Jaiza: Trading account ko Protect karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading account ko Protect karna
    Mostly traders huge money earn karny par focus karty hey jo key high risk base par huge profit earn mumken ho jata hay magar me samjta hon key es se zeyda zarori ye hay key ham apny trading account ko protect (hifaazat) karen, Forex business ki sab se important leaning ye ho sakti hay key ham kes tarha money ko loss se avoid kar sakty hey, proper money management techniques successful trading ka 1 part hota hay jes key base par ham apni real money ki market me protect kar sakty hey, huge money earn karny ka risk mery nazdeek successful trading ka part nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading account ki protection bahot hi important hoti hay traders ko account ki protection karny key ley over trading ko avoid karna ho ga, over trading karny ki waja se mostly traders account ki protection me nakam ho jaty hey, account ki protection jo trades kar sakty hey me esy traders ko hi successful traders samjta hon, money management kar key ham asnai se account ki protection kar sakty hey, esy emotions ko avoid karna zarori hay jes ki waja se ham apny account ki protection nahi kar paty.
    • #3 Collapse

      Humeri jab tak first priority ye nahe hooo ge k bonus capital ko kesay safe kerna hia to dosto us forex market main ager app ki investment zero ho jati hai to pher app k pass fight back k leay khuch nahe hota hai app us main jab account ko wash honay asy nahe safe ker pao gay to pehr us main app ko kafi dis heart ho jean gay app ko forex main mehant kera ho ge us main app ko loss hona aik alag baat hai koin k loss professional traders ko bhe hota hai our ager app ko hota hia no metter but app ki wo trade money management our technical analysis kernay k bad ki honi chahay pher he app us ko recover ker pain gay to dosto capital ko safe ker k thori earning bhe best hai
      • #4 Collapse

        Boss main nay to abhe Alhumdollelah aik irada kia hai k profit pay main nay focus nahe kerna hia main nay abhe apni bonus ko protect kernay pay focus kerna hia koink last month account wash hoa to us k bad pata chala k jitne opportunities mili theen ager un k oper proper money management say trade kerti to pher abhe tak main nay kafi un say profit earn ker lena tha our ager un main loss bhe hota to mery pass khuch na khcuh bonus trading k leay hona tha koink dosto us business main sb say bara issue survive krna hai ager app us main wohi apna bonus ko 2 say 3 month bhe safe ker k trade ker loo to pher app ko reality khud he app ko samjh aa jeay gee to phela kaam bonus ko protect kerna pher loss ka souch k trade lena our pehr profit ka souchna hai
        • #5 Collapse

          gee brother apnay trading accout ko protect kerna bohat zyaada zaroori hay or iss ko protect kernay kay liye kuch cheezain bohat zyaada zaroori hain:

          Firstly yeh kay aap apnay trading account main trading proper trading strategy kay saath kerain apna aik trading plan banaayein uss ko aap pehlay demo per apply kerain uss kay baad uss main corrections kerain phir aap real trading account main woh strategy use kerain.

          Secondly yeh kay minimum risk lain aap saara ka saara capital aik hi trade per risk na kerain balkay aap apnay risk kop divide kerain aap aik hi maximum lot ki trade nah laggain balkay aap choti choti lots ki multiple trade open kerain apna lot size hamesha small rekhain taakay aap ko loss kam say kam ho.
          • #6 Collapse

            Ap nay thek kaha. boht say trader forex main huge earning kernay kay liye atay hain. un kay zehn main yeah hotahay kay bas market main enter hotay hi 8 10 order alga diye aur phir us ka positive honay ka wait kerta rehtay hain.
            Forex main asa bilkul bhi nahi hota. forex main hamesh wohi trader kamayab hota hay jis ka trading account capital mehfooz hota hay. ager aik trader nay subah start kai sarad din trade ki aur profit loss equil ho gay aur utna hi account raha jitna subah tha. is trader ki yehi kamyabi hay kay us nay apna loss nhi kia.
            Kamayab trader pehlay apna trading plane apni trading strategy ko samnay rakhtay hovay banatay hain. us main account aur trade ki risk management kertay hain. drawdown ki limit bhi set kertay hain risking amount ki limit sett kertay hain. risk reward ki ratio trade say pehlay dekhtay hain. take profit aur stop loss ko maange kertay hain.
            jitni achi planing aur risk managment ho gi account utna hi protective ho ga.
            • #7 Collapse

              Bilkul Dear. Mera Bhi Yei Opinion Hy Ke Hamey Forex Se Sirf Earning Nai Kar Balke Forex Ko Aik Proper Business Smjhna Hy Aur Yahan Long Term Chalna Hy. Jiske Liye Account Ki Hifazat Bohat Zarrori Hy Ke Bahle Apko Agr Aik Din Profit Na Bhi Ho Koi Issue Nai But Apne Loss Ko Avoid Kia Hwa. Q Ke Jo Log Huge Profit Bhagte Hain Ya Risk Lete Hy Huge Profit Ke Liye Koi Shak Nai Ke Wo Kamyab Bhit Hote Hain Unhe Profit Bhi Hta Hy But Some Time Ya Kuch Logon Ko Loss Bhi Hta Hy Woo Bhi Huge Jisey Wo Quit Krjate Hain Q Ke Unka Account Wash Hjata Hy. Bhetar Hy Step By Step Chalein Profit Zarrori Hy Magar Use Phele Protection Ka Haq Hy Forex Business Ka. Agr Business Hy Nai Hga Tou Profit Kaha Se Lengy Lalach Me Apne Business Ko Nai Dubaain.
              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
              • #8 Collapse

                Trading account ko protect karna boht he zaruri hota hay. Agar aap baghair sochy samjhy trades open karty jayen aur ap ke nazar main hamesha munafa he ho aur loss kay bary main ap ny kabhi socha he na ho to ap ka account hamesha hamesha kay liye wash ho sakta hay. To mery khayal main to boht ziada munafa kamany kay lalach main parny ke bajay apny account ko wash out hony say bachana sab sy ziada zaruri amal hay. Is kay hamesha take profit aur stop loss ka istemal karna lazim samajhna chahye aur is par sakhti say amal bhi karna chahye.Jab tak hamara account hay tak tak to ham trading kar sakty hain aur jab hamary pas account he nahi ho ga to ham trading kahan say karen gy.
                • #9 Collapse

                  As-salamu alaykum Bhai Jaan aapne account product ki baat ki Hai Mere Samne mein aapke paas bilkul agri karta hoon Hum logo ko Apna account kaise Rakhna chahiye Hum logo ko bhaktin Sebastian account ka password change karna chahiye tha camera password kar sakta hai Hum logo ko Apne account Se Zyada Se Zyada saaf Rakhna chahiye Hum logo ko Apne account hack hone Se Bachana chahiye
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum mai aap ne Jo Sawal Pucha hai main uske baare mein itna Chahunga Main Apna Kaam saaf karne ki kya jarurat hai UK trading Mein Koi Bhi function ka nahi kar sakta na isliye Hamara counter safety Hota Hai isliye please don't depress
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Ap nay boht haqiqat wali bat ki hay aur maximum log aur trader forex market main apnay account balance ko itna protect nahi kertay hain. un ka focus profit per zyada ho ta hay. hala kay zayda focus to apni us amount per hona chahye jo un kay pas apni hoti hay per phir bhi wo us amount kay chakar main apnni amount ko protec nahi kertay jo pata nahi un kay pas ani bhi hhay ya nahi. is liye meray khayal main wo trader jo apnay account aur balance ko protect kertay hain wo apnay account ko loss say protect ker kay munafa bhi kama letay hain. ager koe trader aik din ya aik week main trading kerta hay aur profit earn nahi kerta aur loss bhi nahi honay deta aur trade bhi lagata hay to meray mutabiq wo hi kamyab trader hay us nay apnay account ko loss honay say bacha lia. aur sath trading ker kay kuch experience bhi hasil ker liah.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Mostly traders huge money earn karny par focus karty hey jo key high risk base par huge profit earn mumken ho jata hay magar me samjta hon key es se zeyda zarori ye hay key ham apny trading account ko protect (hifaazat) karen, Forex business ki sab se important leaning ye ho sakti hay key ham kes tarha money ko loss se avoid kar sakty hey, proper money management techniques successful trading ka 1 part hota hay jes key base par ham apni real money ki market me protect kar sakty hey, huge money earn karny ka risk mery nazdeek successful trading ka part nahi ho sakta hay.
                        Ji Bhai aap bilkul theek hai rahe hain Hame chahiye ke hum Apne trading account ko product Kare Hame running karne ke saath Saath Apne trading account ko bhi product karna chahiye Kyunki Jab Hamare account mein capital Hoga Kabhi Hum bachi trading kar Sakenge for earning bhi kar Sakenge aur Jab Hum Apne account ka unprotect nahi karenge to Hame trading Karke loss yoga Aur Hum Apni sari money loss kar denge isliye Apne account ko bhi Varun test Kare aur earning bekar hai
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Mostly traders huge money earn karny par focus karty hey jo key high risk base par huge profit earn mumken ho jata hay magar me samjta hon key es se zeyda zarori ye hay key ham apny trading account ko protect (hifaazat) karen, Forex business ki sab se important leaning ye ho sakti hay key ham kes tarha money ko loss se avoid kar sakty hey, proper money management techniques successful trading ka 1 part hota hay jes key base par ham apni real money ki market me protect kar sakty hey, huge money earn karny ka risk mery nazdeek successful trading ka part nahi ho sakta hay.
                          Ji Bhai aap bilkul ke Keh Rahi Hai Hame chahiye ke hum Apne trading account contact Kare making karne ke saath Saath Apne trading account, protect karna chahiye Kyunki Aap Hamare account mein capital Hoga Kabhi Hum achi trading kaise kare or earning bhi kar Sakenge aur Jung Hum Apne account ka Infratech Nahi Todenge to hammad trading Karke loss yoga Aur Hum Apni sari money loss kar denge isliye Apne account Gobi desert Kare aur earning Bakery
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Aksar traders main ye bat dekhny ko milti hai kay wo earning ki achi achi plannings karty hain profit kay liye achi achi strategy banaty hain even wo earn bhi karty hain but mostly traders apny account par dehan nahi dety apny account ko secure karna trading main first step hai jab ap ka account secure hoga tab ap safe trading kar pao gay is liye sab say paehly apny account ko protect karain high risk wali trades say jitna ho saky avoid karain jab ham apny account kay capital ko strkng bnayen gy to ham achi trading kar paen gay is tara earning bhi achi ho gi so sab traders ko chahiye kay trading plannings kay sath account management par bhi focus karain aur jitna ho saky apny account ko secure karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                              Trading account ko mehfooz rakhna eham : Doston mai samjhta hun k aksar traders forex mei looser he essi wajah se bantay hain kay forun zyada profit karnay ka chakar unkay liye loss ka sabab ban jata hay jo bhi traders hotay hain khas kar new wo high risk letay hain zyada profit kay chakar mei aur loss kar jatay hain so most important hota hay trader k lye k wo apnay account ki achi preservation kasay rakhay jiska liye zaroori hota hay wo risk ko avoid karay greed ko avoid karay aur khud ko asay motivate karay k usko best performance kasay karni hay kay wo best tarikay se forex pe survive karay aur apna account ko safe rakha so zaroori hay account ki safety ki priority di jay eskay liye wo money management karay according to capital trade volume lagay risk na ley aur achi planning karay kay usko small profit ko accept karna hay small consistent profit ko tarjeeh dey tou wo account ko safe rakhay ga aur account ko essi tarah protect kar sakay ga kay risk na ley aur slowly account ko grow karay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X