaza sy perfecr ho apka mind tb he activities krta hai aor intellectual behaviour hota hai jub yeh market ky all aspects kp follwo krta hai aik technique aik waqat ma karamnad ho skti hai lkn har bar apko kch na kch different krna hai ta ky ap market ma faida mand raho aor yahan sy acha maal kma sko focus apka posts threads ky elawa earning aor learning py hona behtr hai mery kheyal sy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X