Account wash honay ke waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash honay ke waja
    Dear fellow's forex trading Kay business may aksar members post kartay hay ke acount wash honay ke shikayath karthay hay lekin mere khyal may ye hamari ghalati ke waja say hotha hay kionka hum log ziada earning k chakar may apna account wash karwa betthay hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Account wash hone ki barri waja planning ka na hona hai jab ham dicipline se kaam nhi krte hain aur trading men big lots ko use krte hain tab ham loose ho jate hain hamen kabhi bhi trading men big lots ko use nhi krna chahiye balke hamen always hi mony management se kaam lena chahiye
    Agar ham mony management aur Risk to reward se kaam len ge to hamare account kabhi bhi wash nhi honge so hamen always hi mony management se kaam lena chahiye aur apni trades men stoploss ko zarur use krna chahiye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
      Dear fellow's forex trading Kay business may aksar members post kartay hay ke acount wash honay ke shikayath karthay hay lekin mere khyal may ye hamari ghalati ke waja say hotha hay kionka hum log ziada earning k chakar may apna account wash karwa betthay hay
      Nafa ya nuqsan forex k sath hai ya to apko nafa hoga ya nuqsan nafa milta hai to hum bahot khush hoty nuqsan milta hain to accept hi nhi kar paty acc wash hona beshak hoti hai ghalti insan ko but iska mtlab ye b nhi k ap hamaisha siraf nafa he lay khabi nafa hoga to khabi nuqsan. Han nuqsan say bachny k liye apko chahye k forex k bary May learning kary
      • #4 Collapse

        g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar account tab wash hota he jab banda dekh bhal ke kam nhe karta unhen chahy6e ke wo apna kam me del chspi den aor account ko wash hone se bacha kar save karen
        • #5 Collapse

          account wash hona ki jo wajha mara sat hay who to hy juldi say koie bhi fasela kerna q ka main na dekha hay ka jub bhi juldi say fasela kiya jaya to phir loss he ho jata hay si liya ager hummara account loss ki taraf ja raha hay to bhi dekh ker koie bhi kaam kerna achay
          • #6 Collapse

            Account wash hone ki waja apni hi galti hoti hy hum trading mein koi galti kartay han tu hi account wash hota hy aur sab se bari waja hy achi planning ka na hona aur apni planning mein stop loss ka use na karna kiok agr hum apni trade mein stop loss use kartay han tu is se trade close ho jati hy aur account wash hone se bach saktay han
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hamara account wash hotaa ha to es ma two big reason ha ak ka hum stop loss ka use nhi karta ha or second ka hum greed bohat zeyada karta ha to per us greed sa hum ko lot of loss hota ha or kabi kabi hamara account be wash hojata ha............
              • #8 Collapse

                agar humara trading account wash ho gya hay to humay daikhna chahiye kin galtio ki waja say market main humay nuqsan uthana para hay kyun keh agar hum loss ki waja ko daikhay aur un ko darust kar kay trading karen gay to he hum market main regular base par profit bna sakty hay aur es trha safe reh sakty hay
                • #9 Collapse

                  yes bha jaan ap ne thek hi kaha hai kee forex mainhamara acount wash q hota hai main tu ye kahta hon ke hamara account aus wakat wash hota hai jabb ham as main greed karte hain thek hai bhai jaan
                  • #10 Collapse

                    trading account me risk management tools (Take profit, stop loss) use na karna be account wash hony key reasons ho sakty hey, esi key sath traders ki trading planing me etni weakness hoti hey jes ki waja se traders traders jo be trades open karty hey wo loss me convert ho jaty hey aur yahi wo main reasons hey jes key waja se account wash ho jaty hey.
                    • #11 Collapse

                      Friends ap Sab NY theak kha ha account wash honay ke waja hamari apni he galtia he jin ke waja sy hamari account wash ho jata ha some time jab post karty he to zada profit earn karny k chakar me ap a account wash karwa daytay ha or jab trading karty he or jaldbazi me karty ha us ke waja sy b hamari account wash ho sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash honay ke waja

                        jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hamara deposit km ho jata hain to hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash honay ke waja

                          Dear mery khyal main main account wash hony ke sab sy bari waja markeet na samjna hai bgair analyises ky ky trade karna hai jis ko ham apni galti b keh sakty hain

                          Our dosri waja markeet main zaida profit ka laluch b karna hai ky 1 din main he zaida profit leny ke waja sy zaida lot size ke trade lga dena jis ke waja sy chand mint main big profit milny ke bjy big loss app ka account wash kar jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash honay ke waja

                            forex main jab ham karty hain to hamy is kam ka bonus milta hain hamy is main apni mistake ko avoid kar ky kam karna chahey agr ham apni galtio ko avoid nahi kary gy to ham loss main ja sakty hain or hamara account wash ho jy ga us main market ka ya hamary broker ka koi be qasoor nahi hota yai aik international business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash honay ke waja

                              G dost apki bat bilkul drust hai hamari apni ghalti ki waja se he account wash hota hai. Aur mery khyal men account wash hony ki sab se bari waja hamara lalach hai. Ham apny lalach ki waja se zyada lot size select kar letay hain jo k hamara account afford nahin kar sakta aur hamara account wash ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X