Profit and loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit and loss
    Hum profit kese kama skty hain forex se or loss se kese bacha ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit and loss

    Dear Forex business me trading key 1 rule hay key traders success tab tak hasil karny me nakam rehta hay jab tak wo expert nahi ho jata aur expert banny key ley bahot hi zeyda mehnat karni hoti hay, profit trading me asani se kabi be nahi ho sakta hay, Forex business profitable hony ka ye matlab nahi key koi be trader anadazy ki trading kar key es market se profit earn kar sakta hay, es key ley Forex trading learning courses karna bahot zarori hey, jes me traders learn kar sakty hey key profit kesy earn kia ja sakta hay aur loss se kesy apny account ko bachaya ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Profit and loss

      Assalam.o.alokum
      Profit and loss yh kia hy is ko hm ajj tafseel se jayza len ga.
      Aik profit(Fayda ) aor Loss(Nuqsaan) Aik waqt k sath krobaar ki malie karkrdgee ka khulsa krta hy . yh ap ka khordah karobar kesy kr raha hy is ka andazh kr ne k ley yh aik mofeed zareeha hy lazmee yor pr ap ap isee khass mudat ka andr apney Loss aor Profit ka hisab kr rahy hain
      Profit aor Loss
      akheer waqt me zayda se zayda khalis profit ya khalis Nuqsaan ki qadr pr pounchney ki ley firokht . ikhrajaat aor ikhrajaat ka khksa beyan krta hy . amdne ka beyaan ya munafha aor nuqsaan k beyaan pr jana jata hy prfit aor loss mumkhnah sarmaykaroon ko frahm kia jataa hy jis k barey me is ke tafheem ke jatee hy kh arzee tor pr ooerating me istmaal kia jata hy
      yh compeny ka tex aor sood ikhrajaat pr baseert bhee frahm krta hy jo aam tor pr zayda se zadya profit aor loss ke atatment pr khatm hotey hain
      • #4 Collapse

        Re: Profit and loss

        Brother profit and loss kisi bhi business ko start kerny se phly analise kia jata hey keh is business main profit kitny percent ho ga aor loss key kitny percent chances hain. Yeh decide kerny key baad phir aisi hikmat-e-amli terteb ki jati hey keh profit ko increase ki jaey aor loss key chances kem kiey jain. Phir isi strategy ki base per business ko run kia jata hey.
        Yehi procedure lago hota hey forex trading per. Jeb isko learn kerna start kerty hain to is main un pehloon per ghor kia jata hey jinky zeriey loss cut kia jaey aor profit kamaya jaey. Profit ko maintain aor increase kerny key liey trading key kiey sirf wohi pair select kiey jaty hain jin main profit earn kerny key maximum chances hoty hain aor yeh pair technical and fundamental analysis kerny key baad select hoty hain.
        Loss ko kisi bhi business main pasand nhen kia jata keon keh yeh hamari mehnat aor assets donon ko zaya kerta hey. Loss ko kem kerny key leay kych ahtiati tadabeer ikhtiar ki jati hain jaisy stop loss ka use. Choti lot size lagana. Apni capital key hisab se trade lagana waghera. Trading main wohi trader kamyab hoty hain jo apny emotion ko business per havi nhen hony dety aor apni capital amount key mutabuq trading kerty hain profit aor loss ko dekhty hoey.
        • #5 Collapse

          Re: Profit and loss

          Dear brother forex business main lose our profit 2no paya jata hai lose be hota hai our profit be. Lose say bachny ke liye experience our knowledge ka hona bahoot zarori hai agar knowledge na Ho tu hum kamyab nahi Ho sakty .best trading ke liye zarori hai k hum zayida say zayida forex knowledge hasal kary taky experience our knowledge Mel jay
          • #6 Collapse

            Re: Profit and loss

            Pehlay aap forex ki fundamental aur work kay tareeka kaar ko samjhen phir aap is kay free demo trading account per try karen. Phir jab tak aap is demo per kutch earn nahi kar letay hain us waqt tak real main trading karnay ka sochen bhi mat.

            Bina sochay samjhe aur trading strategy kay aap loss main chalay jayegay. Lehaza proper learning aur rules ko follow karen aur hamesha aik achay trader ban kar trading kartay rahen.
            • #7 Collapse

              Re: Profit and loss

              Asslam o alaikum bhai jann. I hope you will be good. And brother apko btana chahta hoon k loss and proffit ab to life ka aik hissa ban chuky hain. And brothers apki baat k mutaabik ager ap loss sa bachna chahty hain and proffit earn krna chahty hain to apko chaheye k ap jab bhi tradding karny k liye ain to sab sa phly ap kuch time markeet k chart ki movment ko daikhain just daikhain hi nahee us par focus karain. And is sa faida yah hoga k ap ko tradding k baary main kaafi zyada idea hasil hoga. And is k baad ap all candles k oopar zyada sa zyada un ki movment par focus karain is sa bhi apko faida hoga. Is sa ap tradfing start kr k loss sa bach jain gy and proffit earn kar lain gy.
              • #8 Collapse

                Re: Profit and loss

                Asssalm O Alaikum bhai jaan aisa hoota hai k joo bhe bussiness hum start krtai haii ya koi bje bussiness start krnai lgaii hotaii hain to hmaain yeh baat zehnn mein rakhnee chahiyaii k bussiness naam he risk ka hai koi bhe bussiness hous mein loss aur profit dnoo hota hai luch bhe chahiyai hopta hai aur achaii skills bhe honai chaiyaii ...forex mron agar humm chhtai hain k hmaain faida joo to us k liye zrrori haii k learning process kabhi bhe stop na kraain aur knowledge gaain lrtai rhaain aur sbse ziada important haai k hum practise jariii rkhaiin hum.iske jitnee practise krain utna bhtr hai aur itna profit honai k chances bhe ziada hotai hain aur...loss ko roknai k liye hmaain chahiyai hum emotions ko controle krain tb he kamyab ho skaiin gyy
                • #9 Collapse

                  Re: Profit and loss

                  Profit or loss market ka hissa hai agar Hum logo ko market Mein kaam karna hai to Kar Hum logo ko profit or loss Dono Ko Dekhkar hi trading Karni chahiye Phir Hum logo ko is ka fayda Hoga Aur Hum logo ko kamyabi Milegi Aur Hum log 9 se bache sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit and loss

                    dear forex mein profit kamana bohat he mushkil ha agar ap kay pass experience na ho lekinagar ap kay pass acha experience or knowledge ho to ap is say bohat he acha or kamyab profit earn kar sakty hein or forex sayh ap apny trading say bohat he acha profit earn kar sakty hein kiyon kay market mein agar ap kay pass acha balance backup ha to ap market kay kisi bhe ek pair ko judge kr sakty hein or us mein experience kay sath trading start kar dein then ap bohat he acha profit earn kar sakty hein or forex business kay liye apko first acha experience demo practice bohat he zarori ha jab yeh cheezen apkay pass houn gi to ap forex say bohat he acha profit earn kar sakty hein or apna life time achivement earning hasil kar sakty hein so wait karna bohat he zarori ha then he ap easy success hasil kar sakty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit and loss

                      Dear forex trading ak risky business hai jas ko agher ap join krana chaty hai to ap ko sub say pahly forex ka knowledge hasl karna ho ga koi bai business aur koi bai karobar ap bagher knowledge ka ap nai kar sakty asi trah forex trading main wo hi kamyab hota aur ascha profit earn kar sakta hai jas ka pass forex ka knowledge ho aur us ki trading skill aschi ho zyda tar wo log as main loss karty hai jas ka pass knowledge km hota hai aur wo lalch karty hai zyda profit earn karny ka aur market ko bagher analysis kay aur trand ko bagher daky trade open kar daty hai jas say un ko loss ho jata hai as lay loss say bachny ka lay humy apni trading skill ko bahtar karna ho ga aur zyda say zyda practice karni ho gai takay hum loss say bach sakny.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit and loss

                        Forex mein currencies commodities aur other securities par trade kar kay profit ya loss earn kiya jata ha. Currencies aur commodities brokers ki taraf se listed hotay hain, jis par traders register ho kay account top up kar kay trading start kar saktay hain. Profit ya loss is tarhan earn hota ha kay traders currencies par buy ya sell order place kartay hain. Agar currencies commodities par trader ko lagta ha kay price barhay gi, to wo Buy ka order place kartay hain aur agar un ko lagta ha kay price kam hogi to wo Sell ka order place kartay hain. Loss se 100% tonahi bacha ja sakta, albata daily ka target rakh kar trading ki jaye to loss kafi had tak khatam ho sakta ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit and loss

                          Piyary bhai forex trading mein profit aur loss dono ky chance baraber rehty hain. Trading mein loss kerny ki kai wajohat hain. Jin mein se kuch derj zail hain.
                          Lalach kerna; loss kerny ki aik bari wajah lalach hai. Wo is trah hai ky hum aik to ye samajhty hain. Ky her din trade lani hi lani hai. Dosra ye ky hum lot size ziyada lagaty hain. Jis se hamein ager loss hota hai to wo ziyada hota hai.
                          Jald bazi kerna; hum trade lany mein bahut jald bazi kerty hain. Trend ky mukamal change hony ka wait nai kerty jis ki wajah se akser loss hota hai. Dosra hum trend ko choty time frame mein dekhty hain. Jis se bhi loss hota hai.
                          Aik waqt mein ziyada trade; akser ye dekha giya hai ky hum aik waqt mein ziyada trade laty hain jis se aik to hum market ko achy se analyse nai ker paty aur dosra ye ky un trade ko sahi treeqy se monitor bhi nai ker paty.
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit and loss

                            Forex market Mein profit or loss toh Hota rehta hai isliye Hum Logon Ko Dekhkar trading Karni chahiye Agar Hum Log Dekhkar trading Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit and loss

                              ji do hi to chizen hain jen ka har insan ko har karobar main samna karna parhta hy insan jo bhi kam karta hy us ko do kamon main sy aik kam ka samna karna parhta hy ya to usy us kam sy jo woh kar raha hota hy naffah hasel hota hy ya pher nuqsan ka samna karna parhta hy to har karobar main do chizon main sy aik chiz zaror hoti hy pher har tradar ki koshesh hoti hy keh woh naffy ki traf jae nuqsan sy bachny ky lie har tariqah apnata hy or koshesh karta hy keh kesi na kesi tariqy sy nuqsan sy buch sakon or har banda koshesh karta hy keh kesi na kesi tariqy sy naffah zeyada sy zeyada kmaya jae nuqsan uthany ko kesi ka ji nahi karta har banda naffah kmany ki koshesh karta hy or faeda hi naffah main hota hy nuiqsan to bardasht karna parhta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X