Forex Trading main ktni lots use karni chae ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

    Dear lot size depend karti hai humare account size ki amount how much capital we have in our trading account agar humara account less amount wala hai to trader ko chaye ke wo small starts le small amount of lot size ko preference de us se ye hoga ko usko small amount of profit milege trades agar amount of account size heavy hai achi hai to trader ko according to plan lot size maintain karni chaye and trade mein lagani chaye jis se usko acha profit hasil hosakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

      Dear ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k humy over trading sy bachena chae ha or proper lots size account k hessab sy istamal karna chae ha ta k humy ziada sy ziada fayda ho or humy loss bilkal bi na ho dear humy apny account k hessab sy trade lots lagani chae ha agr humara account chota ho to humy small lots istamal karni chae ha or jase jase humara account bara hota jay to humy us he hessab sy trade lots size ziada karna chae ha ta k hum har trade main money management or risk management sy trading karny or har trade k sath stop loss or take profit lazmi lagany ta k account safe rahey
      Forex trading main humary pass 100 dollars hon to humy 0.01 sy 0.02 tak trade ki lots lagany ziada na lagany asy he ahsta ahsta jase account bara ho to hum trade lots size barha sakty han
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

        Dear jes tarha lot size ka use professional aur expert traders apny experience aur knowledge key base par karty hey app ko be esa hi karna chaye, apni marzi ka lot size bilkul be use nahi karna chaye agar app esa karen gey to es ko greed hi samja jata hay, na to kam lot size key base par trading karny ko acha samja jata hay aur na hi zeyda lot size key sath, market ki condition jo be hoti hay app ko lot size be esi condition ko dekty howy use karna chaye, agar market esy level par move kar rahi ho jaha se profit earn karna asaan ho aur app yaha par kam lot size use karo gey to es ka be nuksan hota hay, kam profit earn karna be traders ki mistake samji jati hay.
        • #19 Collapse

          Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

          Forex trading business may huMsha lot size apne balance ko dikhty hoe select karni chahye jo traders Kay liye tu behaatr hai Kay Wo 0.01 ki lot size select karain start huMsha short may lyNa chahye ta Kay experience build ho jase jase humra experience increase hota hai humra balance bhi gain hota hai jitna ziyda balance ho ga hum utna ziyda high lot size select karty hoe trade lagty hain mgr koshish karain Kay chOta lot size hi select kiya jiye ta Kay ager profit kam mil raha ha tu ager in case humri trade loss may jati hai tu humain loss bhi kam bare karna pare is liye forex may kamyab hone Kay liye start say start karta chahye or koshish karni chahye Kay first hum apna experience gain kare Phir earnings pay focus rakhain or apne balance ko dikhty hoe risk lyn ziyda risk huMsha humre balance ky liye khatra hota hai is liye k ma risk lyte hoe earnings ki koshish ki jiye shukria....
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

            G mayray piyaaray bhaai aap nay boht he piyaara messege sub k liaye likha k jis say ham sub ko faida he hoga forex trading may hamay boht samajhdaari k saath kaam kerna chahiyay yay aik aisa online business hay jis may aapko apni pouri tawajja or samjhdaafi say kaam kerna parta hay. Agar aap zara si b bewaqoofi karay gay tou aapko kaafi loss hoga. Ub dostou may aapko ismay lots lagaanay ka bataata hu is business may agar aapka account chota hay tou aapko choti choti or kam lots lgaani chahiyay taakay loss kam sa kam ho or agar account bara hay tou bari lots lagaye jaysay agar aapka account 100$ tak ka hay tou aap 0.01 say 0.03 tak ki he lots lagaye agar aapka aacount 300$ tak ka hay tou 0.04 say 0.06 ki lots lagaye or agar ia aay b bara account hay tou maximmum aap 0.07 ki he lots lagaye jis say aapko profit ho.
            • #21 Collapse

              Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

              ji Bhai aapane bahut hi acchi aur knowledge able post share ki hai hamari lot size hamare account ke hisab se honi chahie agar aapka capital bada hai to aap thodi badi trade kar sakte hain agar aapka capital smal hai to aapko chahie ki aap 0.01 se upar kabhi bhi trade na Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex Trading main ktni lots use karni chae ha

                Dear member forex trading main lot size different trades ke liye different hoti hai misal ke taur per agar aap currency pair mein .01 lot size use karen ge to wah aap ki 2 to 5 dollar consume kare gi aur yahi .01 lot size aap gold ki trading mein invest karen ge tu yahan aap ke a $15 consume hon ge, same goes agar aap .01 lot size crude oil main use karen ge tu yahan aapki ki $20 investment consume ho gi. Is liye ye aap Jo bhi trade lagayen ge aap ko us ke hisab se lot size adjust Karni ho gi agar aap currency per kam karte Hain aur aapke trading account mein $100 hai to aap ke liye .01 bahut chhoti hai is mein aap ka mat kam .1 lot size use Karen tab aapko thori earning mile gi.

                اب آن لائن

                Working...
                X