Jaiza : Dollar index k sath our index bhe hain major pairs k cross k analysis kerna?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Dollar index k sath our index bhe hain major pairs k cross k analysis kerna?
    Dear main app ko btata chaloun k jesa k dollar index hai us pay hum dollar k analysis kerty hian to pher humery leay major currency pairs like eurusd usdcad usdnzd audusd pay trading kerna asann ho jati hai koin k jo dollar ki move ho gee wohi un ki ho ge ager dollar strong ho ga to USD sab pairs main strong ho ga our ager dollar index k technical analysis week k hain to pher us mian USD sb major pairs main week ho ga Gold up jeay our oil bhe up jeay ga
    TO kia our jo baki currencies hain to kia un k bhe us targa k koi index hian jesay k GBP JPY AUD CAD etc koin k ager hian to pher un k index k bhe analysis ker k pher he hum us main ache trade ker pain gay
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G asslam o alaikum dear forex forum members. I hope you will be good. And main apko btana chahta hoon k ya jo index hain ya bahot hi zyada different hoty hain . mattlab k ya bahot zyada mukhtaliff hoty hain. Isi trha is main aik dollar index bhi hy. Jiss main ham dollar k bhi analysis b krty hain. Ya bahot important hotty hain. Hamain in ki bahot zyada respect karni chaheye. And sab say main baat k har trader ko is k baary main ilm hona chaheye q k ya bahot ahem baat hy . agr jiss tradee ko is k baary main full information hy to wo zaroor is main expert ho skta hy.
    • #3 Collapse

      Mere Khayal Mein dollar of jata hai to market BF jati hai aur Agar dollar down jata hai to market down jati hai isliye Hum logo ko bola ki news Kuwait Karke trading karne chahiye Phir Hum Log iss Mein Kitni Achhi hai Phir Hum logo ko iska bahut fayda Hota Hai Aur Hum kamyabi milti hai
      • #4 Collapse

        Wesay doller index ko dosri currencies kay sath boht say log measure ker rahay hotay hain jesay jesay forex main move hoti hay aur baki currencies kay sath doller index move hota hay wesay wesay doller index bhi move kerta rehta hay. is liye meray khayal main doller index ko log alag say trade kertay hian aur wo is ko forex kay baki pairs kay sath co relate nahi kertay. que kay doller ki ye total currency show kerta hay kay baik tamam currencies kay mukablay main doller kitna week ya takatwar hay. is ka baki currencies kay sath koe zayda taluk nahi hota. aur na hi hame apni trade ki waja say koe bhi index ko study kernay ki koe zarorat nahi hay. simple usi pairs per tawaja den aur usi pairs ko achi trah say analyse karen que kay apnay is pair kay chart per trade kerna hota hay na kay index kay chart per. jo information pair ka chart day ga wo index ka chart nai day sakay ga.
        • #5 Collapse

          ​ Assalamualaikum Aapne bahut hai Achha Sawal Kiya Hai agar agar hum log index ke sath aur uske information ke sath trading Karte Hain To Hum Logon ko bahut accha knowledge experience Haseen ho sakta hai bahut jyada profile bana sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Dollar index k sath our index bhe hain major pairs k cross k analysis ker

            Forex market mein currencies ki strength ko dusri currencies k sath compare kiya jata ha, jis ko currencies basket kehtay hain. Forex mein 2 big currencies basket US dollar Index aur Euro Index ha. Us dollar index mein Dollar ko other big currencies se compare kiya jata ha. Jab dollar strong hota ha to dollar index ki value increase or likewise agar dollar weak ho to index ki price decrease hoti ha. Euro index ko other big currencies se compare kiya jata ha aur Euro k strong/weak honay par Euro index bhi strong/weak hota ha. Indexes ko analyse kar k same time mein bohot se pairs par trading ki ja sakti ha.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Dollar index k sath our index bhe hain major pairs k cross k analysis ker

              Agar traders Se Sab status feel kar rahe ho to unko trading Nahin Karni chahiye Kyunki Jab aap stressful Karke trading Karte Hain To proper planning nahin kar sakte aur loss ke chances increase ho Jate Hain Kyunki aapko market share trend ki samajh nahi aati

              اب آن لائن

              Working...
              X