fundamental analysis aur technical analysis sab sey zyada trading mei use honay walay ye 2 kisam kay analysis hain jo hum dekhtay hain kay sabi traders inhi ka use kartay hain aur new anay walay traders ko bhi inhi analysis pe focus karnay ko tarjeeh di jati hay wo bhi inhi analysis pe achi tarah se focus karain lakin aj kal analysis mei bhi technical ko zyada dekha jata hay maine dekha hay market mei kuch days fundamental analysis kay hotay hain aur kuch days market totally depend kar rahi hoti hay technical analysis kay mutabik meray khyal mei hamay koshish karni chaiye kay hum har time dono he analysis pe achi tarah focus karain lakin zyada focus unn analysis pe keya jay jinki value zyada chal rahi ho ap kay acha knowledge rakhtay es baray mei rehnumai karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим