Jaiza: Currency traders Vs commodities trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Currency traders Vs commodities trading
    Commodities trading highly risky trading samji jati hay jab key currency trading me less risk involve hota hay, currency traders pori azadi key sath aur high volume ka leverage use karny key base par trading kar sakty hey jab key commodities traders ko ye azadi allow nahi hoti, commodities trading me zeyda risk ka involve hona traders ko high risk na leny par majboor kar sakta hay, mostly traders highest profit earn karny key ley commodities trading par depend karna zarori samjty hey, some times traders apni es profit making planing me successful be ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market me Forex (currency trading), commodities (future, gold, silver, natural gas, crude oil) jes pairs me trading ko mumken banata hay, traders par depend karta hay key wo currency trading karna us ko easy aur profitable lagta hay ya commodities pairs me trading karna, agar traders commodities trading ko behtar aur profitable samjty hey to risk ko determine kar key hi esy pairs me trading karni chaye, mostly traders commodities trading ko avoid kar key currency me trading es ley karty hey key wo apny account ki protraction ko zeyda important samjty hey.
    • #3 Collapse

      Hum forex market main new traders hain our hum main jo old hain un k skills bhe achy nahe hai ager us main app trade lety hian our wo bhe commodities like Gold silver ya oil main to aik to account chota hota hia ye bhe forex main aik risk hota hai trade kerna our dosra huemra experience itna zeada nahe hota hai pher un main move kafi hoti hai js ki wja say humery account us main pher loss main jaty hian our yahan tak wash bhe ho jaty hain
      But my friends currency trading boht safe hai koink aik to us main do currency involve hoti hai our risk kum honay ki reason her currency ka central bank aik to us ki price ko na to zeada bharnay dita hai our nahe zeada kernay dita hai to app us main safe trade ker sagty hain our us main apny bonus ko safe kerty hoey ache earning ker sagty hian
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum bhai Agar Hum logo ko Jyada Se Jyada profit on sale Karna Hai To Phir Hum logo ko metal Makran training kar Nahi Chahiye metal trading karne se hum logo ko kya fayda hota hai Kyonki uski movement bahut Tej Hoti Hai Itne hum log Kafi accha profit bana sakte hain
        • #5 Collapse

          Agar Hum Log oil or Gold Madrid Karte Hain To Phir iska Hum logo ko Kafi fayda hota hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte hain qk aur gold ki moment bahut jyada hoti hai Tera Hum Log Ishq Mein Kafi accha profit bana sakte hain aur iska Hum logo ko bhi bahut fayda Hota Hai
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Currency trading as compare to commodity trading boht asaan hy app ko ager knowledge ki kami hy app k pas tajarba demo our real dono ka kum hy to pher bhe currency trading maen kum bonus K sath app survive ker jaen gy lekin commodity trading maen app aik to bar bar fail hoon gy our us maen app k leay ache earning kerna bhe possible nahe hoo gee mostly time ap gold siler trading fail hoon gy our ho sagta hy ye app k account bhe wash ker daen koin k us maen boht bare investment walay trader involve hoty haen our un k agay ap loss ker dity haen forex maen ache earning k keay knowledge k sath sath experience ka hona boht zarori hy pher he us maen app sucvessful trader bans agty haen pher chahy currency maen trading karean ya commodity ap k leay useful ho hee
            • #7 Collapse

              g bhia ap ny boht achi bat ki hai or aysa he hota hai jis trha ap ny hmary sath bat share ki hai k commodities main trading zeyda risky hota hai risk zeyda hony ki sub se bari wjah en ki demand or supply ki hoti hai jo k daily base par change hoti hai jis trah humain gold daily ki price main change milta hai es liye es main kbhi bhi kuj bhi hony k chances hoty hain tu hmain chahye k aghr hum commodities main trading karty hain tu hmain risk ko kam face krna chahe mtalb k invove karna chahye jis k liye hmain low volume set krna chahyhe trading main q k ap k kahny k mutabik es main azadi nahi hti hai laken hum currency main big invest ks ath or bari volume k sath trading kar skty hain es main azadi hoti hai trading main jis trah hum chahen kar skty hain
              • #8 Collapse

                ​Assalamualaikum bhai aapne bahut accha question Pucha Hai Jahan Tak Meri rahe hai hum logo ko currency trading Karni chahiye Cuba currency Mein Hum logo ko Kafi fayda Hota Hai Aur Hum Log currency image avatrade Lagate Hain To Hum logo ko Zyada loss nahi hota hai aur hum log profit bana sakte hain
                Pakistan zindabad
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                  Commodities and Currencies : Dear members ap ko mai currencies ka aur commodities ka farak bataonga aur detail se bataonga konsi trading hamaray liye safe hay.

                  Dear members jahan tak commodities ki baat hay ye bohat risky hoti hay zahir si baat hay commodities mei Gold, Oil and silver etc shamil hotay hain ye big items hain inki movement barray level pe hoti hay inki movement kaafi fast hoti hay kyun kay ye pairs pe barray level kay expert traders trade kartay hain aur baray idaray jin mei banks aur financial services kay idaray trading kartay hain smart money inn pairs ki trading kar rahay hotay hain esliye inki movement very high aur fast rehti hay so hamay inn pairs pe trading se avoid karna chaiye normal level ka traders ko Gold and silver kay liye high knowledge chaiye hota ha trading ka.
                  currencies best hain sabi traders inpey trading kar saktay hain baray level kay aur small traders sabhi currencies pe trading kar saktay hain kyun k currencies mei high risk bilkul nahi hota ha currencies pe traders high risk mei nahi hotay aur kam capital k saath bhi wo currencies mei trading kar k acha income hasil kar saktay hain.
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                    Commodities and currencies : gold aur oil comnodities pairs main pairs hain humain kbhi bhi hold aur oil par trade nai karni chiaye kiu k ye kafi riski pairs hote hain aur khas tor par new tdades ko in par trade nai karni cahiy kiu k in par trade karne k.liay kafi experience ki zarort hoti hay jab k new traders k pass utna experience nai hota is liay new traders k liay currancy pairs hi best rehte hain kiu k un ki.movement ko samjhna asan hota hay aur un ki.movement kafi stayblish hoti hay is liay new traders k liay curranxy pairs best hay trading k liay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                      jee brothers trading kertay howay ham basically jin main trade kertay hain unko teen main groups main divide kyaa jata hay yaani STOCK TRADING , COMMODITIES TRADING AND PAIRS TRADING (CURRENCY TRADING) brothers stocks per to bohat kam log trade kertay hain kiun kay inn kee news itni aasani say nahin milti stock companies kay greements per nazar rekhni perti hay or new products kee launch date or iss ke sale per to log zyaada pairs per trade kertay hain commodities bhi avoid kertay hain kiun kay woh risky bohat zyaada hay bohat zyaada loss ho sekta hay to pairs ko prefer kyaa jaata hay kiun kay yeh simple currency power per dependent hotay hain quick loss nahin detay aap ko decision lenay ka time mill jaata hay or in ko samajhna asaan hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                        Difference B/w Currency and Commodities Trading:
                        Jesy kay ham sab janty hain commodities trading sab kay liye bohat highly risk trading hoti hai is main zyada earn karnay kay liye ap high risk lety hain aur high spread waly pairs par trading karty hain ye trading currency trading ki nisbat bohat dangerous hoti hai kiyun kay high risk ki waja say ap ko zyada loss hony ka khatra hota hai commodities trading ki nisbat agar ham currency trading karain to wo hamary liye bohat safe hai kiyun kay currency trading maij high risk nahi hota is main ap low risk lay kar trading karty ho jis say big loss honay kay chances bohat kam hoty hain is liye main sab traders ko kahun ga kay commodities trading say avoid karain aur currency trading karain ye trading ham sab kay liye earning ka safe way hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                          Currency trading or commodity trading mein farq price movements ka ha. Currencies relatively slow move karti hain, slow se murd ye ek din mein ziyada se ziyada 100-200 pip tak move kartay hain, jab k commodities ki price ek din mein hazaron pips tak bhi move kar sakti ha is liye currency trading relatively low risk, average profitable hoti hain. Commodities ka return short time mein bohot ziyada hota ha magar in mein risk bhi bohot high hota ha. Currencies ki movement countries ki economy or policies ki waja se move karti ha jab k commodities ki movement un ki demand supply, mining, availability etc se move hoti ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                            Commodities and Currencies : commodities trading very risky hoti hain traders ko chaiye kay wo kabhi bhi in pey kaam na karain khaas kar wo traders jinley paas capital he small hota ha aor wo log jinkay paas trading ka koi experience aur knowledge na ho wo kisi loss ka shikar honay se bohat behtr ha commodities mei kaam na karen kyon k ye risky hotay hain inki movement bhi bohat he ziada fast hoti ha so asay logon k liye sab sey best ha k wo currencies mei he kaam karen currencies paris sabhi traders beginners k liye bohat best hain currencies mei risk commodities ki nisabt kafi kam hota ha ap ki trading safe rehti ha ap loss nahi kartay esliye koshish karen k commodities trading khud b na karen aor kisi ko bhi mashrwa mat den commodities trading ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                              Commodities trading vs currencies trading : har aik ka apna experience hota hay bohat sey traders trading mei start kartay he gold ko pakra letay hain lakin meri nazar mei ye gahalt hay gold market ka aik big pair ha esliye eski trading ko avoid kar k hamay chaiye hum sirf currency ko ehmiyat den asal mei gold pe trading bohat zyada risky mani jati hay kyun kay gold bohat zyada risky pair hay so hamay chaiye hum gold ki bajaiy agar currency ko prefer karain apni trading kay liye behtr rahay ga hum agar achay traikay se currencies pe practice kartay rahay hum best trading samajh jayen gay jab tak koi khaas news na ay tou currencies pey barri move nahi hoti hay esliye hamay chaiye hum lazman currencies ko ehmiyat den.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X