Jaiza : Stop loss ka istimal koin kerty hain stop out k leay kia jata hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Stop loss ka istimal koin kerty hain stop out k leay kia jata hai?
    mery dosto question both he simple hai k hum forex market main stop loss ka istimaal koun kerty hian our us k behind reason kia hota hai main jo stop loss use kerty hoon us k pechy khuch reason hoti hain jo main share karoun ga
    1 aik to main stop loss is leay use kerta hoon koin k main per trade 5$ ka loss bardast ker sagta hoon to us k hisab say mera
    sl set hota hai
    2 Second main stop loss break even pay set kerta hoon koin k apny bonus capital ko safe ker sagoun our ye tab possbile hota
    jab meri traders meri favour main 40 to 50 pips chali jati hia
    3 Third main stop loss use kerta hoon mental satisfection k leay mean jab trade positive main jati hai to 20 pips break even say
    oper laaga dita hon ta k khuch profit ko safe ker sagoun

    app lg apna opinion dain k app log sl koin lagaty hain ...........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G pakistan forex forum members. I hope you will be very good. Oopar jo 3 batain btain hain main us sa agree karta hoon. Because is sa ham.mattlab k in 3 baton sa zyada log , traders , is baat sa zyada proffit earn krain gy. R jaisa k ap na pahli baar hi btaya hy k ap 5$ tak ka si set karty hain kion k (because) ap itna hi bardasht kar skty hain. R isi baat ko samny rakhty hoy main yahee kahna chahta hoon k ya traders par hi depend karta hy. K us k pass stop loss ka kitna experions and stop loss ka kitny $ (dollars) si set krty hain . ya sab unhi par hi depend karta hy. R ham log zyada brok even par hi sab set karty hain i think its good for all things. To isi liye ya sab kaam traders k oopar hi depend krty hain .thanks
    • #3 Collapse

      Maen to dosto stop loss ka use is leay kerte hoon koink us maen apany aik to capital ko sexure ker sagaoun dosara hum stop loss ka istimaal us leay bje kertay haen ta k apny profit ka khuch hisa ager market humery againat move kerte hy to us time bhe secure kia jaey matlab trade humery haq maen profit maen jate hy our phwr hum us maen stop loss ko agay move ker k break even say bje khich pips app ki trade 200 pips profit maen hy to sl app 100 pips day dity haen ta k market ap ki favour maen ate hy to app us maen say khuch to secure ker sagain humean her trade maen sl our tp dono ko he use kerna chahy koink bhae market kai dafa fast move ker k to pher say entry point pay aa jate hy mean app k target area maen ja k wapis loss maen chali jate hy our ge aksar news pay hota hy to tab app khuch na khuch bacha sagian
      • #4 Collapse

        Stop loss ko use karna best es ley ho sakta hay key traders ko daily percentage key mutabeq loss face karny me asani ho sakti hay zeyda loss face karny se daily agar percentage key mutabeq account me loss ho to account ki safety without stop loss orders se zeyda ho sakti hay, daily 10% agar loss bardashat kia jaye aur profit ki limit 30% raki jaye to mery ye traders ki best account management ho gi, jo traders stop loss order ko use karna zarori nahi samjty ya es ko ignore kar dety hey to us ko per trade me be 100% loss ho sakta hay es se behtar hay key per trade me 10% risk key sath hold par raken.
        • #5 Collapse

          Agar Hum stop loss small Karte Hai To iska Hum logo ko bahut he can you shoot hota hai ok stop so ki wajah se Hamara account wash nahi hota hai aur hum log log se bache Jaate Hain Jab market Mein trend banta hai to market sirf ek hi side pe move Karti Hai Jiski wajah se stoploss ka bahut fayda Hota Hai
          Pakistan zindabad
          • #6 Collapse

            Stop loss Woh log istemal Karte Hain Jo log Apne account ko batana Chahte Hain qk is ki wajah se hum logo ko Jyada lost Nahi Hota Hai Hum Log piglo se bajate Hain iska bahut hi jyada fayda hai iska istemal karna chahiye heart rate ke sath photo profile Gana Chahiye fayda Hota Hai Hum logo ko
            • #7 Collapse

              Agar Hum Log forex market Mein stop loss and take profit don't know istemal Karte Hain To iska matlab yeh hai ki hum logo ko trading ka bahut kuch Lamhe profile take profit of top uski wajah se hum log ko bahut fayda Hota Hai
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                G members kese Hain to main upr di gai kuch baton see bilkul agree karta hun because ye sab kuch trader py depend karta hai keh wo just Kia krna hai kis point py trade lgani hai trader ka Jitna experience Hoga or usy Jitna knowledge Hoga wo utni achi trade lga skta hai or buhat acha profit Kama sakta hai. Main trade lgata hun minimum point see or BHT Sare members Hain Jo trade lgaty waqat $dollar istamal krty Hain wo is liye krty Hain because un ka acha experience hota hai or un ke pas bonus bhe bohat acha hota hai is liye ye sb trader py dpend krta hai trade kis point py lgani chahye or trader stop loss ke point ko bhe mind main rakhty Hain stop loss se ye hota hai keh jis point see trade lga hai agr loss ho bhe si to but ziada loss na ho is liye ye trader py depend krta hai
                • #9 Collapse

                  dear forex mein bohat he achi earning kar sakty hein or forex ek kamyab business ha is liye forex mein agar ap acha work karna chahty hein to is mein hamesha tools or rules ko follow kar kay he work karo to he profit earn kiya ja sakta ha is liye forex mein log jo achy or experience people hein wo hemsha forex mein tools ko use kar kay he trading karty hein jesy take profit or stop loss ek major tools hein jin ki help say he achi earning ki ja sakti ha is liye work mein apki achi earning kay lioye market mein jabhi ap trading karo to stop loss or take profit ka istamal karna bohat he zarori hais liye wait karna or market mein acha work hameshasoch or experience kay sath he kiya ja sakta ha jis say ap boaht he acha learn kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    Stop loss:
                    Ye trading me aisa point hai jaha trade khud close ho jati hai loss me agar market against chli jaye tab is ki zroorat hoti hai trading me.
                    Stop loss ka istmal:
                    Wesy to stop loss har trade me use karna chahiye or is ko trading me adat bana leni chahiye.
                    Stop loss tab use hota hai jab market me news ani ho tab ap set karty hai k market agar against jaye to ap ka account wash hony sy bach jaye.
                    Stop loss tab b use karty hai jab market ki position saaf na ho tab stop loss use karty hai ta k loss kam ho.
                    Stop loss leverage zeyada ho to tab b use karty hai.
                    In sab situation me maqsad ek hi hai k loss kam sy kam ho or account wash na ho.
                    • #11 Collapse

                      stop loss ka use :
                      forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai or es ko hmain apni trading main lazi use krna chahye q k es se hmari trading main boht achy effects aty hain jo k hmary liye boht benifit hoty hain jis e hum apni trading main loss ko kafi had tak kam kar skty hain es liye hmain apni trading main stop loss use karny se yah yah effects mil skty hain
                      1: stop loss hmari rading main loss ko lock krta hai
                      2: stop loss use karny se hmary account k wash hony ka khtra kam hota hai
                      3: hmari trading main money mangmnt k sath trading ho skti hai
                      es liye hmain jis bhi trend main trading kar rahy hon hmain apni trading main stop loss or take profota ka lazmi use karna chahye ta k hum apni trading ko secure kar k trading kar skaen or hmain loss hony k chances bhi kam hun or hmara ccount bhi save rahy
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Stop loss ka istimal koin kerty hain stop out k leay kia jata hai?

                        Assalam.o.alikum
                        aaj hm jo jezay len ga wo hy stop loss aor take profit kesy ety hain

                        Forex trading me sb se mushkil taswaraat me se stop bar order ka arrange hy jis se ap ka tijartee ahdoon ko mosir traeqh se babd kr dey jay ga
                        jb nuqsaan phely he darjh ke satha pr hota hy . tijart ko rokney k nuqsanaat ko rokney me sb se zayda moasur sabit ho sakty hain . jb shaderd markeeton kyv debass mumkin neh ho sakty . agr chi kuch sarmaykaroon yh mumknh tor pr ghalt feslon ko taslerm krney k ley nifsaytee tor prv musjkil ho sakta hy ap k fakhr ko naraaz kr ne k ley aik taweel rasta chlaa sakt hy is waqt jb koi mamoole qaqid aojood neh hain
                        yahaan koi shak neh hy boht se tajrion k ley pesah noht ahm hy ansar hy
                        chey izafee amdnee ka silslah bnata hy ya amdnee ka basic sourxe bnata hy logoon ko tradeing me milta hy jis trah hm teading me peash kmatey hain wo aim fard se fosry multalif hotee hy yhed wjha hy kh hamre pas pesay se nimtney k ley trade ko samjnha zaroirie hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Stop loss ka istimal koin kerty hain stop out k leay kia jata hai?

                          Stop loss ek aisa tool ya method ha, jis k through risk ko minimize kiya jata ha. Forex market 100% profit oriented ya 100% loss oriented nahi ha, ye dono taraf chalti ha, kabhi loss hota ha to kabhi profit aur profit aur loss ki har trader k hisab se koi na koi limit hoti ha. Beshak forex unlimited profit day sakta ha magar us k liye skill aur experience bhi unlimited chahiye. Apni skills ko dekh ka stop loss set karna aisi strategy ha jo bohot useful hoti ha because kisi bhi trader ko market k next move 100% accurate pata nahi hota, apnay aap ko safe side par rakhnay k liye stop loss ko use kiya jata ha.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X