Forex trading main intrest rate news of usd
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main intrest rate news of usd
    Forex market main aap ko Maloom hona chahiye ke agar aap interest rate ki news ke upar trading karna chahte hain.
    US dollar interest rate new scheme for trading Aquaguard aap ko Apne motions ke upar fully control karna hoga Kyunki Agar interest rates change ho jaye to market conditions aur hoti hai aur Agar interest rate change Na Ho Tum market conditions different hoti hai.
    The socket FD meetings interest rate ke news ke half hour ke baad hota hai is wajah se market pullback kar Leti Hai.
    Lekin Hume and their forex market Mein interest rate ki news ke upar Baitha banana Hai Tum Hame news trade certificate by stop Aircel stop Lagane Ki zarurat Nahi Hai Hame chahiye ke hum market Mein trade karte waqt Jab market Mein trade Kare interest rate ki news ke upar to hona chahiye ke amazing order open Kare history Kaise inside market movement ke upar bhi profit Hota Lenge.
    Wholesale market and inside remove Karega toh tab Bhi Hum Log profit Hotel Ayenge Yeh Hai Ek best Tarika Hai interest rate change hone Ki Surat mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    USD interest rate news ho ya koi bhi interest rate mews ho is ma chamd aik batin ko dekha jata hai jin ki smjh hona zarori hai har country ki economy ki aik value hai kxh ki reserved assets ka tayon krna hita hai kxh ky gold reserve ki waja sy economy strong hai kch countries ki oil ki eaja sy kch rear countries ki dollar reserve ki waaj sy economy strong smjhi jati hai isly elaea interest rate consumer aor production ky tanasub sy bhi dekhi jati hai agr apky pas remaining assets ki ratio kam hai to interest rate increase keay jaty hain aor tawazun brkarar rakha jata hai ghurbat ka tanasub bhi dekha jata hai jub increase ho raha ho to interest rate increase keay jaty hai kabi kabi maintain bhi rakha jata hai aaor kabi kam bhi hoty hain yeh sub apko analysis krna hota hai
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikum. Dear pakistan forex forum members. I hope you will be good. And bhai jan main apki batin sa agree krta hoon q k ap.na bahot achi batain btain hain. And mai. Apko yah bhi btana chahta hoon k ager usd interest rate news ho ya phir chahy koi r bhj kisam ki interest rate news hi q na ho.sab sa pahly hamain un main kuch na kuch baton ka pta hona bahot zyada zayada zaroori hy. So, ham tab in main apni maharat dikha skty hain. And ya baat bhi hy k har aik country matllab k har aik mullk ki apni aik economy hotti hy jiss ki aik apni hi kuch value hotti hy. For example kuch country main gold ki tradding bahot zyada use hoti hy . so, wo gold main zyada value rakhti hy. And kuch oil main zyqda economy main value rkhty hain to wo oil main hi value rakhty hain. So isi trha har mulkk matllab k har country ki apni economy value count ki jaati hy.
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum Apne bahut accha Sawal kya hai main uske baare mein aapko advise by Jana Chahta Hoon k bhai Jab Hum Log market me trading Karte Hain To Hame is baare mein pura information hona chahiye Ke Hum Kis cheez ki training kar rahe hain aur Hame market ke sabse hit reading Karni chahiye Break Ke Baad Mein Hai Ke Hame Apne country ke matlab ki hai aap se chatting karne chahiye hey Hum Log acche profit banana Sakenge
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Yamaha Mein interest rate Kabhi Pata Lag Jayega Jab Hum Yahan Par dekhte hain Ki Aane wali news pay interest rate increased ho rahe hai Koi Yahan Par Hum Aksar baat karte hai kya cheez ka rate increase ho jata hai market Mein movement Der Ho Jati Hai Log Yaha par investment we both Soch Samajh Kar Karte Ho Jab yahan pe investment Karte Hain Tu Yahin Se Bojhena earning karne ki try karte hain long time running karne ke liye capital b postpaid ke sath increase hota hua main Nazar aata hai aur Kabhi bi aap hame nuksaan hone Ka Dar Nahi Sakta Kyunki Hame Pata Hota ki market ki attraction kya chal rahi hai aur kya kuch hone wala hai
          • #6 Collapse

            Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai To Phir iske liye Hum logo ko chahiye kya Hum Log candles pattern cutting karne Par Hum logo ko is ka fayda Hoga Aur Hum logo ko chahiye Ke Hum Log US dollar par hai bus trading Karenge Hum logo ko kya fayda hota hai aur hum log Kafi acha profit bana sakte hain
            • #7 Collapse

              Forex main dosto daily base pay ksi na ksi currency ki high impact news hoti hai jes main hum ager to us ka experience rakhty hain to pher to humean us main trade leni chahy nahe to news trading boht he dangerous hai us maen humean humesha jab bhe kisi bhe currency chahy USD ka interest rate data hoo ya pher GBP ka interest rate data hoo ya pher CAD ka ho humean us say phelay apni trades ko close rakhna chahy pher he us main hum acha profit earn ker pian gay ager hmery pass us main phelay trade ka tajarba hai to pher he humean trade leni chhay koin k zarori nahe hai jesay k usd ki phelay news pay one sided move hoti hai our dosarey pay market pull back diti hai to pher humean us main yahi kerna ho ga k us main phelay ache demo main practice kerna ho ge pher he hum us main trade ker k ache earning ker pain gay nahe to mera mashwara to yahi ho ga k technical analysis ker k to pher he live account main trading ki jeay jes main app ko aik din main kafi trades mil jati hain
              • #8 Collapse

                Mian to ye kahoun ge k bhae chahy US ki interest news ho ya pher kisi bhe our currency ki ho ya koi bhe barey red news ho jo k hum log pak forum insta ki site pay mt4 main diekh rhy hoty hain ya different sites ko diekh k un ko apni trading ko plan kerty hain to pher humean us say phelay apni trades close rakhna hoon gee pher he us main hum log risk ko control ker pain gay koin k forex main aik trader ki ye souch honi chhay k us nay us market main rhena kesy hai ta k wo apnii investment ya bonus kesay secure kerna hai our ta k app ager aik baar loss bhe kerty hain to pher app k pass trade k leay khcuh na khuch hona chahy to ye barey news ka ana pher aik bad dosare news ka ana ya 4 say 5 news jesay k pound ki hoti hain pher us main khuch green main hoti hian khuch red main jes main hum ananlysis nahe ker sagty hian k wo week hoa hai ya strong to trade kernay ki zarori nahe hia technical k oper trading asaan hai our her trader ker sagtga hai our acha profit bhe bna sagta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                  Interest rates ka kisi bhi country ki currency par positive ya negative asar hota ha aur jesa k US dollar ki global importance ha, to US k interest rate ka over all forex market par asar parta ha. US ka interest FED (federal reserve system) decide karta ha jo 1 year mein 2-3 meetings kartay hain. FED k interest rate announce karnay se pehlay fed k members press release kartay hain, jis ko fomc (federal open market committee) minutes kehtay hain. Minutes k anay ar bhi market volatile hoti ha aur fed members k tone ko traders analyse kartay hain. Agar un ki tone dovish ho to us dollar par negative asar parta ha, or agar un ki tone hawkish ho to us dollar par positive asar parta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                    G han bilkul interest rates ki news releasing aur es ki information har new aur old traders ko hona bahot zarori hay, kesi be currency ki value change hony ka reason interest rates ki waja se hota hay, interest rates big factor hota hay kesi be currency ki price ko change karny ka es ley traders ko interest rates ki news data hasil karny ki har koshish karni chaye, higher interest rates foreign investment par bahot zeyda attract karny ki waja se demand limit ko be increase kar deti hay aur lower interest rates currency relative value ko kam kar deti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                      Interest rate per dollar index main movement zyada hoti hai jis ka total market per effect perta hai ky agar interest rate increase hota hai tou dollar index bhi rise kerta hai aur other tamam pairs jo dollar ky against forex market main trade ho rehy hain unka graph down chala jata hai beshak same currency ko actual price increase ho rehi ho lekin agar dollars index uski price sy zyada move kery ga tou same pairs main market ka chart down movement ho show kery ga tou aesy main trade kerny ky liay sell best entry hoti hai lekin agar internet rate decrease hota hai tou same process reverse ho jata hai aur buy ki trade banti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                        dollar ki interest rate news ky bahot sary different factors hain jin ki waja sy market py dollar isd related currency pairs affect hoty hain j8n ma ay zeyada tar jo hain wo inflation control programme ky teht agr interest rate increase hon to dollar strong hota hai lkn agr inflation in control ho aor interest rate increase kray jain to phr bahot msla hota hai in baton ky elawa consumers price index aor production price index rsrio bhi monitor ki jati hai lehaza apko trading with open eyes and mind start krni chye bloom burg ma trading news live show ki jati hai in ko ap sun ky bhi apna plan aor analysis discover kr skty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                          interest rate ke news kisi bhi pair k ho ap ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai se nikal jaye jab bhi kisi interest rate ke news arhe hote hai. kuin ke interest rate kabhi bhi change ker dete hai central banks...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X