Forex ki knowledge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki knowledge
    Asslam o Alaikum friends kesy ho ap log ma ap st ye pochna cahta hu k forex trading boht acha business hy or kafi log learning or knowledge k bad isy shuru krty hy to knowledge ho k bad un ko Itna loss q hota hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki knowledge

    Ap ka sawal theak hai kay logon ko knowledge hoty huay bhe is kam mai loss ho jata hai.mery khyal main iski 2 reasons hoti hain.ek to ye kay wo knowledge hoty huay bhe practice nahi karty demo par jis ke waja sy unko ko knowledge hoty huay bhe ye nahi pata hota kay is knowledge kahan,kab aur kesy use karna hai.dusri wajah ho sakti hai kay wo lalach karty hon aur jaiz profit par trade band na karty hoon ya bari trade laga dety hoon jo kay loss mai jaany ke waja sy unka bara nuksan kar deti ho.
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki knowledge

      forex trading mai app ko knowledge hone chaiye is kaam ke ache tarha se warna app ko market mai nuqsaan bhi ho sakta hai.isleye hamesha koish karen ke app jo hai woh hamesha market mai money mangement ke sath chalein.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki knowledge

        Dear friend woh knowlkdge knowlkdge nahi hita ges main loss hota hy go log forex mainbkameyab hain woh forex ka full knowlldge rakhty hai onhen to loss nahi ata qu k on ka knowlkdge mazbot hota hy asi leye ao bhi apng knowlldge ko strong karen pher trading karen bloss nahi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki knowledge

          G han forex ek bht hii bara busnuess haii jisy bghair knowledge hy nahii kia sakta aor jesa ky ap ny kaha nmkay kbowledge ky bad b loss ho jae to yeh gumro greed kii wja see hota haii ya hum jalbazi krty hein humari pratice hogi demo py jiski waja se loss ho skta humy sub se pehlii chex ap ko cntrol rakhein greed jaldbazi aor emotions ko cntrl krein bari lot walii trade na lgaein..
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki knowledge

            Dear brother loss aur profit trading ka hissa hota ha lekin trading shro krnay sa pehlay agr trading k raz ko achhi trh learn kia jay to mera khial mn loss k chance km hotay hn to mera khial mn forex trading mn kamyabi k liay trading knowledge k hona bahot zroori ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki knowledge

              Forex trading main kamyabi k liye knowledge,patience hard work bahut zaruri hai..kuch traders Forex ko learn kar lety hain aur smjhty hain keh wo ab forex sy ziayda sy ziyada profit earn kar lain..wo greedy ho jaty hain aur patience sy kam lena chor dety hain jis ki wja sy un ka loss hota hai..Forex main kamyabi k liye knowledge k sath sath patience bhi bahut zaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki knowledge

                bhai nforex ko join or is p tradeing krne klye knowlig or tjrbe ka hona bht zarori h ap jb konwlig hasil kr lete hain mgr us ko achi trah use ni kr pate phr waehin galtian krte hain to is se koi faida ni ho ga to ek acha arn krne klye uska saeh istimal krein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki knowledge

                  Ager Pakistan forex me new hai aur apko pakistan forex ke knowledge na hony ke brabar hai to aap ko ghabrany ke zrort ni hai aap pehly demo account use kary aur apna experience knowledge practice aur planning improved kary aap kamyaab trader bun jao ge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki knowledge

                    g haan bhai jaan as main yany forex ki knowledge hai wo tu as forex trading main kamyab hi hai qk as dunyan main knowledge hi sab kch hai as liy knowledge ko ham ko hasil karna chahiy hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X