Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain
    Money management forex main koin zarori hai our us k kia faiday hain :
    mery dosto forex main money management forex main koin zarori hai us k faiday main aj ap ko btati hoon our us ko humean apny account main koin use kerna chahy bhae forex main ager app money management karien gay to pher app us main aik to lalauch say bauch hain gay dosara app ki pyschy app k control main rahy gee forex main app ager app money management k sath trade nahe kerty hain to pher app ka account us main aik na aik din wash ho jeay ga app ko ager bonus ya apni personal investment ko safe rakhna hai to pher ap ko money ko manage ker k kaam kerna hai jes say app ka account capital bhe safe rhy ga our kabhe bhe account wash nahe ho ga to app us barey main apni suggestion dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

    Dear money manage koin zarori hai app ka acha question our jaiza hai main us pay apna opinion rakhta hoon hum forex main kamyaab koin nahe hain koin k humeri Psyche disturb hai hum loss ker ker k account wash ker ker k abhe humery pass ache strategy bhe aa jeay to pher bhe hum us main money management k sath trade nahe lety hian our us main loss kerty hain koi oiur strategy pher say talash kerty hain pher loss apni bare lots laga ker choty account k oper pher say kerty haen jes say humean kafi loss ka samna rheta hai to dosto forex main hum tab he kamyaab hoon gay jab us main app risk ko apnay account bonus k mutabik manage keren gay pher he us main app ko kamyaabi milay gee our app iak din professional trader ban jan gay hard work kerna her trader k leay zarori ha ta k acha bonus ho ga to ache trades money management k mutabik laga k acha profit bna pain gay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

      Money management ka faida investors ko ye hota hay key wo trading me discipline key sath apni money ko trading me use kar sakty hey, proper agar money management ka traders ko knowledge ho to wo kabi be all money ko trading me invest nahi karty, daily ki limit select kar key single trade me apni money ko invest kar key loss se bachny ki har mumken koshish karty hey es tarha un ki account money be manage hony ki waja se mehfooz rehti hay aur profit be mutawatar un key account me jama hota rehta hay, agar money management ka koi expernice na ho to demo account me es ki practice zaror karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

        Dear money management ki kasa jati hai or zarori kiun hai mai ap batata hon agr ap ka pass capital kam hai or chata hain ap ka capital save bi raha or ap earning bi karain tu is kam ka lia jo step ap lain gain wo money management kahlati hai management trading mai bohot lazmi hai money management ka lia ap trade open krta hai stop loos use karain ta ka agr loos ho tu chota ho or ap ka account wash na ho save raha or jab bi lot size lagain apna capital ko dahk kr chota lot size lagain ta ka ap ko jab loos ho tu chota ho jasa ap jaldi recover kr sakian laken jab profit ho ga wo bi chota ho ga laken na hona s bahtr hai ap ka capital bi save raha ga or ap ko long term trading kr ka accha profit kama sakta hain ya hai money management atni muskal nahi hai hum log tu stop loos use hi nahi krta tu hota kia hai ka 2 din mai account wash ho jata hai or phr tention ka alawa kuch nahi milta thanks
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

          money management kr kay trading krna trader kay liay important hay kion kah jb trader ko money management krna nhi ata ho phr trader kaisy apny trading account main profit earn kr skay ga aor trader ko forex trading main experience ho trader ko knowledge ho trading main money management aisa ha kay agr trader money management kay rules ko smjh kr trading krta hay phr trader ko kabhi loss nhi ata hay trader aisy planing say apni trading main money management kray jo kah safe ho aor trader own investment ko management say use karay aor bonus account main bhi money management ko follow karay kabhi trading main mistakes na hon trading main without money management kay trader ka account wash ho jata hay aor trader ko profitable trading krnay main diqat hoti ha is liay money management ki ahmiat ko smjhain aor apni trading aisa work krain jo kah good profitable ho aor trading main complete money management ki gai ho aor successful trading krna ha to money management ko follow krna ha.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

            forex trading ek boht bra risky business hay.is main jahan profit boht ziada ata hay isi trah is main loss bhi boht ziada hota hay.to jo smajhdar traders hoty hain wo apny account ko apna sarmaya dekh kar aur apni hasiat ko dekh kar chalaty hain.wo apni raqam ky hisab say bari danayee kay sath trading karty hain. un ko pta hota hay kay hamary pas to yahi kuch sarmaya hay aur peechy backup py hamary pas koe izafi raqam ni hay, agar ye raqam ham ghalat trades open kar kay loss kar bethen gy to phr hamary pas raqam kahan say aye ge.to apni raqam ky hisab say trading strategies ko set karna aur trading plan karny ko money management kehty hain.money management ka sab say bara fayda yeh hota hay kay banda naqabil.e.bardasht loss say to kam az kam bach jata hay beshak profit kam he ho.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
              Money management forex main koin zarori hai our us k kia faiday hain :
              mery dosto forex main money management forex main koin zarori hai us k faiday main aj ap ko btati hoon our us ko humean apny account main koin use kerna chahy bhae forex main ager app money management karien gay to pher app us main aik to lalauch say bauch hain gay dosara app ki pyschy app k control main rahy gee forex main app ager app money management k sath trade nahe kerty hain to pher app ka account us main aik na aik din wash ho jeay ga app ko ager bonus ya apni personal investment ko safe rakhna hai to pher ap ko money ko manage ker k kaam kerna hai jes say app ka account capital bhe safe rhy ga our kabhe bhe account wash nahe ho ga to app us barey main apni suggestion dain
              successful trading karne ke liye management important than money management trading trading karna ho jata hai aur Hame bhi Pata Hota ke Hamari trade profit made a profit Kitna Hoga aur Agar Hamari trade loss Mein Gai to Hame Kitna Hoga money management trading mein bahut jyada important hoti hai Ek accha trailer banne ke liye status for money management karna zaroor aana chahiye Agar trader for money management karna nahi aati to vote reading Karke Kabhi basic Castle nahi ho sakte isliye money management karna zaroor sikhe
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                Money management : Money management bohat ziada zaroori ha forex main ager app money management karien gay to pher app us main aik to lalauch say bauch hain gay dosara app ki pyscho ap k control main rahy gee forex main app ager app money management k sath trade nahe kerty hain to pher ap ka account us main aik na aik din wash ho jeay ga agr trader money management kay rules ko smjh kr trading krta hay phr trader ko kabhi loss nhi ata hay trader aisy planing say apni trading main money management kray jo kah safe ho aor trader own investment ko management say use karay aor bonus account main bhi money management ko follow karay kabhi trading main mistakes na hon trading main without money management kay trader ka account wash ho jata ha agar money management ka koi experience na ho to demo account me es ki practice zaror karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                  Assalamualaikum bhai kaise hai aap Mai Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai aapka Ye Sawar ke money management ka kya fayda hota hai aur yeh kyu Zaruri hoti hai Uske baare mein main Yeh Kehna chaahungi ke Money management ka faida investors ko ye hota hay key wo trading me discipline key sath apni money ko trading me use kar sakty hey, proper agar money management ka traders ko knowledge ho to wo kabi be all money ko trading me invest nahi karty, daily ki limit select kar key single trade me apni money ko invest kar key loss se bachny ki har mumken koshish karty hey es tarha un ki account money be manage hony ki waja se mehfooz rehti hay aur profit be mutawatar un key account me jama hota rehta hay, agar money management ka koi expernice na ho to demo account me es ki practice zaror karni chaye. Umeed Karti Hoon ki aap mere jawab se Ittefaq Karenge Shukriya Allah Hafiz
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                    Dunyia kay jitne b business hain in mai b kamyabi inn he logon ko milti hai jo achi money management kar sakty hain. Ager business mai achi money management ke jiye tu phir business man kay pas mazeed investment aur business mai survival kay liye capital majood rehta hai. lakin ager ziada chance lay liye bari investment Karin tu phir businessman kay pass option kam ho jatay hain.
                    Yeh cheez forex trading ma b apply hoti hai aur ager traders achi money management na Karin tu phir traders kay pas mazeed investment karny aur apny account ko survil karna mushkil ho jata ha . iss liye money management bohot lazmi ha aur iss kay traders ko kafi advantages hoty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
                      Money management forex main koin zarori hai our us k kia faiday hain :
                      mery dosto forex main money management forex main koin zarori hai us k faiday main aj ap ko btati hoon our us ko humean apny account main koin use kerna chahy bhae forex main ager app money management karien gay to pher app us main aik to lalauch say bauch hain gay dosara app ki pyschy app k control main rahy gee forex main app ager app money management k sath trade nahe kerty hain to pher app ka account us main aik na aik din wash ho jeay ga app ko ager bonus ya apni personal investment ko safe rakhna hai to pher ap ko money ko manage ker k kaam kerna hai jes say app ka account capital bhe safe rhy ga our kabhe bhe account wash nahe ho ga to app us barey main apni suggestion dain
                      Successful trading karne ke liye money management bahut jyada important Hoti Hai money management is liye bhi important hai qk agar Hum money management Karke trading nahi karenge toh Hame bhi nahi pata Hoga Ke Humne apni trade Mein Kitna balance lagana hai aur Kitna balance margin free chodna hai isliye traders ko chahiye ke money management karna 20 rule sikhe
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                        Forex market main money ko mange kerna boht zaori hay. jesa kay ager ko trader money ko manage hi nahi kerta to wo market main apnay account aur trade kay risk ko bhi manage nhi ker sakta. ager money achi trah say manage ho jaye gi ho forex market main ap ka account safe ho jata hay. isi trah say risk kay sath sath money management bhi chalti rehti hay. aur risk money management say risk management ki waja say ap kay account kay safe honay ki chances zayda ho jatay hain. aur jo trader na money management kerta hay aur na risk management kerta hay wo hamesha loss main hi rehta hay aur us k boht baray baray losses ho jatay hain. jo kay wo recover bhi nahi ker pata.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                          gee han dear aap nay boht achi baat ki haai ky her trader ka pehly to capital ko save rakhna boht zaroori hai aor mary khayal main to money management ho risk management hoo ya ky koi bhi trading plan hoo us ky baghair aap trade nahin kar sakty mary khyal mian her achi trading ky liye planing basic cheez hia main ager capital hoo ga to aap market mai kuch kar sakien gy aor ais ky liye boht zaroori hai ky money management ki jaye apny capital ky hisaab sy he lot size ko choose karna chahyee aor ager lalaach karin gy to phir aap ko apna capital bhi loss karwana par sakta hai ais liye humin cahyee ky money management ky saath apny account ko chalaeen aor market kahien bhi nahin ja rahee aap kisi bhi wakt achi opportunity sy faida utha sakty hia ager aap ky pass capital hoo ais liye apny capital ko save rakhana bhi profit ky saath saath zaroori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                            Yes dear ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ne ais market mai long time k liay kaam karna hai to hum ko ais mai money management k sath kaam karna parta hai agar hum ais market mai aisy hi kaam kary gay to hum ko ho sakta hai k loss ho jaye kun k ais market mai agar ap aisy hi kaam karo gay to ho sakta hai k ap ka account aik hi din mai wash ho jaye ais liay ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ais market mai ap aisy kaam karo k agar market ap k 1000 pips bhi opposite jaye to ap ka account safe ho aus k liay ye hai k agar ap k pass 1k ka account hai aor aus par apne trade karni hai to aus k liay 0.50 se bari lot na lagye ais se ap ka account safe rehta hai aor ap ais mai asani se profit bana sakty hai kun k jab ap apna account safe rakh k kaam karty hai to ais mai ap ka account bara hota rehta hai aor aus k ilwa jab ap ais market mai kaam karty ho to ap ko ais mai pata chal jata hai k market kitni risky hai aor ais mai agar money management k sath kaam na kia to ais mai hum kitna loss kar sakty hai ais liay ais market mai jab ap ne kaam karna ho to ais mai ap ne kitna risk lena hai aor ais mai kaisy kaam karna hai agar ap ais market mai aisy hi kaam karo gay to ho sakta hai k ap ko ais mai loss bahot zayda ho jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Money management koin kerna zarori hai us k kia faiday hain

                              dear money managment kay boht he faidy hein kiyon kay forex ek earning ka samundar ha is liye is mein ap kay pass jitna bhe balance hoga kam ha is liye is mein apni equity ko behtar banany ki koshish karna bohat he zarori ha kiyon kay ap kay pass jitni achi equity backup kay liye hogi itni he achi ap earning hasil kar sakty hein is liye market mein acha profit or achi earning kay liye zarori ha kay ap market kay sath connect rahen then ap market mein apni achi earning ki ja sakti ha or apny account ko trading mein loss kay backup kay sa th apkay account ko save karti ha is liye ap ki money management bohat he zarori ha hard work bohat he zarrori ha kiyon kay forex mein achi earning experience knowledge or achy balance pay depend karti ha tabhi ap kamyab work kar sakty hein or dheer sara profit earn kar sakty hein so hard work to get success easy in forex work hamesha achi earning or learning kay liye mehnat bohat he zarori ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X