Over sold pair ka matlab kiya hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over sold pair ka matlab kiya hota hai?
    Over sold pair ka matlab yahe hota hai k jab ik pair kafe ziyada yane extreme level taak sold hojae osko over sold kaha jata hai os situations mai trading karne k apnay technical techniques hotay hai q k over sold pair ko mazeed sell karna apkay leye kabi be acha nahe ho sakta lekan os pair k mazeed sell mai janay k chances be hotay hai so aos time bari ahteyat ki zarorat hoti hai aor ye confirm karna hota hai k aya ab ye mazeed sell mai jaega ya nahe jump karega so over sold pair mai apko situations daik kar he trades laganay hongay
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul theek bat hy janab ager ap ko buy ki entry dhondni hoti hy tu ap ko chahiay ky ap sab sy pehly bary time frame ky chart ko open kery us mai ap ko d1 ya h4 mai ager koi buy ka signal milta hy or ap jis pair mai trade kerna chahaty hy or daikhty hy ky wo bahut hi ziyada down trend mar chukka hy or kafi sell kiya howa hy jo rsi ky levels hy ya kise bi or ky indicator mai ap ko nazer ata hy ky ky wo kafi down tu us ki hm log over sold kehty hy waha sy hm logo ko kafi acha chance milta hy ky hm log analysis ky sath market mai entry ly sakty hy buy ki or acah profit earn ker sakty hy.
    • #3 Collapse

      Ap ki baat theak hy k hum ko over sold pair ka pata hona chay as ma hum ko over sold ka kasy pata chaly ga as k ley hum ko indicators ki help leni parti hy k aik pair pechly Dino say kis trf ja raha hy kia lag tar buy ho raha ya laga tar sell jab wo bohat down ya up ja chuka hota hy to hum us ko phr over sold bolty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Over sold pair ka matlab kiya hota hai?

        over sold ka motlb hai k pair bht ziada sold ho chukka hai mean extreme level tak sold ho chukka hai. or indicators abhi bhi uss ko or down show kar rahay hain tou iss extreme level k baad pair ko sell karna koi achi baat nahi hai bht ziada loss ka andesha hoota hai iss baat me. so jab pair over sold ho chukka ho tou uss ko mazeed sell karny se parhaiz karain or trend change hoonay ka wait karain. ta k kissi pareshani se do char na hoon
        • #5 Collapse

          Re: Over sold pair ka matlab kiya hota hai?

          over sold say murad hota hay kay jab hum koi pair ko select kar kay us main trdade krty hain to is main wo pair extreem had tk sold ho jata hay is main kam karny kay liye humain apni trading technique ka use karna hota hay kun kay ismain sell karna humary liye kafi profitable b ho sakta hay or may possible loss b ho skta hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Over sold pair ka matlab kiya hota hai?

            Jo pairs bohat ziada sell main ja chukay huway aur indicators say bhi ye wazih hota hay keh ye boaht ziada sale ho chukay hay to hum aisi condition ko over sold kehty hay aur aisi halat main humay sell ki trade place karnay say gurez karna chahiye kyun keh es trha hum market main nuqsan he karty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X