Forex trading krni hy to greed ko side py rkh k kry..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading krni hy to greed ko side py rkh k kry..
    Dosto agr ap Forex trading ko Krna chaty hy or chaty hy k es ma kamyab ho to es k ly zroori hy k ap greed ko side py rkh trading kry Kiun k ye ap ki bht bri dushman hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul apki bt thek ha ham forex business m zyada tr loss greed ki wjha se krty hen keun k jb ham greed krty hen to bra lot size use krty hen aur km waqt m zyada earn kren chahty hen jb k fotex business m aisa nhi hota.yahan pe bht he slow motion k sath best stretgy le kr chlna hota ha.greed ko billul bhol k trade kren to phir kamyabi milti ha.
    • #3 Collapse

      greed hahaha side py na rakhain gy ro khud side py ho jaaey ga markit main aap dono sy ake wakt koi ake baaki reh sakta hy aap ya greed aap tab hoon gy jb greed nai ho ga aor ager greed ho ga to aap yakeenan nai hoon gy
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her category k log kam kar rahay hen aur iss men kuch lalachi log bhi hen lekin agar ap forex k platform pe lalach se bach kar kam karen gey tu ap achi trading men kamyab ho jaen gey lekin lalach men loss bhi kabi kabi zaroor hota hey iss ko avoide Karen
        • #5 Collapse

          G bilkul lalach buri bala hai ham ek tarde lagty han us me hamen loss hota hai fr ham dosri trade laga lety han us loss ko cover karny k lye to bhi agr hamen loss ho jata hai to wo hamri lalach ho gi lehaza agr ham forex sy kuch earn karna chahty han to hamen is qisam lalach sy dur rahna chahye
          • #6 Collapse

            Agreed! Lalach buri bala hai jb b hm lalach krty hn to uska nateeja hmen bura he hasil hta hai or hm zada sy zada ki khwaish ma thry sy b jaty hain hmen sbr sy kam lyna chahye or hmesha soch smjh kr step uthana chahye forex ma slowly earn chahye or soch kr investment krni chahye
            • #7 Collapse

              Agr ap trading ma kamyab hona chahty hain tu ap ko grreedy ko side py rakh kr kam krna ho ga q k yaha py greedy kisi kam nahi ha ye sirf ap ko nuqsan deti ha or kuch ni deti ap apny thamul k sath trend ko check kr k apni trade lagae or apna acount dekh k lot aize set kry agr thori c b lalach kr li ap ny tu ap ko bht bhara nuqsan uthana par skta ha is lye is ko apny sy bht door rakhy
              • #8 Collapse

                Brother ap ny thk kaha hy kesi be kam main lalach seraf loss ki waja banta hy or forex to pehly hy boht risky business hay es main greedy yani lalach to apka confirm loss he hay qn kh es main zara c be mistake ki koi ganyash nahi hay es lay ap ko achi tarha soch samj kar faisala leyna hota hay lalach main hum galt feysala lay lety hain jo kh loss ka bais banta hay
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  Bhai ap na balkul teak kha hai agar hum forex trading ko use karty hai to humey sab se phly lalach nahi karni cheyai. Agar hum lalach kary gan to hum phir forex trading main kamyab nahi ho sakty hai. Zayada tar trader jab tora sa profit earn karty hai to phir wo lalach kar kay jald bazi main trade lagah dety hai jis kay bad main on ko noksan hota hai. Is leya humey forex trdaing main soch samj kar trade ko lagana cheyai or lalach nahi karni cheyai.
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul si kaha hai AP ne trading krni hai to lalach ni krna chahye ho lalach kre ga wo maar khaa Jaye ga bcz trading main lalach krne ka BHT loss hai is liye lalach see bachna chahye business main lalach ni krni chahye lalach buri bala hai
                    • #11 Collapse

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai k as main ham ko agar acha kam karna hai tu ham ko greed ko side pe kar k as main kam karna chahiy hai q k agar ham as main ghreed karte hai tu hi ham ko as main loss hota hi as liy ham ko as main greed nahi karna chahiy hai ab ham ko as main greed kabhi bhi nahi karna chahiy hai
                      • #12 Collapse

                        Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k
                        Forex trading krni hy to greed ko side py rkh k kry.. se kaya morad ha please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi
                        • #13 Collapse

                          G forex trading business mein greed ko hum side par rakh kar trading nhi kar saktay kiok greed se wo hi trader Bach sakta hy Jo forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karta hy kiok agr learning knewledge aur experience ho ga tu hum ko market ka pata ho ga tu hum greedy trading nhi karain gay js se loss se bach saktay han
                          • #14 Collapse

                            FOREX main agr kam karna hay to is main active ho kar kam karna ho ga kun kay is main log ziada profit hasil karny kay chakar main kam karty hain jis say market main loss b hota hay or profit b hota hay market ka pta nai hota hay kab move kar jati hay so humain active hona parta hay apnay traget tk profit ko lay kar trade bnd karna bi best hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Log yeh samajhne lag gaye hain kay Forex aik sonay ka anda dainay wali murghi hai. Aisa kutch nahi hai meray dosto. Is business main kamyabi kay liye Greed yaani kay Lalach say puri tarha bachain. Kyun kay hum ne sun rakha hai ka. Lalach buri bala ka naam hai.

                              Is keh rehtay huye hum kabhi bhi profit gain kar hi nahi saktay hain. Aur hamari saari mehnat zaya ho sakti hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X