Forex trading my gap
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading my gap
    Asslam o Alaikum friends meny trading my kafi dafa dekha hy k gap a jata hy to muje ye pochna tha k gap kis waja sy ata hy or q ata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walaikum salaam dear apki baat teek hay trading ma aksar gap aa jata hay aor oski waja ye hay kay jab weekend per forex market close hu jati hay tu iska matlab huta hay kay online business stop hu gaya hay laiken logon kay moamlaat tu chaltay rehtay han yani ager apnay weekend per out country Jana hay tu apko tu os country ki currency ki zarorat hay tu ap wo currency market close hu tu tab bhi khareed sakti hay jis ki waja say rate up down hutay rehtay han aor jab market open huti hay tu weekend per jo rate up down hyway thay osi say start lay gi market jiski waja say market ma gap aa jata hay aor ye gap taqreban market baad ma fill bhi ker deti hay is liye aksar trader gap trading say bhi profit bana letay han.
    • #3 Collapse

      Forex market main gap dosto us wja say aata hai koin k weekend pay koi na koi election hota hai ya pher koe bhe economic condition kisi bhe country ki change hoti hai to pher app us main gap nazar ata hai our ye aksar weekend k bad he hota hia our us main koi na koi fundamental issue hota hai
      • #4 Collapse

        Jaisy k ap log janty hain k puri dunya mai 5 days working days hoty hain means Monday to Friday. To forex trading bhi online trading markets se jurri hui hoti hai to un markets k close honay k sath forex trading market bhi close ho jati hai is waja se weekend mai forex trading market mai gap aa jata hai.
        • #5 Collapse

          Mery piyary bhai ap ko malom hona chahiye k forex trading mein news kafi mani rakhti hy mutlub jub news ati hy tub gaap ata hy aik big gap to ye news aynalise kehlati hy news aynalise ko fundamental aynalise kehty hein isi wjha sy gaap ata hy
          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
          • #6 Collapse

            Price main gap us waqt paida hota hey jeb market open hoti hey to woh previous close price se up ya down open ho to. Is gap ko window bhi kehty hain. Yeh gap weekend key baad jeb market open hoti hey ya phir new session key baad open hoti hey to paida hota hey.
            Yeh akser dekha gia hey keh jeb bhi gap paida hota hey to jis simat gap hota hey market bhi usi terf move kerti hey.
            • #7 Collapse

              forex man trading k doran gap nae atta ager ata bhi ha tu minor sa hota ha itna count nae hota ha. laikin jub market open hoti ha tu trader ku gap kafi daikhny ku milta ha kun k 2 din chooti ki weja say currency line up hu rehi hoti ha.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading my gap

                forex market aik hafty mai 2 din ky liye band hote hain to jab yai open hote hain to is mai gap hota hain hamy is wakt is mai kam karna chahey pher he hum zada acha munafa kama saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading my gap

                  Wa Alaikum Assalam Trading me gap tab ata hai jab chutti k baad market start ho or ye is waja sy ata hai jab market close rehti hai to price change ho jaye or jo price change hoti hai wo baad me gap ban jati hai market me.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading my gap

                    forex may jab hum kam karty hain to is may kam karty wakt ager hum is may gup chorty hain to is say hamry post galt ho jaty hain or akser is may zayada galtio say account band ho jaty hain or is may acha loss hota hay is liay forex may kam karty wakt pory tawaja say kam karna chay pher he hum loss say buch sakty hain or acha profit hasil hota hay forex may hamra koi boss nahi hota q kay ya ak real business hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading my gap

                      w,salam thek ap khete han ke jab be hum as markt me kabi kabi ya monday ko dekhte han to as me gap aa gya hota hye as me ye markt to all time run karte hye as me all currency ke rate chal rahe hote han kabi kabi as me opening me gap as lye aa jata hye ke kse be currency ka rate ek dam oper ya down chala jata hye js ke waja se hum ko as me gap dekhne ko mel jata hye kabi kabi to markt as gap ko pora kr lete haye kabi to as gap ke tarf fast down ya oper chale jate hye ye markt me hota rehta hye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading my gap

                        G dears forex market mai gap bohat iham hai ajkal trading main ihtyat krain kyunk brexit isshu chal raha hai market gap day gi gap asal main jab market close hoti hai to wo open us point say 5 day 10 point oper ja ker ya nechay open hoti hai usay gap kahty hain ye koi big news ya koi fight ya krises ki waja say hota hai to country ki fight say hota hai es posation main trade na krain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading my gap

                          Forex trading kay chart main gap anay ki wajah 2 trah ki hoti hay. aik to jab market weekend per close hoti hay to koe transaction jo weekend per hoti hay to us ki waja say market main gap a jata aur dosra jab market main move itni fast ho jaye kay wo trading plate form bhi judge na keray to bhi gap a jata hay. aur yeah har broker kay trading palte form main mukhtalif hota hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading my gap

                            Meri information key mutabiqude mafrket mai gaps zada tar stock market kmi items mai ati hai. Laikan hum dub traders ko chahye k mzarket mai es waqat trade open krey jab hum market mai trend ko maloom kr ley tk humri earning zada sey zada ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X