Time frame kon sa?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time frame kon sa?
    Friends pochna ye tha k market ko analyse kerny ky liye time frame kon sa istamal kerein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere khyal se market ko analyse karney ke liye 1hur and 4hur dono hi best hey or ager ap ney long trade lgani hey tu us ke leye 1day 1 week lakin mere khyal se brother H1 or H4 sab se best time frame hey es time frame ki asani ke sath samhjh bhi a jati hey
    • #3 Collapse

      dear ap ko jab bi market ko analysis kerna hota hy tu sab sy pehly ap ko weekly mai ja ker daikhna chaiya us ky bad ap daily mai chek kery wha per analysis kerny ky bad ap h4 mai trade ly tu ap ko loss na hony ka chance bahut hi ziyada ho jay ga or ap ko profit bi acaha mily ga kiyo ky ap market mai trend ky sath chal rahy hy.
      • #4 Collapse

        tym frame ap weekly sy start karain aur us k baad daly ko dekhy yahi analys karny ka best way hai aur us k baad ap h4 ya is sy thora bada tym ly kar trade main entry lein is sy apko profit hoga aur lose k chances buhat kam ho jaye gy.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
          Friends pochna ye tha k market ko analyse kerny ky liye time frame kon sa istamal kerein?
          traders Kottayam frame apni trading ability ke hisab se Rakhna chahiye uncle trade achha hai aur uska Chitra degree karne Aati Hai To usko chahiye ke 4 hours ya is Se Bada timeframe use kare is Sago market ki condition ko acche se dekh Lega
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Market ko achi tarah analyse karny k lye ek se zyada time frames men dekhain. Main to market ko M30,H1,H4 aur D1 time frame men zarur check karta hun ta k andaza ho sakay k minimum aur maximum points kia ho sakta hai. Aur phir un points k darmyan sell limit aur buy limit ki trades place karta hun.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              janab time frame ap kai apnay oper depend karta hai kai ap short term trading karna chahtay hain ya long term. jahan tak maira khiyal hai agar ap short term trading karna chahtaya hain tu ap ko 1 H or 30 Min ka time frame set karna chahiyay aur agar long term karna chahtay hain tu 4h or 1 day ka frame use karna chahiyay.

              اب آن لائن

              Working...
              X