Jaiza: Stop out level.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop out level.
    Stop out se murad trading ka wo point ha, jab trader k account mein itni equity ya margin nahi hota k trade ko barqarar rakh ja sakta ha, or broker ki taraf se automatically trade ya multiple trades ko close kar diya jata ha. Stop out beginners k liye bohot common issue ha. Stop out level par leverage ka bara gehra asar hota ha. Broker har trader ko us k leverage k hisaab se trade open karnay k liye dollar udhaar deta ha (virtually), jis se profit ka potential barh jata ha. Lekin sath hi sath, loss ka margin bhi barh jata ha, broker na trader ko small account k badlay big trades open karnay ki sahoolat day di lekin har trader is sahoolat se faida nahi utha pata, is liye apni abilities ko dekh k leverage set kiya jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Stop out level.

    Thanks dear aapne mujhy aur sab forum users ko bht achi information de hain. Mujhy ye to pata hai kay jab aapka margin bht minus main chala jaay ya bilkul equity zero kay pass aati hai to aapki trades jo chal rahi hoti gain us time broker aapki trades close karna shuru kar deta hai.

    Es say pehly mane margin call kay baary main read kiya thay kay jab market aapko loss day rahi hoti hai to us time aapka account ke equity jqb zero ke taraf barhti hai to broker aapko margin call deta hai kay aapka account ab wash hony kay kareeb hai us time aapki aur deposit karwana chahey nahi to apki trades close hona shuru ho jaati hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Stop out level.

      Free margin ka end hona be trades ko close kar sakty hey jo key ye account ka stop level hi hota hay es key bad trades continue hold nahi reh sakty aur ye automatically close ho jaty hey, stop loss agar use kia jaye to running trades kabi be stop level tak nahi ja sakty, entry level key sath stop loss ko be determine karna zarori hota hay, agar traders leverage aur trades volume ki calculation se stop level ko find karny me kamyab ho jaty hey to nobat margin call any tak nahi ja sakti hay es se orders me stop loss point ko asani se laga kar trades ko auto close karny me asani rehti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Stop out level.

        Forex stop out level is a exact position at which all of a trader's active positions in the foreign exchange market are closed automatically by their broker, because of a decrease in their margin levels, meaning that they can no longer support the open positions.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Stop out level.

          Stop level us. Ko Kehte Hain Jis Path Pe Hum Log Apne trading co close karna chahte hain isliye Hum logo ko stoploss Love Me Lagana chahiye Phir Hum logo ko uska bahut jyada fayda hota hai aur hum logo ko lowest nahi hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Stop out level.

            yes of course well said my dear brother stop out level wahi level Hota Hai Jab aap ki equity aur margin level bahut kam reh jata hai aapko trading ke liye masjid margin required hota hai loss increase Hota Ja Raha hota hai aur profit nahi ho raha Hota of maximum trades Jab loss Main chali jati hai aur aap ka account near to stop out level on jata hai aapko margin call AA Jati Hai broker ki taraf se yeh ek bahut takleef De Agar hota hai sodiya Forex trading members new junior and senior trading members first of all manage your account put proper stop loss and take profit in your trades according to strong support and resistance use pending orders then start reading it's very helpful and it can increase your confidence and intelligence intellectual abilities you can survive more than your thinking
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Stop out level.

              Assalamualaikum aapne bilkul theek kaha hai stop out level us Waqt Hota Hai Jab Ek ke account se uska serramonte khatam ho jayega ke paas Aage Se Rang karne ke liye koi be Maut Na Ho Phir usse automatic trading se out Hona padta hai
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Stop out level.

                hum jab tak bhae leverage account main kum nahe rakhean gay tab tak hum us main apni trades ko achy say manage nahe ker sagty hain humean forex main ager ache trading kerni hai our margin call ya minus margin say bachna hai to pher us main humean leverage k sath sath money management k sath trade kerni ho gee pher he us main hum acha trading ker k us main acha profit bna pain gay dosto forex aek risky business hai our us main boht votality hoti hai our jo bhe us main apni trade ko achay say manage kerta hai wohi us main kamyaab trader banta hai or ager ap usmain mehnat karein gay to pher he us main aik successful trader ban pian gay hard worker trader forex main he kamaab hota ai our jab acha bonus ho to pher he real account main trading start karein pher he app ko us main ache earning ho geee
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Stop out level.

                  dear forex main stop out hona aik normal baat hai koin k mostly Pakistani traders forex main greed k sath trade kerty hain jes say un ko stop out issue hota hai leverage bhe new traders forum k members apny account main zeada rakhty hian our pher wo greed k factor ko control nahe ker paty hian our margin call jab ati hai to pher un ka account jald blown off high volume ki trades stop out ho jati hain our jo choti lot ki hoti hain wo balance bonus zero honay pay auto pay close ho jati hai forex main humean dosto aik emotions ko control kerna ho ga jab tak hum us main lalauch ko khatm nahe kerty hain tab tak us business main hm na to successful trader ban sagty hain our na he professional k sath shamil ho sagty hain humean forex main mehnat kerna ho gee humena phelay learning kerna ho gee pher he us main ap ache earning our profit bna sagty hain leverage ko apny bonus capital bonus k mutabik set kerna ho ga pher he app us market main long time k leay survive ker pian gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Stop out level.

                    Assalam.o.alikum
                    me ne ap logoon ke araa aor tajvwez ko ghor se phra hy boht he acha aor samjh aane wale hroof istamaal key ga jo kh hr aik samjhney waly samjh sakta hy .

                    Forex mwn level ko stop krney k ley aik khas nutah nazr hy jis me gher mulkee tabdly k bazroon men tajroon ke faal position khoud bakhoud apney briker ke traf ke traf se bamd ho haty hain qun kh in ke marjen ke level mean kamee ke wajh se mtlb yh kh ab wo khuly ahdoon ke wajh se maylb yh hah kh ab wo ahoodoon ke himayat neh kr sakty Forwx men aim leaverd market hy jis ka matlb hy hr dollor k tajir ko hr tijrt k ley tayyar kia jata hy in k broker ne in ko aik aesy moqrrah doler ka qarz adda kr sakta hy jo tajir ke haqeqee sarmaykaree se zayda hy lihazaa in ko zayda munafah hasil kr ne ak imkan hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Stop out level.

                      Dear jab ap account banaty hai to ap ko aus time broker bata raha hota hai k ap jo type select kar rahy hai ais ai ap ka account kab stop out ho ga to aus k baad jab ap account par trading start kar dety ho aor aus par ap trade start kar dety ho to ap ko aus par loss ho raha ho aor ap ka free margin bahot zayda loss mai ho to aus time ap ka account aor loss bardast ni kar sakta hai to aus time ap ki trades close hona start ho jati hai aus mai ye hai k ap ki trade close hona start ho jati hai aor ap ka balance kam hota jata hai aor agar trades ap k opposite hi jati rahy to ais tarha ap ka account wash ho jata hai aisi liay kehty hai k her trade k sath stop loss lagan chaey aor over trading ni karni chaye ta k ap ka account safe rahy aor ap ais mai apna capital maintain rakh saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Stop out level.

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning haisal kar sakty hain hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy ache learning ky bad kam karna chahey forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Stop out level.

                          Stop Out Level :

                          stop out level ko smjhna trader kay liay important hay trader ko market main high risk main nhi jana hay aor trader ko trading main leverage kay use ko smjhna hay aor trading main account balance aor account equity ko good management sy control krna hay trader aisi trading na karay jis say trader ko stop out a jae aor system automatic trader kay sb order losses main close kar day is laiy trader ko account main leverage aor stop outs aor margin level ko smjh kr trading krna hay trading main mistakes na hon trading main low risk aor low lots ka use krain trading main proper management honi chhy trader ko forex trading sy boht faida hota hay jb trader ki management achi ho gi aor trader forex trading main good abilities sy work krta hay aor trading main good money management ko follow krta hay aor jb trader ko account margin kay use ka sahi experience hota hay aor trader market main ziada lots ka use nhi kray ga tab trader ko stop out nhi ata hay aor jb trader safe trading krta hy aor high risky trading main nhi jata hay phr trader ko kabhi stop out ka samana nhi krna prta hay is liay trader ko in chezon ko achy sy smjhna chhy takah trading main earning achi ho aor trader kay losses control main rhaain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Stop out level.

                            Jo traders Aisa Karte Hain ke Pahale Apne seniour say say trading co learn karte hain aur Baad Hi main Unse sinus ke sath competition karne lag Jate Hain Aise traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka hi Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors aur teachers ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Stop out level.

                              forex mai hamy expert trader ban ky stop out level ko mady nazer rahk ky kam karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar kya he earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain agar hum koi job karty hain to hum forex ko part time ky liye join kar sakty hain or agar hum job less hain to hamy forex ko full time ky liye join kar lena chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X