Kaya ziada capital walay trader ka account safe rahta ha trading main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya ziada capital walay trader ka account safe rahta ha trading main
    buhat say trader ya samajtay hai.kay ziada capital walay trader ko apni trading main kabhi loss nahi hota ha
    main un sabhi trader ko batana pasand karoga.kay trading main big capital walay trader ko bi loss ho jata ha.jab trader ka is business kay baray main knowledge week ho.to teb uskay pas capital ziada ho ya kam usko is business main loss must milta ha
    or jis trader kay pas is business kay baray main acha knowledge hota ha..wo kam capital say bi apnay account ko big account main convert ker sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya ziada capital walay trader ka account safe rahta ha trading main

    Bhai ap nay bilkul theak kaha hai.loag sochty hain kay is ka capital bara hai to ye kamata bhe acha hoga ya is ko zyada profit hoga.jab kay asa nahi hai.agar big capital waly ko ye he na pata ho kay us ny trade kis par lagani hai aur lot size kya rakhna chiay to wo kamyab kesy ho sakta hai.so agr ek bandy kay pas capital kam hai lekin wo ye janta hai kay kb aur kis par kitny ke trade karni hai wo loss sy bacha rehta hai.baki ye ek karobari duniya hai yahan profit hai to loss bhe hai.bs ye hamary par hai kay hum profit zyada karty hain ya loss.

    اب آن لائن

    Working...
    X