Forex trading main lose se kasy bachty hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main lose se kasy bachty hai...
    Mara ap sab traders se ya sawal hai kay hum forex trading par lose karny se kasa bacha ja sakta hai. Or forex trading main hum lose karny se apny ap ko kasy bachty hai. Kohi asan treqah hai to batayn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brothers forex trading aik bahot hi acha business lekin iss ko seekhna bhi thora mushkil hota hey aur phir demo account pe practice zaroori hoti hey phir experience hasil hota hey iss tarah loss bhi kam hota hey aur ziyada profit k chances bhi hotay hen
    • #3 Collapse

      Forex trading ma loss say bachnay ka tarika ye hay kay jab bhi trading ki jaye pehlay proper analysis kiye jayn aor pher stop loss set ker kay order place kiya jaye, order place kernay ma kabhi bhi jaldi na ki jaye aor jab tak market ki samjh na aa jaye bilkul bhi order place na karay chahay pora din aik order bhi place na hu kiun kay order na place kerna loss hunay say tu behtar hi hay.
      • #4 Collapse

        Aslamualaikum forex trading aik bht profitable business hy is se hum bht achi earning ker saktay hain is main profit k sath sath loss bhi hota hy lekin ziada tar loss apni mistakes ki wajah se hi hota hy loss se bachne k lie sab se pehle zaroori cheezain jo hy wo ye hain
        Complete knowledge
        Proper learning
        Control on emotions
        Beware of greed
        Beware of fear of loss
        Fresh mind
        Be confident
        Good analyasis
        Good experiences
        In tmam baton ko follow ker k hi hum loss se bach saktay hain or aik achay trader ban saktay hain
        • #5 Collapse

          Forex tradimg my ham loss y tk nai bach sgty hy pr ham khod ko bhter sy bhter kr agty hy our ham sahi trha sy kamyab ho sgty hy mtlb ham loss to bilkol ya nai keh sgty hy k ham ko loss hoga hi nai esa trading my na hota ahy pr ham ko is bisness my ya zaror hota hy k ham ko is kam my khod ko loss zeada hony sy ham bcha sgty hy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Bhai forex aik business hai aur business mein loss aur profit donoun hotay hain lakin iss mein aap loss ko minimize tou ker saktqy hain lakin khatam nahin ker saktay aur uss kay lye aap ko forex ka experience gain kerna chahyea aur teading mein small lot kay sath trade open karain aur woh bhi analysis ker kay
            • #7 Collapse

              Forex trading mein agar aap nay loss sae bachna hai tou uss kay lye aap ko forex mein thori si mehnat karna ho gi aur trade hamesha analysis ker kay lagani ho gi aur kabhi bhi kam balance kay sath bari lot ki trade na lagain
              • #8 Collapse

                Dear fellow forex trading Kay business may loss say bachnay Kay liay zarori hay ke aap ko trading ka experience ho our aap ko real trading ka knowledge ho our in dono zheezo ko hasil karnay k liay senior members ke posts ko ghoor say read karna chaheay
                • #9 Collapse

                  Brother forex ak busniss ha our biusniss ma loss and profit sat sat ha es ma apny ap ko loss k leye utna prepare rehna pherta ha jitna k hum profit k leye her waqt tayyar rehty ha lakin per bi loss miqdar ko kam karny k leye agar hum stop loss ka tool use kary to hamara loss kam sakta ha lakin bilkul hatam nahi ho sakta thanks
                  • #10 Collapse

                    loss is business main mast hota ha..mager is business ko sekh ker is business main apnay loss ko kam liya ja sakta ha.or trading main trader jab koi bi trade karay.us main take profit and stop loss ka use zaror karay.aesa karay say wo is business main ziada loss honay say bach jata ha..or kabhi bi apnay account mian big trade ko open na karain..hum small trade main bi apnay liya buhat acha profit hasil ker sakty hai.bhai ager trader small capital main profit ko hasil kernay main kamiyab ho jata ha..to wo apnay small account ko hi big account main convert ker sakta ha..
                    • #11 Collapse

                      forex trading main loss say bachnay kay liye sab say aham cheez knowledge hay agar humary pass forex trading kay bary main knowledge hay to es knowledge ko barhaye kyun keh knowledge ko barha kar he hum market main ziada achi aur safe trade kar sakty hay aur esmain humay lalach nahi karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko agr lose sa bachna hai tu us ka lya ham ko learning krna pra gi jab tak hamara pas bahut sara experience aur knowledge nea ho ga tu ham forex trading main kamyabi hasil nea kr sakta han forex trading main ak acha trader wo he hota hai jo acha learner hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          money management is the answer. agar ap ke strategy ka return 55% bhi hai toh bhi app ko market mai ache earning ho sakte hai lekin most traders k pass money management ke koi strategy nhi hote.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X