Jaiza: Currency traders Vs commodities trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

    wese tou har kisi ka apna style hota hay trading karne ka aur wo usi k mutabik pairs select karte hain trading karne k liay aksar traders currancies pairs par trading karna pasand karte hain aur aksar trades commodities pairs par trade karte hain commodities pairs main gold aur metals atte hain jo k kafi riski pairs hain aur in par trade karne k liay kafi experiance ki zarort hoti hay jab j currency pairs pa trade karna kafi easy hota hay aur in ki movement ko samjhna bhi easy hota hay in ki movement kafi stayblish hoti hay is liay currency par hum save trading kar sakte hay aur in main spread bhi kafi kam hota hay jab j gold aur silver main spred zada hota hay is liay in par trade karna bhi riski hay khas tor par new traders k liay currency pairs best hay trade kliay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

      Trading market main currency kai trading main risk low hay aor commodities ki trading main risk high hay aor profit bhi high hay aor trader ko forex trading main currencies ki trading ko understanding say trade krna hay aor currencies main chonkah risk low hay is liay trader currencies ki trading ko use kray aor commodities kay trading kr skta hay jb trader ka experience ho aor trader ko market kay hr pair ki good information ho aor gold silver oil aor jo bhi dosry commodities kay trading pairs hian in sb ko complete analysis karna ata hay phr trader in commodities kay trading pairs main trading kr skta hay aor in commodities kay trading pairs say profitable trading kr skta hay aor wasy currencies main trading krna easy hay aor in ko smjhna easy hay is liay trader currencies ko prefer kia kray aor currencies main trading kia kray.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Commodities trading highly risky trading samji jati hay jab key currency trading me less risk involve hota hay, currency traders pori azadi key sath aur high volume ka leverage use karny key base par trading kar sakty hey jab key commodities traders ko ye azadi allow nahi hoti, commodities trading me zeyda risk ka involve hona traders ko high risk na leny par majboor kar sakta hay, mostly traders highest profit earn karny key ley commodities trading par depend karna zarori samjty hey, some times traders apni es profit making planing me successful be ho jaty hey.
        Mere Saiyaan mento currency trading Yadav painter hoti hai aur isme risk Di kaam hota hai new traders go to currency pair trading Karni chahiye agar aap commodities trading Karenge to us mein risk to bahut jyada Hoga aapko profit or loss Bhi Jyada hoga Main To currency trading ko like karta hoon Kyunki Main Ishq thoda hota hai aur aapko trading Karke profit bhi ho jata hai Jyada profit Ki Na Lage Na Kare aur currency is risk free trading kare
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

          je bilkul trading karna aik easy task ni, bohat sari cheezon ko zehn ma rakh kar trading ki jati ha, trading ma currencies aur commodities ki trading ki jati h. Currencies aur commodities ki trading karnay ma bohat ziadah farq hot ha like
          1. currencies ma ap ko thoda risk lena padta ha aur commodities (crude oil, Gold, NG) ma trading ka risk boht hota ha
          2. currency ma jo market ki movement hoti ha woh commidities ma boht ziadah hoti ha, maket boht tazyse move karti h jis se ap ko loss ho sakta h
          3. spread k farq bhi hota ha, commodiities ma spread bht ziadah dena padta ha
          4. Han commodities se ap ziadah munafah kama saktay hain agar ap k pass asha capital ha,
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

            Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon aap sab khairiyat se Honge bhai waise to aap ne bahut hi Jabardast Sawal Kiya Hai Ke commodities aur currency trading main Jyada best trading kaunsi hoti hai Dekhe bhai jahan tak Maine suna hai tu meri maloomat Ke mutabik Jo commodities trading hoti hai woh bahut Jiski hoti hai Jab Ke Jo currency trading hai isme risk inter Hai kam Hota Hai aur Agar is Baat Ko madde Nazar Rakha Jaye to obvious Li currency trading Jyada baithe hai aur user ke liye bhi currency trading bahut jyada fruitful sabit hoti hai Isse Zyada maloomat Tu mere paas nahi hai qk main abhi junior Hoon Lekin Mujhe Yakeen Hai ke aap ko mera jawab Sahi Laga Hoga ya aap se IT Park Karenge Apna Khayal rakhiye ga Shukriya Allah Hafiz
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Commodities trading highly risky trading samji jati hay jab key currency trading me less risk involve hota hay, currency traders pori azadi key sath aur high volume ka leverage use karny key base par trading kar sakty hey jab key commodities traders ko ye azadi allow nahi hoti, commodities trading me zeyda risk ka involve hona traders ko high risk na leny par majboor kar sakta hay, mostly traders highest profit earn karny key ley commodities trading par depend karna zarori samjty hey, some times traders apni es profit making planing me successful be ho jaty hey.
              Commodity trading convert currency trading coffee lesson dangerous Hoti Hai qk currencies ki market slo-mo Karti Hai jamke commodity ki market bahut fast move karti hai agar Hum currency Mein trading currency trading kar sakte hain aur risk bhi kaam hota hai jisse trading karne mein Asani Ho Jati Hai aur iski ke chances bhi bahut kam ho Jate Hain isliye Main To currency trading co prefer karunga
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main currency pairs main trading karna or commodities main trading karna samj he ha jo high risky trading karna chaety han wo commodities main trading passand karty Han jab k Jo apna account safe rakh k trading karna chahty Han wo currency pairs main trading karty Han q k currency pair low risk hota ha is ley kuch log normal trading Kar k tohri tohri earning karty Han jab k kuch log high risk la k ziada earning karna chahty Han is ley wo commodities main trading karty han baz dafa log currency pairs main bi both bari trade laga k high risky trading karty han par mara mashwara ha dear ap ko high risky trading ni karni chae ha or sakun sy trading karny ta k ap ko loss ziada na ho or tohra tohra Kar k ziada profit ho jay monthly ap ko acha profit mil jay easily
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                  Currencies ke trading aur commodities ke trading mai jis trah say app nay baat ke hai kafi ziada difference hota hai. commodities ke market mai traders kay liye trading kay time per risk ziada hota lakin iss kay sath sath traders kay liye reward ziada hota hai. commodities ke markets currency market say kafi ziada unpredictable tareeqay say move karti hain iss in mai risk b ziada hota hai reward b ziada mil sakta hai.

                  iss kay mouqlay mai currencies ke market bohot he fast market movers nai hoti hain. Currencies ke markets mai traders kay liye risk b commodities ke market ke nisbat kafi kam hota hai kion ke currencies ke market mai price movement commodities ke market ke trah say bohot ziada unpredictable nai hoti
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Currency traders Vs commodities trading

                    Currency trading best hai new traders k liye q k currency pairs me movement average hoti hai or analysis b easy hoty hai or loss k chances b kam hoty hai is liye agar ap new trader hai to ap ko currency par hi trading karni chahiye or practice karni chahiye.
                    Lekin agar ap k pas thora experience hai or knowledge hai to ap ko chahiye k ap commodities par trading kary q k is par movement fast hoti hai or daily kafi movement hoti hai is liye agar ap sahi sy trading kary gy to ap ko acha kahasa profit ho sakta hai or loss b is liye agar ap ny commodity trading krni hai to ap k analysis bohat hi achy hony chahiye nahi to account b wash ho sakta hai ap ka.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X