Technical indicators ka effective use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical indicators ka effective use karna
    Technical traders completely indicators par hi depend karty hey, market key past aur present condition se average aur volume key help se mathematical quantities key base par jaiza lety hey jo key profitable trading key ley ye bahot hi best samja jata hay, technical base par market key future moving satiation ka andaza lagana bahot hi easy ho jata hay traders ko indicators ka effective use karna ho ga jes key base par trades agar open key jaye to ye decisions jo key technical bunyad par hoty hey kabi be traders ko mayoos nahi kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Humery pass jesay k RSI indicator hai us ka main jo knowledge hasil kia hai us main wo last 14 candles ka mean nikal k over bought our over sold bta raha hota hai jo khuch ka khena hai k ye theek nahe hai but mera opinion us barey maen ye hai k app jes time frame main kaam ker rahy hoty hain us k mutabik wo value theek bta raha hota hai same pher stochastic ki baat ki jeay to us ki divergence history humean market ki strong move milti hai humean kafi indicators ache history dity hain hum forex main indicators jo bhe use krain us main koshsh ho k Mt4 k standard indicators use karin koin k wohi humean best result dtiy hain to hum un k use say apni trading ko tab he asan ban sagty hain jab humean us ka acha knowledge our experience ho ga
    • #3 Collapse

      Dear technical base par trading karny waly traders hi indicators ko acha use kar sakty hey, sab se best yahi hay key fundamental analysis ki learning key sath market ki technical learning be ki jaye es se traders market ko technical analysis karny se trading me positive result hasil kar sakty hey, kesi be indicator signals key powerful hony ka andaza tab ho sakta hay jab es key signals market ki best analyzing me kamyab ho jaty hey, RSI indicator ko agar use kia jaye to traders ko market ka technical jaiza bahot hi asani se ho sakta hay ye indicator professional level par use hony wala indicator hay jo key apni technique ki waja se bahot popular hay.
      • #4 Collapse

        Forex main jinti help dosto technical analysis main humean indicators say milti hai itne help humean our kisi bhe way main nahe milti hai humea ager forex main acha profit bnanana chahty hain to pher humean us main ksii bhe iaik indicator ka knowledge hoo ga pher us ka tajarba mean app ki demo practice ho ge to pher he us ko real account main use ker k us say app mt4 k andar real account main faida lay sago gay ager app Bolinger band ko use kerty hian to us ki sab strategies appko ati hon pher he app jab us ki practice k bad real main use karo gay to pher he profit day ga ya ap us ki history move diekh k forex ki learning ker sagty hain
        • #5 Collapse

          Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai To Phir Hum logo ko chahiye ke hum logo ko indicate estimate karne chahiye Jeene ki wajah se hum log ka bhi accha profit bana sakte hai aur hum logo ko Kafi kamyabi milti hai isliye Hum logo ko indicator ko istemal karna chahiye tha ke hum logo ko kamyabi Hasil Ho Aur Hum logo ko accha profit mil sake
          • #6 Collapse

            Boht say log forex trading ko total apnay trading knowledge per koe theory kay teht kerta hian aur boht saray trader chand aik trading indicators ko use ker kay trade kertay hain. kuch log technical indiator ko use ker kay tading kertay hain. jesay kuch log elliow wave per trade kertay hain. aur wo froex main wave ko count ker kay trade kertay hian. ab kuch log trend line ko apnay tarikay say draw kertay hian aur baki elliot wave trader apnay trikay kertay hain jis main ager koe move thori trend line ko break bhi ker rahi hoti hay to wo us ki counting ko ignore nahi kertay aur lince counting kay hisab say draw kertay hain. isi trah tamam trader ko jab tak technical indicators ka effective knowledge nahi ho ga wo un ka effective use bhi kerna tab tak nahi seekh paen gay.
            • #7 Collapse

              technical indicators:
              forex trading main technical indicators se hum market trend ko achi traha afind out kar skty hain jis main hum market ki future main conditions kiya thi or jub ap trading karty hain tu apko market main pahly kis point par thi ora b kis point par hai yah sub hum technicalaindiactors se use karty hain forex trading main sub se zeyda trading main technical indiactors se use kiya jata ahi jis main har trador achi trading kar skty haon es main hum chart ko folow karty hain or price ka jiaza lety hain chart hmain yah abatta hai k mazi main market kahan thi or qareeb main ab kis point par ay gi or es k saths ath hum price level ko bhi dekh skty hain yah sub hum technial trading se karty hain tu hmain chahye k hum apni trading main achi traha se profit eran akr skty hain
              • #8 Collapse

                ​ Assalamualaikum aapne bahut accha Sa Kya Hai Mere Khayal Se technical indicator Bahut Zyada use Kiye Jate Hain aur mujhe lagta hai ke hum log aur mujhe lagta hai ke hum log wale technical indicator se bahut fayda Hasil kar sakte hain Hamare Dil Mein Bhi bahut ho sakti hai aur hum log aur hum log apni trading co aur acche tarike se kar sakte hey
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Technical indicators ka effective use karna

                  Knowledge traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalaj Karte Hain To traders ka profit bhaina laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki greed na Karen is loss ke chances badh Jaate Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Indicators ka use tab kiya jata hai jab ap apni trade mai es ka use kar kay ap support or resistance ki values find kar kay support or resistance find karty hain or yeh sub indicators ki madad sy hota hai. Jab ap indicators ka use sahi use karna janty hain tu ap apni trade ko behtar bana sakty hain. ap indicators ko just use nahi kar sakty hain. es kay sath sath ap apny indicators pay trend line ko draw karty hain or patterns be ap sath main use karty hain tab ja kar ap apni trade ko behtar sy behtar bana kar apni trade ka faida otha kar achi trade kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X