Trading mai losses ka zemydar kon?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai losses ka zemydar kon?
    Dears trading mai losses ka zemydar trder khud hai trader jub lalach krta hai to losses he hoty hai is leye trading mai losses sy bachny ky leye experience orr knowledge zarori hai :1f633:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

    Dear loss ka zimedar insan khud hota hai q k jb hm lalch ma aa k jaldbazi ma galt trading krty hain to hmy loss hota hai so loss se bachny k liye zarori hai k ap zayada se zayada learning kren or forum ko wqt den ta k ap ki knowledge increase ho or demo ma practice krty rhen ta k experience acha or or loss na ho ya agr ho bhi to bht km.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

      dear bro jub bh koi trade loss main chalty hy ya wo loss per khatam hoty hy to us ka zimmydar clear bat hy trader khud hota hy ,jub bh koi trader order place kerny main juldy kerta hy to wo loss hi uthatha hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

        Dosto forex trading ma agr hm ko loss ho jta hy to definite bt hy k os k zemydar b hm khud hy kiun k apny sai trha sy trade ko analysis ni kia agr ap ny trade ko sai trha sy analysis kia hota or aik strategy bna k forex trading ko kia hota to forex trading ma hmain loss kbi b na hota es ly dosto forex trading ma loss k zemydar hm khud hy
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

          G bhai bilkul thek kaha hy trader apni glti ki waja sy hi loss krwata hy jb lalch my a jata hy ya phir log learning k bina trading shuru kr dety hy jis sy kafi loss hota hy q k pta hi ni hota k trade kaha py lgay is waja sy kafi loss hota hy is liy trading k liy learning or experience boht zroori hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

            sir trading mien agar hamin loss ho jaye to hamain es mien aa ker fikr na kerna chahye or hamain es mien aa ker himmat ker k loss k reason ko dakhna hota hai jab um es mien aa ker us reason ko dakh lety hien to hum es mien aik expert ban ker achy fiaslty ker sakty hien.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

              janab mairay khiyal say tu trading main loss ki sub say bari waja trader khud hota hai because wo is market ko serious nai laita aur sahi tareekay say is market ko seekhta nai hai jis ka nuksaan hota hai aur buhat say trader lalach main aa jatay hain aur ratoon rat ameer honay ki sochtay hain jis ki waja say wo apni tamam equity kho bhaithatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                dear friend agar dekha jay tu loss ky zima darr hm khud hoty hn kiunkhe trade ka loss mn chaly jana hmari hi koi aise mistakes hoti hy jes ki wajh sy hmari trade wrong ho jati hy hmen cahiya hm trade ko soch samjh ky lagin aur trade mn ziyada mistakes nh kren
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                  Forex trading my losss ka zimydar ham khod hy ham khod is kam my lksss rty y to ham ko losss hota hg uamy wasy losss nai hota hy hamy loss bs apni galtio ki waja sy our apni lerning kam hony ki waja sy hota hy wasy ham ko losss nai hota hy loss lerning na hony ki waja sy hota hy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                    Aslamualaikum trading main ziadatarr loss trader ki apni galti ki wajah se hi hota hy is lie apni mistakes se lesson lena chahiye or loss ka zimadaar market ko ni thahrana chahiye or ziada se ziada practice kerni chahiye takay loss k chance kam se kam hon ye hi best solution hy loss se bachne ka
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                      trading main loss hony kay zamydar ofcourse ham hi hoty hain hamen trab hi loss hotta ha jab ham koi asa kam karty hain jis main hamen knowledge nahi hotya or ham kar jaty hain jis ki waja say hamen loss hota hia or ye baat apki bilkul thk hai kay agar ham loss say bachna chaty hain to hamen is main ziada experience hasil karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                        forex mai hamy aone he waja sy loss hota hain ahmy apny brokers ka market ko qasurwar nahi bana chahey jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam kary gy to hum loss ko avoid kar dy gy or acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura kar ly gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                          Dear trading main losses ka zemadaar khud trader hota hai.jis ko na tu experience hota hai trade karne ka aur na he koi tactics.trader ko thora time dena chahye phr trade kare.thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                            traders aksar loss kay baad loss ka zemydar forex market ko samjhty hain. ya phir apni qismat ke baat karty hain. lakin maire khayal say trading kay doran loss ki mukamil zemydari traders per he aate hai aur traders ko yeh zemydari qabool karne chye . traders ko apni trading positions proper analysis ke baad he open karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai losses ka zemydar kon?

                              Loss ki main waja knowledge ka kam hona hay agar humary pass knowledge he theak say nahi to hum forex trading ko kaisy run kar sakty hay es liye humay chahiye keh apny knowledge ko enahce karen aur ziada say ziada esmain practice karen aur seekhnay kay baad real account par trading karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X