Jaiza: Candles stick ka knowledge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Candles stick ka knowledge
    Traders agar candles stick ka knowledge hasil kar len aur es ko proper study kar lety hey to traders ko indicators ki zarorat kabi be mehsoos nahi ho gi,

    Doji

    Doji candle wo hota hay jes ki real body bilkul be nahi hoti agar bearish trend chal raha hay aur sell candle key bad doji candle ban jaye jes ki red body ya greed body bilkul be na ho to es ka matlab ye hota hay key market ne bearish trend khatam kar dia hay aur market next trend ki tayaari kar raha hay.
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_4.png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12462562
    resistance level par agar Doji candle ban jaye to buy trades agar kam ya zeyda profit me hon to traders key ley zarori ho jata hay key wo esy buy trades ko jald se jald close kar den aur next banny waly candles se market trend ka andaza lagany ki koshish esy traders ko karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

    Aziz dosto trader ko trading mein kamyab hony ky liye trading ka knowledge hona bahut zaroori hai. Jab tak trader trading ka knowledge hasil nahi ker leta wo kuch bhi hasil nahi ker sakta.
    Aur trading ky knowledge mein sab se ahm cheez candle stick ka knowledge hai. Candles stick ka smajhna trader ky liye bahut zaroori hai.
    Trading chart per her candle apny ander aik massage rakhti hai. Ky next candle kasi bany gi.
    Ap ne ziker kiya hai sirf doji candle ka. Is ki teen kisam hain. Jo T ki trah ki hoti hai us ko kehty hain dragon fly doji. Jab market ka trend bearesh chal raha ho aur T doji ban jaye to is ka matlab hai ky ab trend ky change hony ky chance hain. Ab market bullesh ho sakti hai.
    Isi trah ager market bullish ky trend per chal rahi hai aur ulta T numa doji ya is ko kehty hain grave stone doji ban jaye to market ky nechy any chance ban jaty hai.
    Teesra hota hai spinning doji is matlab hota hai ky buyers bhi koshish ker rahy hain aur sellers bhi koshish ker rahy hain. Koi pata nahi market kis traf jaye gi.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Traders agar candles stick ka knowledge hasil kar len aur es ko proper study kar lety hey to traders ko indicators ki zarorat kabi be mehsoos nahi ho gi,

      Doji

      Doji candle wo hota hay jes ki real body bilkul be nahi hoti agar bearish trend chal raha hay aur sell candle key bad doji candle ban jaye jes ki red body ya greed body bilkul be na ho to es ka matlab ye hota hay key market ne bearish trend khatam kar dia hay aur market next trend ki tayaari kar raha hay.
      [ATTACH=CONFIG]6194[/ATTACH]
      resistance level par agar Doji candle ban jaye to buy trades agar kam ya zeyda profit me hon to traders key ley zarori ho jata hay key wo esy buy trades ko jald se jald close kar den aur next banny waly candles se market trend ka andaza lagany ki koshish esy traders ko karni chaye.
      Bhae mery doji k ilawa our bhe price action main kafi candles hian un k oper bhe baat ker lain app ka koi 4 thread doji candles k oper hai us main humery pass Pin Bar engulfing bar hammer inverted hammer evening star morning star two bar reversal our koi 15 k kareeb price action signal k kareeb candles hain jin k oper knowledge ka hona zarori hai our pher he us main app acha profit earn ker sagtay hain sirf doji candle ka knowledge hona forex main kafi nahe hia ap ko full course karna ho ga pher us ki practice kerna ho gee pher he app her market move her pair main ja k pakar k us k oper profit ker sagain gay
      Forex main app ko bus risk ko manage ker k he kaam kerna ho ga pher he app ko forex main kamyaabi milay gee
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

        Yah forex main doji candle ki baki candles ki tarha apni importance hai ager app forex main her swing k oper trade kerna chahty hain to dosto us main app ko her price action ki important candles hain un k berey main knowledge rakhna ho ga pher he app us main aik ache trade lay sagty hain main nay kal he thread lagaeya hai jes main ap sab important candles us main doji bhe hai hammer bhe hai us main entry confirmation our pher us ka stop loss jo banta hai wo sab khuch share kia hai us main ager app us ko read achy say ker lain to main samjhta hoon app ka price action ka knowledge complete ho jata hai our us main app ache trades laga k acha profit bna sagty hain main app k sath link share ker raha hoon us ko app achy say threa ko samjh k demo main practice kreain our pher he app real main apply kerna jab app sab ko understand lain

        http://investsocial.com/ur/showthread.php?...-kesay-ki-jeay
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

          candlestick ki bahot sari tyoes hain jin ma 12 bahot mashooor hai in ma sy aik pin bar bullish pin bar bearish pin bar is ky elaw aik hai type hai isky elawa morning start evening star doji candle hanging man etc bahot mashhoor hain jub aik candle red color aor green color mean jo bhi ap ny color selection ki hui hai bearishh pin bar ky leay aor jo bullish pin bar ky leay different methods hain in ko smjhna bahot zarori hai jub bhi engulfing pattern bnta hai to market ma aik reversal ata hai jo ky bahot steong smjha jata hai is py trade open krny sy bahot acha profit margin hasil kia ja skta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

            Asslam o alaikum dear forex forum members i hope you will be good. And dear brother main apki baton sa agree karta hoon. And apko yah btana chahta hoon k candles jo hoti hain ya bahot achi hotti hain. In k baary main ager hamain knowledge ho to ham zaroor success hi skty hain tradding main sy. And ya candles differents types ki hoti hain. Jiss main bullish and bearish ya aik doesry k mukhaalif hotee hain. And us k baad hamary pass doji candles etc bahit c candles hoti hain jin ka samjhna hamary liye bahot hi zaroori hotta hy. Hamain in k baary main knowldge rkhna bahot zaroori hita hy tabhi ham tradding main sa expert tradders ban skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

              Dear forum members, JCP yani Japanese Candlestick Chart forex trading main seb se ziada follow kia janey wala chart hey. Iski importence aor accurecy ka hum is baat se bhi idea laga sekty hain keh maximum trading plate form ka yeh default chart hey.
              Is chart key jo pattern hain woh bahut hi ziada hain aor jo bhi trader in pattern per aboor hasil ker leta hey usko kisi bhi aor indicator ki zarorat nhen perti. Ager sirf in pattern ko bhi dekh ker trading ki jaey to phir bhi success key chances strong hoty hain. Isky jitny bhi candle pattern hain woh complete trend prediction kerty hain. Abhi isky kuch pattern aor unky trend key bary main baat kerty hain. Kuch trader sirf Doji tek hi mehdood rhty hain is main koi sheq nhen keh Doji bhi trend ki behter prediction kerti hain laken dosry pattern bhi janna zarori hain.
              Basically JCP ki jo candle hey woh humain kisi bhi pair ki Open price,Close price, High price aor Low price ka batati hey.
              Beri candle high market volatility ko show kerti hey.
              Small candle low market ki volatility ko show keri hey.
              Candle ki do types hain Bullish aor Bearish.
              Bullish candle buying pressure ko predict kerti hey.
              Bearish candle selling pressure ko predict kerti hain.
              Candle pattern......Signal
              Dragonfly Doji--------------------Bullish.
              Gravestone Doji-----------------Bearish.
              Hammer----------------------------Bullish.
              Bullish Engulfing---------------Bullish.
              Shooting Star--------------------Bearish.
              Tweezer Bottom---------------Bullish.
              Piercing Engulfing-------------Bullish.
              Morning Star---------------------Bullish.
              Bearish Engulfing--------------Bearish.
              Top Tweezer---------------------Bearish.
              3 White Soldier-----------------Bullish.
              3 Black Crow--------------------Bearish.
              Dark Cloud Cover-------------Bearish.
              Evening Star---------------------Bearish.
              Isky ilawa bhi pattern hain leken yeh most important pattern hain jin se signal lia ja sekta hey.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                Candles sticks ka knowledge : Candles ka knowledge hamaray liye bohat important hota hay technical analysis bhi hum candles ko study karnay sey kartay hain aur aksar asay bhi traders aap dekho gay jinkay paas koi indicator wagaira chart mei insert nahi hota hay unka chart just naked hota hay aur wo candles sticks ka acha experience aur acha knowledge rakhtay hain aur wo candles kay expert traders hotay hain wo fully knowledge rakhtay hain candles ka so agar hamay candles ki informations hon hum candles ko achi tarah samajh jayen tou meri nazar mei sab sey best hay kay hum candles ay guru ban jayen aur apni trading best karain aap ney Doji candle ka jaiza liya Doji trend changer candle hay ye hamay market kay reverse honay trend change honay ka indication deti hay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                  candle stick ka knowledge boht important hay trader ko candle stick ka jaiza lana must hay trader ko doji candle stick ka knowledge ho is ka good experience ho trader ko forex trading main in candle sticks say market kay support aor resistance ko smjhna chahye aor trading main technical analysis kay yeh tools boht important hain aor in main agr trader ka experience hay to trader boht achy tarah say market ko follow krnay main kamayb hota hay aor trader ko market ki in positions ko smjh kr trading krna aor trading market main active rhna aor trading market main market ka right prediction different candle sticks say krna important hay phr jar kr trading account main trader profitable trading krta hay jb trader ko market main analysis thek a jata hay aor doji candle aor dosri candle main good experience ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Traders agar candles stick ka knowledge hasil kar len aur es ko proper study kar lety hey to traders ko indicators ki zarorat kabi be mehsoos nahi ho gi,

                    Doji

                    Doji candle wo hota hay jes ki real body bilkul be nahi hoti agar bearish trend chal raha hay aur sell candle key bad doji candle ban jaye jes ki red body ya greed body bilkul be na ho to es ka matlab ye hota hay key market ne bearish trend khatam kar dia hay aur market next trend ki tayaari kar raha hay.
                    [ATTACH=CONFIG]6194[/ATTACH]
                    resistance level par agar Doji candle ban jaye to buy trades agar kam ya zeyda profit me hon to traders key ley zarori ho jata hay key wo esy buy trades ko jald se jald close kar den aur next banny waly candles se market trend ka andaza lagany ki koshish esy traders ko karni chaye.
                    general knowledge local trading Karnal traders ke liye bola tha important hota hai aur traders ko candles ke baare mein zaroor knowledge leni chahiye Bahut Si candles Aisi Hoti Hai Jinke knowledge Agar Hame candles for knowledge photo on candles pe kaam karke hum bahut jyada profit gain kar sakte hai Jessica candlestick chart day 1 hammer banta hai uske baad market ka friend change ho jata hai agar Hum Apna change karne ko bahut jyada profit gain kar sakte hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Traders agar candles stick ka knowledge hasil kar len aur es ko proper study kar lety hey to traders ko indicators ki zarorat kabi be mehsoos nahi ho gi,

                      Doji

                      Doji candle wo hota hay jes ki real body bilkul be nahi hoti agar bearish trend chal raha hay aur sell candle key bad doji candle ban jaye jes ki red body ya greed body bilkul be na ho to es ka matlab ye hota hay key market ne bearish trend khatam kar dia hay aur market next trend ki tayaari kar raha hay.
                      [ATTACH=CONFIG]6194[/ATTACH]
                      resistance level par agar Doji candle ban jaye to buy trades agar kam ya zeyda profit me hon to traders key ley zarori ho jata hay key wo esy buy trades ko jald se jald close kar den aur next banny waly candles se market trend ka andaza lagany ki koshish esy traders ko karni chaye.
                      Candlestick chart ko Samajh Kar trading karna bahut jyada zaroori hai isliye traders ko chahiye ke woh candlestick chart ko Samajh Kar trading Kare aur jab aap candles ko Samajh Kar trading Karenge to successful trading V kar Sakenge aur trading se aapka profit Kacha SBI bahut jyada increase Ho Jayega isliye Hamesha learning Karte Rahe aur achi trading karne ki try kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                        Agar Hum Log candlestick came tabac trading karte hain to pair is car Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Aur Hum Do Kafi accha profit hassil kar sakte hain aur hum logo ko kamyabi milti hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte hain candlestick pattern trading Karke
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                          Assalam-u-Alaikum bhai kse hn ap me umeed krti hun k ap khair kheriyat se hon ge Bhai apne ek acha swal kiya hai Bhai jhn tk mjhe maloom hai to mjhe lgta hai candle sticks ka knowledge bht zyada faida deta hai traders ko agr traders candelcsticks a knowledge hasil kr len or us k baray me achi trha se jan len to traders ko kbhi bhi indicators ki zroorat kbhi bhi mehsoos nahi ho g candelcsticks ki bht sari types hn jse k Doji candel Doji candel wo hoti hai jis ki koi real body nahi hoti is k ilawa ek sell candel bhi hoti hai me hr trader ko advise krti hun k wo candel sticks ka knowledge lazmi hasil kren ta k unhe kbhi b trading me indicator ki zroorat mehsoos na ho umeed krti hun ap is advise ko follow kr k benefits hasil kren ge&nbsp;<br>Shukriya Allah Hafiz
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Candles stick ka knowledge

                            Yes dear jaisy ap ne ais mai doji ki picture dekhai hai ais market mai jab hum ne candle stick par kaam kaarna hota hai to hum ko ais k jitny bhi pattern hai aun k bary mai pata hona chaye aor ais mai jo bhi pattern bany aus k bary mai pata ho k ais se market par kai faraq pary ga agar hum ko ais k bary mai pata ho ga to aus se ye faida ho ga k market k hisab se hum achi trade laga sakty hai. ais mai diffrent pattern banty hai jaisy pin bar, shooting start, hammer, bullish engulfing, bearish engulfing, bullish harami, bearish harami, pircing line, dark cover cloud etc ye aisy pattern hai jo ap ko agar kisi resistance ya suppott par nazar aa jaye to ain mai trade laga leni chyae ais mai ye faida hai k ais mai stop loss thora sa hota hai aor ais mai take profit kafi zayda hota hai ais liay ais mai trade lagani chaye ta k ap ko ais mai agar profit ho to kafi zayda ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X