Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?
    Dear brothers merey khayal men forex trading men hamen sirf apni luck pe depend nhi karna chahiay balkay apni mehnat aur lagan se kam karna chahiay ta k acha profit hasil ho sakay forex trading sirf woh log kamyab hotay hen jo apna qeemti time zaiya nhi kartay aur hardworking ko jari rakhtay hen woh kabi apni luck pe depend nhi kartay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Han bilkul q k luck ko acha ya but bnane Walt hum khud he hoty hn agar hum chahen to bohat sari mehnat or k is ko acha bna Lyn aur agar chahen to lalach kr k is ko khrab bi or Lyn ye hum py depend krta ha forex trading men luck py depend krny see better ha khud py yaqeen rkhen apny andar kuch kr dikhane ka jazba rkhen aur khud men confidence develop kren tbi AP kamyab trader bn sakty hn luck py depend kr k agar kamyabi milny lge to hr koi luck py he depend kren mehnat ko chor he Dy.
    • #3 Collapse

      G bilkul hmy apne luck pa depend nhe karna chahiye hai q k luck hmesha hmy favour nhe karta hai forex m trading kr k liye experience or knowledge ki zarort hoti hai agr ap zayada se zayada learning kren gy or demo account m practice kren to ap achi trading kar sakty hain so luck pa dependent na rahen apne analysis ir experience pa yaqeen rakhen.
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?

        agar hum hamesha apni luck par depend karn gay to hum market main acha profit hasil nahi kar sakty es liye humay chahiye keh khud hard work karen kyun keh agar hum khud hard work karen gay to he achi earning kar sakty hay market main es business main khoob time daina chahiye aur sahi say focus bhi karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?

          mera khial mn hmen luck pr depend krnay ki bjay mehnat krni chayay aksr log kehtay hn k jo kismat mn howa mil jay ga mgr forex trading mn wohi kamyab hota ha jo kismat ki bjay apni mehnat pa yaqeen rakhta ho jo kam mn ziada mehnat krta ha aur ziada time deta ha wohi kamyab hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?

            sai kaha hai ap nay humay is market main kabhi bhi apni luck per aitbar nai karna chahiyay aur mehnat bhi karni chahiyay is market main aur apnay dam per khuch karna chahiyay lakin main agar apni baat karon tu main khud luck per buhat believe karta hon aur luck buhat zaroori hai ap ki is market main agar ap nay kamyab hona hai tu.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha apni luck pe depend nhi karna chahiay?

              G bilkul theak kha ha ao ny hame forex trading ma luck pay depend nahi karna chahiye balky hame zada sy zada hardworking karni chahiye es k bary ma knowledge or experience lay k kary to phir ham es ma successful ho sakty ha PR luck sirf eik do bar chalti ha bar bar nahi es liye trading ka hamry pas acha experience hona zarori ha or experience hame demo account par practice kar k mily ga hame mehnet karni chahiye luck pay Barosa nahi karna chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X