Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.
    Forex trading mai har dafa dino ke routine aik jaise tu nai hoti hai aur kisi b din kay baray mai hatme baat nai ke ja sakti hai kion ke iss market mai prices ke movement per bohot say factors effect kar rahy hoty hain.
    Lakin ager generally baat Karin tu Friday aur Monday trading kay liye aam dino ke nisbat trading kay liye ziada mushkil sabit ho sakty hain.
    Friday ko market ka week close ho raha hota hai jis ke waja say aksar market ke movement mai bohot ziada gahir yaqeeni hoti hai aur trend ke clear direction na honay ke waja say traders ko loss ho jata hai.
    Iss trah Monday ko new week ka trend set ho raha hota hai jis ke wja say traders ko market trend kay baray mai confirmation nai hoti hai jis ke wja say trading karna mushkil ho jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

    g han bhai apki bat bilkul tek hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main hmain 5 din 24 ghnty tu milty hain trading k liye maghr kuj dinu main trading kafi nazul hoti hai jis se hmaon loss ony k chaces zeyda hoty hain es liye aghr hum en dinu ko acoide kare tu hum bary nuksan se bach skty hain or un dinu main jo din shamil hain wo friady or mondya hai q k jub friday hota hai tu market k closing ka time hota hai or jis k bad monday ko bhi market open ho chuki hoti hai jis se hmain kisi bhi trading trend k bary main koi cnfermtion nahi hoti hai es liye en dinu main jub tak apko market ki tarf se koi hatmi piint nazar na ay tab tak trading na karen q k loss se bahtr hai k humthora intazar karr len jo k hmary account k liye bahtr hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

      g han bhai apki bat bilkul thek hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main hmain jo do din nazuk milty hain wo friady or monday hain jesy k ap ny kaha hai k friady ko market k closing ka time hota hai es liye apko apki market main acha trend nahi milta hai or aghr milta hai tu apko confermtion nahi hoti hai k ap confident ho kar apni trading kar sken es liye loss se bahtr yahi hai k market main jub naziuk halat dikh rahy hun tu apni trading na kren q k yahi bahtr hota hai k loss na ho or aghr profit bhi nai ho rha ho tu es lye monday ki morning main bhi apko market confuse karti hai tu apni trading ko ahtyat se karen ta k apko apki tradomg main acha profit mil skay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

        Dear me samjta hon key koi be din esa nahi jab market liquid condition me na ho, Friday closing day hony ki waja se other days se zeyda market liquid position me hoti hay, bahot se pairs esy be hey jo key Monday ko be bahot zeyda movement kar sakty hey, Gold, crude oil, EUR/USD, GBP/USD ye esy pair hey jo key Monday ko be bahot zeyda moving condition me reh sakty hey, bank meeting Friday ko hi hoti hey esi waja se be market me bahot zeyda risk involve ho jata hay aur other big news be Friday ko hi release ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

          Bhia apki bat kisi had tak sahi hai laken hmaisha he aysa nahi hota hai k hmain friday or monday ko market sahi halat main nahi milti hai kbhi kbhi aysa hota hai k hmain en dinu main smjh nahi ai hai laken aysa har dafa nahi hota hai es liye hum yah kah skty hain k hmain apni trading ko karna tab he chahye jub hmain kisi bhi qism ki koi pareshani nahi ho or hum apni trading ko achi trha se analysis kar k trading karen ta k hmain acha profit eramn kar skaen es k ilwa main yah bat khna chahunga k aghr tu hmari trading main hmari leraning achi hai tu hum har din main achi trading kar skty hain or market ko achi traha se analysis kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

            Assalamualaikum main aap se ek baat karna chahta Hoon ke Friday musalmano ke liye bahut hi fast din hai Oriya Din humare liye Ibadat karne ka aur bhi accha Sa din hai isliye Mai Chahu RK aapko Friday ke baare mein Mushkil Din Nahi Kehna chahiye please Musalman hone ke Naate is din ki ehmiyat ko Samjhaiye Shukriya
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

              G mery piyary bhai jan asslam o alaikum. I hooe you will be really good. And dear friend main apki baat sa full agree karya hoon. And apko ap k sawaal k mutaabik and apki baton k mutaabik apko btana chahta hoon k ham bilkul 5 sa 6 din tradding week main kr skty hain. But hafty k din and itwaar mattlab k saturday and sunday ko ham kisi bhi halat main tradding nahee kar skty. Q k in 2 days main chutti hoti hy tradding ki. So, jaisa k ap na kaha hy k friday and monday k din mushkil hotti hy tradding to mujhy nahee lgta. Because i think yahan 100% tradders main sa 90% success hoty hain. So, laazmi baat hy un k paas ager knowlege hy , experions hy, confidence hy to tbhi wo success hoty hain. Anh way friday k din tradding week ka last day hota hy and monday k din start hota hy. So in dino main kuch na kuch to asar laazmi baat hy parta hy. But ya kisi expert traddera ya kisi senior tradders k liye aysi batain koi mushkil nahee hoti.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                pyary bhai apki bat kuch hadd tak thek ha kiyon kay market mein agar ap monday or friday kay bary mein kehan chahty hein kay market bohat he fast hoti ha lekin ap ny thek samjha ha kiyon kay in dino market mein kafi teezi hoti ha lekin ye zarori nahi kay in dino market mein bhat fast tabddeeli ho lekin forex mein market mein kabhi bhe koi news hoti ha wo in dino bhe hoti ha us mein bhe market bohat he fast movement karti ha or is mein bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha or us mein safe trading akrna bohat he behtar ha jo bhe banda news ko read kar kay ap bohat he cha profit earn kar sakty hein or news pay focus apki life change work kar sakta ha is liye expert trader kay liye yeh 2no din bohat he important hoty hein to is say ap profit he profit earn kar sakty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                  Yes dear asal mai jab monday ko market open hoti hai to aus mai ye hota hai k market mai atni zayda trading ni ho rahe hoti hhai jis se market ka trend samjh ni aa rha hota aor ais market mai agar ap ne koi trade lagani ho to aus time ap ko ho sakta hai k koi achi trade na mil rahe ho ais liay try karni chaye k hum ko monday k din trade hi ni karni chaye ais se ye faida hai k jab market apny trend mai moment start karti hai to aus k baad market mai enter hona chaye aor friday ko market ne close hona hota hai ais mai moment bahot fast hoti hai aor ais din market trend se hat k bhi moment kar leti hai ais liay agar account ko safe rakhana hai to friday ko trading mat kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                    gee bhai aap nay sahi kaha haykay trading kay liye sab say mushkil din friday or monday hain iss ke bohat saari wajoohat hain wesay to monday or friday dono hi risky hain lekin zyaada risky monday hota hay friday nahi hota kiun kay kay friday kee movement kaafi expected movement hoti hay yaani poora week jo trend raha hota hay usss kay against koi movement hoti hay mostly friday ko jabkay monday waala din bohat zyaada risky ho sekta hay uss ki wajah yeh hay kay monday ko yah to pechla trend hi mazeed strongho ker continue ho jaata hay ya phir aap kay paas trend opposite movements show kerta hay lekin uss ko guess kerna bohat mushkil hota hay friday or monday kee trades iss liye bhi mushkil hain kiun kay aksar market monday ko gap kay ath shuru hoti hay to sl leg jaatay hain bohat saaray traders kay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                      ap ki bat kafi had tk thek b hy but issue un ko hota hy jo short term trading krty hyn mtlb k scalping wagera jo krty hyn us k leay sahe nai ho skta but agr long term walon ko dykha jaey to pir to koi mushkil nai hoti un k leay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                        je bilkul trading point of view se Monday aur Friday ko trading karna thoda sa muskhkil hota q k Monday ko market open hoti ha aur tamam traders weekend ghuzar k atay hian is lye market ma kuch ziadah movement ni hoti ha aur trading ki ziadah opportunities ni milti hain, aur Friday ko market ne close hona hota ha is lye traders apni trades wind up kar apna profit withdraw karwana hota ha is lye makret ma itni taizi ni hoti ha is lye agar ap ne Monday ko trade karni ha to New York session ma trade karain os ma trend clear ho jatain aksar pairs, aur Friday ko trade karain to first session k 3,4 ghantay pehlay yar London aur New York session k darmain m bhi trade kar saktay hian
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                          Forex trading mai har dafa dino ke routine aik jaise tu nai hoti hai aur kisi b din kay baray mai hatme baat nai ke ja sakti hai kion ke iss market mai prices ke movement per bohot say factors effect kar rahy hoty hain.
                          Lakin ager generally baat Karin tu Friday aur Monday trading kay liye aam dino ke nisbat trading kay liye ziada mushkil sabit ho sakty hain.
                          Friday ko market ka week close ho raha hota hai jis ke waja say aksar market ke movement mai bohot ziada gahir yaqeeni hoti hai aur trend ke clear direction na honay ke waja say traders ko loss ho jata hai.
                          Iss trah Monday ko new week ka trend set ho raha hota hai jis ke wja say traders ko market trend kay baray mai confirmation nai hoti hai jis ke wja say trading karna mushkil ho jata ha.
                          Assalamualaikum bhai Forex trading Mein Hum Kisi bhi din ke baare mein kuch nahi keh Sakte qk market ki prices ki movement par days k ilawa bhi bahut ssaray factors Asar Andaz Hote Hain lekin Agar generally Dekha Jaye to Monday or friday trading ke liye Baki Dino Ki nisbat Jyada Mushkil sabit Hote Hain Friday ko trading Mein Mushkil 8 page Aane ki wajah se hoti hai basically Friday quote market Ka week close ho raha Hota Hai Jiski wajah se Akshar market ki movement bahut jyada unbelievable hoti hai all trend ki direction clear na hone ki wajah se traders ko loss ho jata hai aise hai Monday ko trading ka naya week start ho raha Hota Hai Jiski wajah se traders ko trend ke baare mein confirmation nahi hoti hai ISI wajah se traders ko trading karne Mushkil aaj ka Samna karna padta hai shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                            Forex trading week ma 5 days open hoti ha or har din market ki different situation hoti ha. Monday ko chun k markets open hona start hoti hain, is liye is din market ki movement slow hoti ha. Monday ko agar koi big news na aa rahi ho to usually market bohot slow move karti ha. Friday chun k week ka last day hota ha or Friday ko usually profit taking bhi hoti ha, is liye Friday ko market ki movement bohot ziyada hoti ha. Friday k din profit taking ki waja se false trap bhi bohot create hotay hain jin mein trap ho k bohot se traders ko loss hota. Friday ko major news bhi aksar ati hain, is liye ye trading week ka sab se volatile din hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading kay liye mushkil din Friday aur Monday.

                              dear wo is liye ap bol rhy hein kiyon kay monday market open hoti ha to market mein bohat he teezi hoti ha or friday market close hoti ha or us din market mein exit point hota ha is liye us din bhe market mein movement hoti ha lekin aysa zarori nahi ha baqi 3 din bhe market agar koi news ajaye to bohat he move kar jati ha lekin ye hota ha kay monday market open time stock exchange mein bhe teezi hoti han is liye us dino agar ap achy experience kay sath work kareen to bohat he acha profit earn kar sakty hein or hard work or acha experience apki life change kar sakta ha is liye din ka wait mat kareen ap experience ko use kareen then ap acha profit earn kar sakty hein or market mein monday to friday news traing kareen to bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X