thread ki lamit 4 thread hai phir 8 thread kun lag jaty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread ki lamit 4 thread hai phir 8 thread kun lag jaty hain
    Dear mara yah swal hai k thread post krny ki lamit to 4 thread ki hai jb hum thread lgaty hain to 8 thread post ho jaty hain os k bad yah errer ata hai k aap 24 hour man 8 thread sy zuada thread nahi lga skty to hum to phly he 8 thread lga chy hoty hain to jo azafi 4 thread lgay hoty hain to delete to nahi ho jain gy?
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forum ki traf sy at a time sirf ap 4 threads creat kr sukty hain ager apnny 4 threads aik waqt mn creat key tu phr ap ko 24 hours wait zarur krna parhta hai threads creat krny k liay aor 4 sy ziada threads apbk delet kr daiy jaty hain
    • #3 Collapse

      Pak Forex Forum main daily thread ki limit 4 hoti hai aur 24 hours k bad ap mazeed thread bhi open kar sakty hain..4 sy ziyada daily basis per thread open nhi karna chahye q keh aisa karny sy ap ka account bhi block ho sakta hai..humain forex ki policy k mutabiq posts karni chahye take hamara account safe rahy..
      • #4 Collapse

        abi possible hay kay forum ne eski quantity pr day zyada kar di ho pehle yehi hota tha aap aik din mei 4 threads laga saktay ho ess se zyada nahi magar abhi aap agar 4 abhi lagao 4 kuch time k gap se lagao gay tou lag jati hain yani 24 hours mei aap 8 bhi post karo gay tou accept hojay gi koi issue nahi hay
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: thread ki lamit 4 thread hai phir 8 thread kun lag jaty hain

          humay threads ye soch kar bnany chahiye keh agar wo cheez share na ho to humay new cheez ko share karna chaiye aisy he humay blindly threads nahi bnanay chahiye aur humay rules ko mady nazar he kam karna chahiye tab he hum market main safe earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay

          اب آن لائن

          Working...
          X